Roshni: Riya,Arjun ka haat chhoro.Unhone jo kiya,ekdum sahi kia.
Riya(shocked): Dekha,Shree.Meri behen hi aisi baat bol rahi hai.Sameer Damsingh Rathod ki sabse chahiti behen,jiske liye maine bhai se kabhi bhi unka pyaar nahi paya.Behen ki nazro se nahi dekte thhe,sauteli behen jo thaeri unki.Ab aur nahi.Main laungi wapas apni bhaiya ki pehchaan.Duniya phhir se janegi ACP Sameer Damsingh Rathod ko.
Arjun(yanking her arm):Janna chahti ho...toh suno..Haan...jalan hoti thhi mujhe.Jalan...mujhe woh kursi chahiye thha jispe Rathod pichle 2 saalo se baitta hai.Jiskeliye usse bohut shabbashi milti hai.Uski under kaam karke,uske orders sunke pakk chuka hu.Nahi rehna chahta thha uske subordinate bankar.Nahi hona chahta thha ETF ka 2nd in command.Mujhe toh sirf aur sirf ETF ka chief ki kursi chahiye thhi,jo aaj mujhe milgayi.Ab tum sab jao,yahaan se.Aur haan,mere Roshni se aisi baat kabhi maat karna.She is ur senior's wife...
Shree(agitated): senior aur aap,ACP Arjun Rawte... Aap sirf humare liye ETF ki 2nd in command thhe aur humesha rahenge.Aur rahi baat seniority ki,woh humare Rathod sir hi humare senior hai aur humesha rahenge.Aur rahi baat yahaan kaam karne ki,aur,woh bhi aapke under,toh bhul jaiye,Hum teeno ki resignation letters Commissioner sir ke paas pohuch gaye hai.We are leaving this ETF at this very moment.Hum aapke under kaam karke humara future kharab nahi karna chahenge.
Riya: Shree,Chotu,place ur guns and badges here.Inn sab ka humare saath aabh se,balki,abhi se koi rishta nahi hai.Shree,Rajasthan keliye 4 tickets book karwao.Hum kal sham koMumbai chhorke jayenge.Chotu,Sam bhai ko yahaan se leke jao.Tum dono ghar jao,Main aur Shree wahan direct ghar pe milenge.
Chotu,Riya and Shree place their gun holsters,guns and their ID proofs.Shree talks over the phone with the travel agency people,while,Chotu leaves with Rathod for their home.
Riya: So,aap toh apko Arjun sir ya Arjun jijaji kehke pukarne ki zarurat nahi hai,kyunki,aaj se,main,Riya Damsingh Rathod,aapse aur Roshni Arjun Rawte se sab rishta torhti hu.Aaj se aap dono humare liye marchuke hai aur hum sab aap keliye. Bhagwaan se ek dua zaroor mangungi ke Arjun Rawte ki tarha itna selfish dost aur colleague,and,Roshni jaisi vishvasghatak behen kissi dushman ko bhi na de.
Bye.
With this,Riya and Shree goes to their cabin,takes their remaining things,and storms out of their previous working place,Emergency Task Force Headquarters.
So,how was the concept?
Should i continue with it?