Part 17
The very next morning!
Ram was sleeping, all cuddled up on the couch, smiling a bit..
Priya came up from behind in her tracks n tee and started removing her shoes...
P: Ram... Uthiye na.. Its morning.. Hello... Wake up...
Ram was still sleepy.. Lost in his dream world..
Ram: Bansi kaka.. Chai le aaiye na..
Priya stood with her hands on her hips..
P: uthiye na Ram.. Its me Priya.. Humari shaadi ho chuki h.. Wake up..
Ram: toh tum le aao na chai..
P: hello.. Mai koi typical biwi nahi hu.. Uthiye ab.. Boht ho gaya.. Warna mai pani dalungi aap par wo bhi thanda..
Ram slowly slowly sat up on the couch.. And dozed off again sitting..
Priya: Ram.. Uthiye.. Jake brush kariye... Aap ko kya accha lagta hai aise..
R: Haan... Boht... Dekho na.. Subh hui b h.. Nhi b.. Aankh khuli b h.. Nhi bhi.. Mai toh saari umar aise baitha reh sakta hu...
P: chee.. Jake brush kariye.. Please...
R: Ok..ok
Lazily, he opened his eyes... And the scene ahead of him was unexpected.. All his sleep vanished when he saw Priya.. He got up in a hurry and closed the door...
R: Priya tum pagal ho kya.. Subh subh jogging..
P: haan toh.. I like to b fit... Kuch logo ki trh nhi jo sirf khana pasand karte h..
R: arre yaar.. Stop taunting... Thoda toh apna dimag use karo.. Suhaag rat ki agli subh dulhan aise tracks me jogging.. Koi dekhega toh kya sochega..
P: arre baap re.. Mne socha hi nahi..
R: haan.. Ab ye batao... Kisi ne dekha tumhe ase...
P: hmm.. Nahi.. Nahi dekha hoga.. I hope..
R: I hope matlab.. Yaar tum toh saara bhanda fod dogi.. Jao jakar change karo.. Jao..
P: wo mai karti hu.. Pehle aap zara apna blanket aur takiya utha k andar rakhiye..
R: baad me.. Subh subh kantaal aata hai..
P: arre... Abhi koi humare room me aya aur ye sab dekha toh kya bolega... Kal hum aise soye thhe.. Aap waha mai yahaan..
R: arre haan.. Karta hu.. Tum jao.. Change karlo... Par haan.. Jab b tum couch pe sogi ye sab tum karogi..
P: obvious...
Meanwhile in KK n AK's room...
AK was sipping his tea sitting on the bed...
KK came i running, her eyes fixed on the door...
Kk: Suniye.. Arre listen na.. Mujhe aap ko kuch batana hai... Files ko chodiye aur meri baat suniye..
AK: aree relax.. Accha hua file ki yaad dilayi... Reports study karni hai..
KK: aap ka report gaya bhad me.. Pehle meri baat suniye..
AK: Krishna.. Meri baat suno.. Yahan baitho..
He made her sit next to him..
AK: ab meri baat suno.. Ye lo..
He handed a box to her..
Ye iPod hai.. Maine isme tumhari pasand ke saar gane dale hue hai.. Ab shanti se ek side mai baitho aur gaane suno...
KK: Ye sab?
AK: arre ab tumhari bahu aa gayi hai.. Tumhara retirement aa gaya hai.. Ab life enjoy karo.. Ek side me baitho maharani ji aur aaram se gaane suno.. Samjhi..
Kk: Mana retirement aa gaya hai.. Par aaj jo dekha mujhe uske baad darr lag raha hai..
AK: Aise kya ho gaya?
KK: Subh mai lawn me gayi thhi na.. Maine priya ko dekha.. Jogging suit me.. Shoes b pehne thhe..
AK: Toh.. Jogging gayi hogi wo.. Kya discovery hai..
Kk: Arre lekin suhaagraat ki agli subh..
AK: Dekho Krishna.. Kuch log boht particular hote hai.. Jo bhi ho.. Apna schedule karab nahi karte... Priya bhi hogi.. Ab un donk ki shadi ho gayi hai.. Let them live their life.. Tum iPod lo.. Gaane suno.. Aur aaram karo...
And he went back to his file...
Soon, Ram changed onto his prev days kurta pyjama... And went down to the kitchen as if he had just woken up.. His chachi n nuts were there lreparing breakfast...
R: Good Morning..
N: hmm hmm.. Kisi ki morning toh boht good lag rahi hai.. Haina chachi..
C: haan haan... Aur nahi toh.. Dekho chehre pe raunak.. Biwi ke ghar aate hi chehra khil utha hai kisi ka..
Ram kept looking at them with a WHAT IS IT look...
R: Chehra isiliye fresh hai kyuki mai raat ko acche se soo paya...
C: Accha... Koi kal soya bhi... Bata bhi do Ram.. Kisne pehla kadam badhaya..
R: Kya tum log bhi.. And started walking away...
N: Bahi mat batana.. Hum bhabhi se puch lenge...
Ge stopped on his track and gave a disgusted expression.. Them withojt turning, he pointed his fingers as if to say Priya...
Chachi n Nuts giggled..
C: Lo bhai.. Kapoor parivaar ki parampara nahi tooti..
N: Matlab...
C: Kuch nahi... Chal.. Jaldi kaam khatm karte hai..
In sometime.. Ram and Priya freshened up and went down to the hall..
All gathered around them.. Rams Parents.. Vik nuts rishabh his chacha chachi.. Dadi... Every1 was there...
KK came forward and did aarthi for the newly wed and handed them a gift pack...
Vik nuts and rishabh gave them their gift too.. Followed by chacha chachi...
Soon, the gift opening ceremony started... Everyone thought their gift was unique... No one else could have given that..
R: iss ki kya zarurat thhi... Arre we are family..
Vik Ab gifts kholega ya pitega??
R: Ok Ok.. Kholta hu..
He took his parents gift and gave the other 2 to Priya... He took out some voucher like thing and read the text on top...
R: HONEYMOON PACKAGE!!
Priya peeped in md read the destination.. KASHMIR..
Ram picked up the next gift and tore it open.. HONEYMOON PACKAGE
Priya read out.. KERALA
Ram took out the third gift n opened it.. HONEYMOON PACKAGE
Priya: Oh.. Its ANDAMAN NICOBAR...
And the family looked at each other dumbfounded... All had ended up giving the very same gift.. Yet different..
Soon, all got into an argument.. Everyone wanted Ram n Priya to go to tgeir destination.. The only people who remained silent were RaYa... Well.. Both did not wanna go n here they were.. Sitting with the family who were arguing over where they should go...
Kk: Ek min ek min... Priya... Tumhe kahan jana h..
R: Haan Priya.. Bolo...
Priya looked around confused...
P: jahan aap jana chahe Ram...
It was now rams turn to be in dilemma...
R: Ek kaam karte hai... Chits banate hai...
Soon.. The chits wer prepared for each of the destination... Priya picked one of them... And slowly opened the chit... KERALA... (Sorry.. A bit biased towards Kerala... Its my hometown... Lolz...)
Soon.. It was settled... Back in RaYa's room..
P: Hume jana hoga kya yaar...
R: Nahi.. Bilkul nahi... Hum nahi jayenge..
P: Sabne bola engagement karo.. Kiya..
R: Shaadi poori reet k sath ki.. Ab honeymoon... Nahi... Mujhme itni patience nahi ki yumhe jhelu akele..
P: Aap ko patience nahi hai... Patience ki zarurat toh mujhe hai... Aap ko jhelne k lie.. Kahin ghumne jana ho toh aadhi raat se aap ko jagana padega.. Tab jake aap subh jagenge...
R: Aur tumhare kharaate...
P: Ek min.. Mai kharaate sirf tabhi leti hu jab mai thak jati hu..
R: Toh udhr poore din ghumne k baad toh tum ekdum fresh rahogi na..
P: Hum iss baat pe lad kyu rahe hai... Hum jaa rahe hai kya?
R: Nahi...
P: Toh...
Saying so, she walked out of the room with her hand bag...
Slowly she entered the kitchen & saw chachi cooking...
(OK.. now dont think why the hell is chachi always cooking.. Well she is supposed to b a big time chef who absolutely loves cooking.. She writes cook books too.. So, though there are servants at home, the cooking dept belongs to chachi...)
P: Chachi... Aap..
P: Arre bacche tum kitchen me kya kar rahi ho... Nahi.. Aaj tum khana nahi banaogi.. Mai sab kar lungi..
P: wo chachi.. Actually mujhe tiffin chaiye thha... Wo.. Class k lie der ho raha hai..
C: Class?? Shaadi ke agle din tum class jaogi...
P: Nahi.. Matlab mai class jaa rhi hu taaki mai apne principal se chutti maang saku...
C: Arre toh isme jane ki kya zarurat h.. Phone kar k bata do... Waise v tumhare princi boht acche hai.. Aur jahan tak maine dekha hai tumhe pasand b karte hai... Toh...
P: Ok chachi...
Priya goes back to her room looking for Ram... She keeps her bag on the chair...
P: Ram mujhe aap se baat karni hai...
R: Bolo na...
Priya turned back and went to close the door.. And ram acted as if someone was molesting him.. Shouting bachaao.. Tum aise nahi kar sakti.. Etc etc..
Priya turned around and stared at him..
R: ok ok.. Kidding...
Priya started laughing and Ram joined her...
P: Accha ram.. Listen na... Wo actually aisa hua.. And she told him her talk wid chachi a few mins back in the kitchen..
P: Ab shaadi ho gayi hai matlab mujhe kaam chldna padega kya..
R: Dekho.. Kaam chodne kli nahi bol raha hai.. Bas shaadi ke agle din tum kaam pe jaogi toh kisi ko bhi ajeeb lagega na...
P: ok.. Ab mai kya karu..
R: Tum beshak kaam pe jao.. Lekin thode dino baad... Kuch dino ki chutti le lo...
P: Aur mai apne iss chutti me karungi kya..
Ram: Hmmm... To begin with.. Apna bag unpack kar lo... Apna samaan rakh lo..
P: Yaa.. Good idea.. Toh.. Mera cupboard kahan hai...
R: Kahaan hai kya matlab... Jo mera h wo tera hai... Arre ab humari shaadi ho gayi hai... Jo mera ghar wo tera ghar.. Meri khushi tumhari khushi.. Tumhara dukh mera dukh.. Mera cupboard.. Wohi tumhar cupboard.. Maine apne cupboard m se 2 sections khali kar dia h.. Enjoy..
P: 2 sections...
R: zyada hai.. Ok.. Ek rak lo...
P: Ram mera samaan dekhiye.. Kitna hai... Aur haan.. Mai aap ke sath cupboard share nahi karne wali.. Arre aisi kahin cheeze hoti h jo sirf ladkiyon ki hoti hai...
Ram: Oye.. Itna attitud mat dikhao.. Aisi kahan baate hoti hai jo sirf ladko ki b hoti hai..
P: Aap nahi samjhenge... Ram.. I need a separate cupboard.. I cqnt tolerate ur indiscipline..
R: oh.. Hello.. Meri cupboard set hai ok... I like discipline..
He took her to the closet n opened a cupboard.. And a set of his clothes felldown... Priya burst out laughing... Ram looked at her angrily n stomped out of the room with all his clothes from the cupboard..
He sat on the bed with the lot and tried folding them, while she unpacked her stuff and put them up neatly on the hanger..
Ram tried n tried but couldnt fold the clothes properly.. Priya saw that n smiled.. She cleared her throat trying to grab his attention an slowly unfolded her kurta and demonstrated how to fold it.. Ram, still looking at her tried to follow, but messed up again... He threw his tshirt in frustration & muttered to himself...
Yaa.. Crushed look.. Its cool.. Isse kya pata...
Priya then got her bag of her essentials like her soap n toothpaste...
R: Ye sab laane ki kya zarurat thhi.. Arre ye sab hota h ghar me..
P: Haa par mai aap ka soap toh nahi use kar sakti na.
R: Mai tumhe mera soap deta b nahi.. Par ghar me aur hai.. Unme se ek de deta..
P: Haan... Ty.. But no thanks.. I use herbal products... Mere shampoo m aloe vera h...
R Toh..
P: Its supposed to be very good for the hair.. Especially unn logobk lie jo baat baat pe apne baal khujate h.. Just like u...
R: Whatever...
Precap: Some Family Time!!!
Edited by RaYaKapoor - 12 years ago