Originally posted by: vironikajain
Nice update..
Ram apni shaadi chodke aise agya Priya ki shaadi mein..kamal hai..hahaha
Acha suspense hai..sabko confuse kar diya ki kiski kisse shaddi hui..ya kisi hui bhi ya nhi.. 😆
Bic bich mein Veena ki frustration wala tadka or dailogues..dandi jaisi Priya. 😆 😆
Last mein kya hua yeh.. 😲 Ram ne toh kar diya apna kaam..par kuch samjh nhi aya..yeh dono sath hai ya nhi? 😆 😛