Next morning.
Everyone sits on the dinning table for breakfast. Kartik comes there and greets everyone.
Choti maa: kartik aao beta betho. Kartik sits on the chair where naira usually sits. Choti maa is about to say him but naitik signs him not to say anything or he might feel bad.
Naira comes there and notices kartik sitting on her seat.
Naira: tum yaha kyu bethe ho. Ye meri chair hai.
Kartik: kyu yaha tumhara naam likha hai.
Naira: mein yaha roz bethti hoon.
Kartik acts hurt
Kartik: theek hai mein kahi aur beth jata hoon.
And is about to stand when naitik stops him.
Naitik: its ok naira. Aaj tum kahi aur beth jao.
Kartik smirks seeing naira and naira angrily sits on another seat.
Ak: naira..gayu kaha hai.
Naira: muma woh gayu di ki tabiyat kuch theek nae hai so woh abhi soh rahi hai and collage bhi nae jaa rahi.
Ak: kya hua gayu ko.
Naira: zayada kuch nae bss thora saar mein dard tha. Meine unhe medicine di hai woh abhi soh rahi hai.
Ak: mein usse ek bhar dekh kar aati hoon.
Kartik greets everyone and leave for collage.
Naira: mein bhi chalti hoon. Collage ke liye late ho jaongi.
Naira comes outside o the house and sees her cars tire punctured.
Naira: isse abhi puncture hona tha. Aab mein collage kaise jaon. Abhi toh koi aur car bhi nae hai.
Naira sees kartik talking to someone.
Naira: iss se lift manghon. Nae.. Kuch bhi ho jae iss se toh kabhi help nae manghon gi.
Kartik notices nairas car tire punctured and comes to him.
Kartik(taunting naira): kitni aakar hoti hai na aaj kaal ki larkiyo mein. Madad chahiye hoti hai lekin manghenge nae.
Naira: kya problem hai tumahre.
Kartik: meri nae tumhari. Tumhari car ka tire punchured hai. Lift chahiye.
Naira: no thanks. Mein manage kar longi.
Kartik: yaha aas paas tumhe koi taxi nae milne wali. Last time bol raha hoon chalo mere sath.
Naira goes and sits in kartiks car.
Kartik smiles and sits in his car. Kartik starts driving.
Naira realises that she has forgotten her phone.
Naira: kartik. Stop the car.
Kartik: what..?
Naira: please ghar wapas chalo. Mein apna phone bhul gayi hoon.
Kartik: tumhara dimag theek hai. Mein abhi wapas ghar nae chal raha.
Naira: par mera phone.
Kartik: maar nae jaogi phone ke bina.
Naira: lekin mujhe kisi ko call karna ho kisi se baat karni ho toh?
Kartik: toh mera phone use kar lena. Mein abhi wapas nae chalne wala.
Yeh rishta kya plays.
Car stops midway. Kartik tries to start it again but it doesn't start. Kartik and naira looks at each other.
No precap.
5