Posted:
Guys our Shivu is fully latto over her Ajees...😉 ..
Woh ek bhi muka nai chodta apni Ajee se flirt karne ka... Jabse sagai hui hai tab se khule aam Anandi pe line maar raha hai... Kabhi chori chori dekhta hai...😳 toh kabhi haath pakdne ke bahane dhudta hai... kal toh apni Ajee ke saath long drive pe bhi jane ko bhi tyaar ho gaya... fulto line maar raha Anandi par... Aur apni Anandi ko bhi apne collecter shaab ka yeh romantic andaaz kafi pasand aa raha hai...☺️