thanks to all readers and ur replies r above AND THANKS TO GOLDY_AFFECTION AND LAILA1994 TO ALL I HAD SAID THANKS BY QUOTE THEIR REVIEWS BUT U HAVE LIKED NA SO I CAN'T QUOTE THAT SO I ADDED IT IN POST REPLY.THANKS ONCE AGAIN IF I FORGET TO THANKS SOMEONE SO TO U ALSO THANK U
**********************************************************
Sam- yani pyaar ho gya propose kab kr rha hai kya bolenga tu waise tu kone chruch mein shaadi karenga accha agar lily dikhne mein pasand nhi aayi toh tu shaadi nhi karenga mujhe pehle batana dena wrana mere suit mein paise barwaaad ho jayenge bol na bolta kyu nhi (he said with exictment) Arjun- ho gyi teri bakwaas khatam toh itne swaal toh hum puch tach mein bhi nhi puchte
Suddenly Shree comes Sir Dr. Sneha ko hosh aa gya hai
Arjun- tum chalo hum aate hai
Sam- hum nhi sirf mein tujhe Amritsaar jaana hai 1 din ka kaam hai who drug racket ko jo humne pakda tha usske kuch aade wahaan pr bhi hai
Arjun- Amritsaaarrr(sadly)
Sam- ab jaana toh padhega I know but u have to go aur roshni ke parents se bhi mil lena waise toh roshni ke jaane ke baad tu kabhi nhi gya aur uncle aunty toh tere ko aapana beta mante hai
Arjun- yay I'm arriving
Sam- shree ne tickets tere cabin mein rakh diye hai 1 hour baad ki flight hai
Arjun- mein lily ko bool deta hu ki who mujhe phone nhi karene flight mein ho ga na
Sam- jaab se hum pune se aaye hai tune kitni baar phone pein lily se baat ki hai
Arjun- kuch 15-16 baare inn 3 hours mein
Sam- yeh kuch hai tu pagal hai kya
Arjun- lily se toh kamm hi hu
Sam- achha sun amritsaar reach kr ke 2nd mujhe phone krna
Arjun- 2nd kyu??????????
Sam- kyuki tu pehle toh lily ko hi phone karenga
Arjun with fake anger- just shut ur mouth and goes towards his cabin
At conference table all were making jokes arjun and sam not scolding team members as they know it is tea breakthey were busing in their files
Shree- ha ha ha chotu tujhe maths bilkul nhi aati
Chotu- haan jaise tujhe toh bahut aati hai tu bhi koi proffessor nhi hai
Hearing this arjun lost in his thoughts
Flashback in garden type place arjun and roshni were standing near a table
Roshni- tum sirf dave krte ho yahaan sach mein intelligent ho
Arjun- shaq hai toh test kr lo
Roshni take a book and asks a question of maths and says- if A=b,B=C then atlast A=C ab tum mujhe yeh batao iss formula ka meaning
Arjun- ok A ka matlab arjun,b se tera baap aur C se chand jo tu hai meri jaan
Roshni- chaaand so sweet
Arjun- A=B means mein tere baap se pyaar krta hu
Roshni- really???????????isliye unhe dekh ke bhag jate ho
Arjun- nhi yaar unhe dekh ke mujhe mere traning academy ke coach ki yaad aati hai jo hamesha chilate rehte the saavdhan accha let's come to point B= C means who aapni chand si beti ke bahut pyaar krte the
Roshni- who toh ek dhanda peeche 2 laadu sach hai 100%
Arjun- aur atlast A=C ka siddha siddha matlab hua arjun luvs roshni
Arjun roshni both laughs and hug each other
Roshni- haan tumhe maths mein 1 sitch behind 2 laddus milte hai 100
Arjun- haan but egg mein non-veg hu na acch aagli baar na tu hi choose krna hen
Roshni- accha tumhe bhi who hen bahut cutie lgi na
Arjun- nhi mujhe toh bahut tasty lgi mein toh usse kha bhi gya jab tu chali gyi na tab wrana tu mujhe kha jaati
Roshni- hey bagwaan mujhe non-veg se kyu pyaar ho gya
Arjun- tune veg khana chodiya
Roshni- nhi nhi non-vegitarian se kyu pyaar ko gya...both smiles...
Flashback end
Arjun reach Amritsar after finshing all the work at evening he think that he should met roshni's parents he go to met them.
Roshni's Mom- aare beta tum aao wahaan kyu khade ho
Arjun- ji zarur dad khaan hai
Roshni's Mom- who toh bahaar gye hai jaldi aate hi hoge
Arjun saw roshni's photo frame on table beside and took it in his hands
Bin tere kya hai jeena
Bin tere kya hai jeena
Roshni's Mom- beta mein janti hu jo hua who nhi hona chahiye aur waise bhi jo bhi hota hai acche ke liye hota hai
Arjun- roshni hum sab ko chod ke chali gyi ismein accha kyaa hai
Roshni's Mom- pta nhi beta kuch toh zarur accha hoga hi tumhe pta hai aisa hamesha rose kehti thi
Arjun- rose????????
Roshni's Mom-shayad tumhe nhi pta hoga but collage mein roshni ko sab rose hi bulate the ussi ke naam se divert kiya tha usske frnds ne accha mujhe kuch kaam hai mein abhi aati hu tum kuch loge
Arjun- nhi
Actually tab usske ghar mein cleanig ka work chal rha hota hai store room mein roshni ki mom ke bhari brief case utaar rhi hoti hai arjun who briefcase le leta hai aur kehta hai ki who utaar dega fir usski mom chali jaati hai arjun ke hath se briefcase gir jaata hai u koi itfaac samjo ya kismat ke ishaare usmein kuch photoes hoti hai ussmein ek two cutie aur newly born babies ke hote hai dono twins
Arjun- yeh photo ke neeche date toh roshni ki birth date hai lgta hai usski photo hai pr yeh dusara kone hai twin sister?????
Sudden roshni's dad- haan bilkul sahi kha beta
Arjun- pr roshni ne toh kabhi bola hi nhi usski koi twin sister hai nahi mom ne bataya
Roshni's Dad- mom ko nhi pta meine nhi bataya ki usski ek aur beti thi actually who churi hogyi thi hospital se who racket toh pakada gya but unhone bacchi ko pehle hi kisi aur ko bech diya tha aur unlogo ka koi aata pta nhi maine tumhare mom ko nhi bataya who bahut khush thi uski ek beti hui but aise time pein meine nhi bataya photo itne saalon tak chupa ke rakhi fir store room mein rakh di taki mom ko kabhi pta na chale roshni ko maine ek baar bataya tha usski mauth ke 1 week pehle
Arjun- waise photo mein ruhab ruhab ek jaise dikhte hai humshakal
Roshni's Dad- haan who dono sirf twins nhi identical twins the
Arjun wapaas rakh deta hai- uncle matlab unlogo mein koi toh difference hoga
Roshni'd Dad- who log bilkul ek jaise the saar se leke paav tak pr ek difference tha roshni ko chin pein koi til nhi tha but usski sister ko tha yahi ek difference hai
Arjun fir chala jata hai nashta pani kr ke flight mein soch rha hota hai ki kya ajeeb baat hai roshni kehti thi usse ek behen chahiye aur hote hua bhi usske paas nhi thi pta nhi abhi zinda bhi hogi ki nhi zindagi bhi kitni ajeeb hai hume who log nhi deti jo hume chahiye hote hai aur jo mil jate hai unhe fiir chin lete hai Arjun back to Mumbai
next part- pg-11
Edited by SweetShreu - 11 years ago
123