Blame toh pakka kar diya tha , grahan bhi bol diya tha, collar pakadne wala uska routine physical violence bhi kar diya tha, abhimnayu ko jail me bhi bhej diya tha 🤣🤣🤣 so aise he bahot kuch kar diya tha akshara neOriginally posted by: India_TV
sahi kaha aapne....akshu ne abhi ko bachaya...kyunki woh abhi nahi hai...😂 use kisi ko aise hi blame nahi karna hota...😂
Abhinav accha aadmi dikhaya gaya hai...and woh koi change nahi kar sakta.....😂
akshu and abhir ne abhi ko baar baar REJECT kiya...😂

Thing is abhimanyu ne sab face kiya, sach ko apna rasta banane ka time diya , unlike Akshara jo maikewalo ke sath car mai baith kar maike ja sakti thi lekin bhag gayi ek bus mai

244