Originally posted by: Bodhianveshika
So, what did we understand till date:
1. Anuj-Anupama sabhi logon ko doodh me se makkhi ki tarah nikal kar phenkhte hain aur apna matlab nikal jaane par apne kiye (raite) ka tokra unke sar madh dete hain.
2. Wahi saare apne jinko man marzi apni zindagi se nikal diya aur Saari duniya ko aur koi kaam dhanda nahin hain Anupama se bewafaai, dagabaazi karne ke aage.
3. Anupama ke liye duniya idhar ki udhar ho jaaye, Shahs sarvopari the, hain aur rahenge, baki sab ko Shahs ke hitt me use Kiya jayega.
Wo dono matlab Apna kam banata Bhad me Jaye Janata 😉😂
4