plz dont send sakhshi anywhere..plz Arjun or Sakhshi ko ek karna iss story mein...thanks dear for the update
Big Boss 19: Daily Discussion Thread - Aug 28, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 29 Aug 2025 EDT
BHAROSA THODNA 28.8
Trump imposes 50% tariff on India for buying Russian oil??!
MAIRAs SCHOOL 29.8
Who impressed you more in the movie Saiyaara?
Anupamaa 28 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Abhira : The self-respect queen
10 years of Phantom
Anupamaa 29 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
plz dont send sakhshi anywhere..plz Arjun or Sakhshi ko ek karna iss story mein...thanks dear for the update
will be posting the update within a minute
thank god do update soon yaar waiting
r u updating today???
PART 4
" saakshi try to understand , I need you in delhi " sameer said
" sameer , mein yahaan se nai aa sakti " saakshi said and took a deep breathe and continued
" sameer ,mere papa coma mein hain , mein unhe chodkar nai aa sakti " saakshi said
Sameer was shocked
" mujhe sochne ke liye zara waqt do " sameer said and saakshi nodded and left him alone
Sameer called arjun immediately
" kya hai sam ?" arjun asked
" arjun saakshi ke papa coma mein hai , aur who keh rahi hai ki who apne papa ko chodkar nahi aa sakti " sameer said
" tell her that we will take care of her father , but take her with you , trust me , mujhse kuch din door rahegi tho who mujhe bhool jaayegi " arjun said
" uska pyaar ko itna mat samaj , tuje yaad hai na 2 din pehle tere liye who kis had tak gayi thi " sameer reminded arjun
" haan yaad hai mujhe aur mein yeh bhool nai sakta , please take her with you sam " arjun requested
" teek hai , I'll talk with her " sameer said and disconnected his phone
Sameer called saakshi
" dekho saakshi , I need you in delhi , don't worry about your dad , yahaan aisha , lisa , chotu aur arjun hai na , they will take care , aur delhi mein bhi I will be your chief right , tum jab bhi apne papa se milna chahti ho mein tumhe leave de dunga , please come with me and shree , its my request " sameer requested
" teek hai sameer , I'll also come with you people " saakshi said and left sameer's cabin
She saw him swirling his pen
" arjun , yeh sab tumhaara hi plan than a , tumhine sameer se kaha na ki who mujhe apne saath delhi lekar jaaye , mujhe apne zindagi se nikaalne keliye tumhine yeh chaal buni na, teek hai , mein tumhaare zindagi se chali jaaungi aur kabhi lautkar nai aaungi tab tak jab tak tum nai bulaoge , I promise " saakshi said and left his cabin angrily
" I am sorry saakshi , par tum ek galat insaan se pyaar karti ho , I have no other option other than this , trust me mujhe bhi takleef ho rahi hai , par tumhaara bhala isi mein hai kit um mujhse door chali jao " arjun said and continued reading his file
***
" saakshi chal na , lets party tonight " shree suggested
" sorry shree , par mera bilkul mood nai hai , tum smriti ke saath kyun nai chale jaate ?" saakshi asked
" tumhe pata hai na who smriti mujhse kitna chipakti hai , I don't like such girls , chal na saakshi , 4 mahinon se tum kuch nai kar rahi ho , sirf kaam karti ho aur ghar chali jaati ho , 6 mumbai jakar aayi ho fir bhi tumhaare routine mein koi farak nai hua , I know tum arjun sir ko miss kar rahi ho par come on life kisi ke liye nai rukta , life just goes on and we have to move on " shree said
" please shree , mujhe nai aana , mein ghar jaa rahi hoon " saakshi said and took her bag and left from there
" kya hua shree ?" sameer asked
" sir saakshi ka halat sudhar hi nai raha , she is acting like a robot , kitna kaam karti hai , na hi teek se kuch khati hai , yeh who saakshi nai rahi jo Mumbai ETF mein aaya karti thi , aapko yaad hai sir saakshi , aisha aur lisa kitna shopping jaaya karte the , lekin aaj kal saakshi kahin nai jaati " shree said
" sahi keh rahe ho tum , she has lost so much weight also , we have to do something " sameer said
" par kya sir ?" shree asked
" kisi kaam se hum arjun ko yahaan bula lete hain , saakshi ko iss halaat mein who kabhi nai dekh paayega aur usse yahaan se lekar chala jayega " sameer said and called DIG
***
It had become her daily routine
She would come home and keep crying and then fall asleep
She was broken in her heart
She missed him badly and her promise to him made her life even more bitter
She had gone to Mumbai six times in the last 4 months but did not meet him even once
She expected him to come and meet her along with the team but he hadn't come
This attitude of his broke her even further
***
" kya sam , yeh sir ne mujhe wahaan kyun bulaya , tu handle nai kar sakta kya ?" arjun asked rubbing his head
" arre meeting hi tho hai , thodi na tujhe saakshi ke saath koi date par jaana hai , kal subha aaja , mein tujhe pick up kar lunga airport se " sameer said and cut the phone
Arjun called aisha in his cabin
" jee sir , aapne bulaya ?" aisha asked
" mein ek din ke liye delhi jaa raha hoon , tum team ko lead karogi " arjun said
" right sir " aisha said and turned to leave
" sir , aap saakshi se milenge na ?" aisha asked turning back
" mein bohut zaroori kaam ke liye jaa raha hoon aisha " arjun said
" lekin sir ..." aisha started
" fir saakshi aisha ? maine kaha na I am going for an important meeting , tum yahaan sab kuch sambhal lena " arjun said
" right sir " aisha said and left his cabin
***
ETF DELHI
" kal arjun aa raha hai " sameer told shree
" plan kya hai sir ?" shree asked
" mein arjun ko yahaan leke aaunga , so that he sees saakshi how she is , tum saakshi se arjun ke bare mein kuch mat kehna ok ?" sameer said
" ok sir " shree said
" I think , that all for today , you can go home now shree , I ave important work left , bye , goodnight " sameer said
" goodnight sir " shree said and left for his home
To be continued
PRECAP: arjun sees a broken saakshi
Arakshi SS: Chance By Kismat Prologue, Part 1 and 2 Part 3: Arjun kneeled before lifeless Sakshi, who didn’t even blink from past 5minutes. She...
Hey all iam Navya , this is my first fan fiction, iam so obsessed of our beloved arakshi ,i almost read all ffs of arakshi ,now I thought of...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
Daant Ka Dard, Dil Ka Raaz The clock ticked 9:17 AM at the ETF office in Mumbai. The usual clatter of footsteps, computer keys, and Shree’s...
Dil Se Dastarkhwan ETF Headquarters was never this lively. The usually grim and tension-filled atmosphere, laden with the scent of burnt coffee...
38