हल्दीलगाओ रे, तेल चढ़ाओ रे
बन्नीका गोरा बदन दमकाओ रे
हल्दीलगाओ रे, तेल चढ़ाओ रे
बन्नीका गोरा बदन दमकाओ रे
हल्दीलगाओ रे, तेल चढ़ाओ रे
According to MaAn haldi function,
This song should be like this
Masaleलगाओ रे,तेल चढ़ाओ रे
बन्नीका गोरा बदन दमकाओ रे
Masalaलगाओ रे,तेल चढ़ाओ रे
बन्नीका गोरा बदन दमकाओ रे
Masaleलगाओ रे,तेल चढ़ाओ रे !!
Hellooo Friends,
Maybe, you will not agree with me. “MasalaWala Haldi scene” I have neither found this scene romantic nor emotional from any angle. In fact, I felt meh about the whole idea. Women do have a life beyond kitchen. Nature has blessed us with so many other things also, so why could not those things be used as an example. BTW, Haldi function itself is a vibrant and wonderful function; milk, oil, rose water, mustard oil- according to the custom, many more things are already blended with it. So all other masalas were needed??
My feelings on MaAn Haldi function are expressed in these lines.
Badahi ho badhai
Badhai ho badhai !!
MaAn ka haldi function
aa gaya
Haldi ke saath
doosre masaalo
Ke gunn bhi bata gaya !!
Kuch kahoo isse
Pehle jaanl o
Kali mirch hai raja
Elaichi hai rani
Likhne se pehle
yeh bhi Jaan lete
Masalo ki kahani !!
Na chahte hue bhi
Jata gaya
Masalae daani
Tumhara aastitva
Rasoi
Tumhara kartvya !!
Dalcheeni mei hai sugandh
Gulaab aur chandan
Inka dharti par kya arth
Inka hona ek dum vyarth !!
Garammasala se swaad hai
Namak ka toh jeena bekaar hai
Mirchi sehi utarani thi nazar
Kaala dhaga tha kya beasar !!
Elayachi ,sauf, aamchoor tak ginaye
Heeng, methii daana yaad na aaye
Inhe kyun rakha door
Inka kya kasoor !!
Adrak hai majbooti ki misaal
Dharti,paahad, chataan
Toh bus naam se vishal !!
Haldi ka apna
ek mehtav
Saundraya ka
yeh ek tatv !!
Haldi chor kisi ek
Masale ko kahi
laga Kar toh dikhaye
Romance shabd
yaad bhi reh jaaye
Toh bataye !!
Aari baano tujhe haldi
ka ubtan lagaye
yeh na gaa kar
aari baano tujhe masalo
ka ubtan lagaye
aisa kya koi gaaye !!
Mehandi mei
Poora pariwaar le aaye
Haldi mei
Masala le aaye !!
Hume toh lage
Einstein ke baad
Inhi ka hi number aaye
Einstein kebaad
Inhi ka hi number aaye !!
P S : Intead of these things, if they show something like ki “ asli swaad jeet ka hota hai, jindagi mei kuch kar dikhane ka hota hai, lakshay ko paane ka hota hai” , toh shayad kuch logo ko inspiration milti.