aur phir uska 'dum maro dum'😆
uske ankho ka kaala kaala kajal,aur uske teer ke jaisi nazre..haayee mar dalti hai mujhe😉
toh uski ankho pe ek shayari araz hai..zara suniyega😎
"Mann karta hai teri aankho me doob jao"wah wah😆
"Mann karta hai teri aankho me doob jao"
par darr iss baat ka lagta hai ki..
"mujhe tairna nahi aata"🤣
"teri ankho me saara jaaha dekh ta hai"
"zara pata toh kar 'mera arjun kaha raheta hai'🤣
"naa peelaya karo naino se jaam mujhe"
"mujhe nashe me dekhkar 'arjunians kya kahenge'🤣
tell me how mad it was?🤣
