yaar kiski saaadi kisse hui kuch bhi samajh hi nahi aa raha ab bata bhi do toh aakhirr hua kya hai???... ufff main kitni confuse ho gayi hun akhir Ram aur Priya ki saadi hui ya nahi shikha aur shekhar se... aur agar nahi hui toh yeh kiski saadi me aaye hai Priya apne papa k ghar par kyun nahi hai???? aur toh aur hay Ram ji ne Piya kiss bhi kar diya *blush* ise batter aur kya ho sakta hai yaar awesome loved it... next wala jaldi se post karo ji waitinggg..