😉part 2
( rusty room is in pink colour with shades of red n she is sleeping with lot of teddeies aroud her )
mathura
: rusty uttho beta kitni dair ho gaye ha college k liye late ho jao gi betarusty
: mamma thodi dair aurmathura
: nahhin beta ab uth jaorussty
: bus thodi dairmaathura
: norusty :
acha 10 minute😒mathura
: 10 min pagal ho gaye ho kya😡rusty :;;
sonay do na mammamaathura :
nahin beta itni dair tak sona achi baat nahi haikal ko tumhari shaadi ho gi to tum kya sasural main dair tak sooti raho gi kyarust
y : (getting irritated )mumma plz🤢suddenly she get an idea and says very sweetly
mumma main sasuraal main itni dair tak nahi so sakti na ðŸ˜
mathura
: haan beta yahi baat main tumhain baar baar batati hoonrusty :;
to mumma mujhay abhi to thodi dair sonay do phir pata nahi kal kya ho (saying emotionally )mathura
: (getting sad ) acha beta jaisi tumhari marzi laikin sirf 10 minrusty
:wat sirf 10 min wo to aap ko patanay main waisay hi waste ho gaye 😉mathura
: (angrily ) kya ....kya kaha tum nay tum mujhay pata rahi thi ............matlab k ab tum apni maa ko hi patao gi ...........sahi keh rahay thay randhir k ajj kal k bachay..........rusty
: (getting scared )😠sorry mumma ab main aisa nahin karoon gimathura laughs at her innocence
rusty gets confused😕
mathura :
lekin main to her baar aisa hi karoon gi ...........arey patana kya hota hai yeh tum apni mumma say seekho master thi master main is cheez main ....isi liye to tumharay papa aaj meray pass hain😃just then randhir enters the room rusty can see him but mathura cant see him as he is at her back he gives a clue to rusty to spoke more so
rusty
: acha mumma wo kaisay😉mathura
: (not knowing that randhir is standing at her back ) wo aisay k roz khadi ho jati in k raastay main kabhi college k bahanay kabhi sabzi lainay k bahanay aur jab yeh saamnay aatay to zor zor say apni chunni udati , choodi khankati , apni notes gira deti , kabhi phool gira deti aur phir jabmain nay dekha k tumharay papa to mujhay koi lift hi nahi kera rahay to phir main nay azmaya plan Brusty
: really mamma wo kya thamathura
(getting excited) wo...........wo plan b yeh tha k .........per main tumhain q bataon plan brust
y :oh comon mamma batao na plzzzzmathura
: acha sun lekin yeh secret hai is liye kisi ko bhi mat kehnarusty
: haan mama trust me kisi ko nahin kahoon gimathura
: acha to sun aik din main bahanay say biji say mili aur aur unko apni baatoon main aisa gheira k unhonn kaha k bus meray randhir ki k bivi to tu hi banaygi gi warna wo saari umar akeila rahey gaso guys to know more about plan b log in on tuesday for the nextpart i hope this one isbetter then previous n ppl plz read the next part it will be hillarious i promise i also wanna thank vassantha n maha for appreciating me thanx guys n also plzz give comments
sorry guys 4 the colour
isit ok now