jab tak shaurya ne naitik se ye nahi kaha tha ki usko business sambhlna nahi aata aur uski wajah se ghar girvi rakhna pada...tab tak i believed both of them are at fault...but nw i thnk its only shaurya's fault...
okk...i agree ke nk ki wajah se business mai problem aayi...but usine uss doobe huye business firse khada kiya...to yeh sabit hota hai nk ke pass business sambhlne ki himmat aur kabiliyat..dono hai...
shaurya ka kya hai use to sab kuchh bana banya mila hai...
DJ and VIsh sach mai they handle situations pperfectly...
Rj is a dumb woman...bina wajh aasun bahati rehti hai...agree to what u said for RJ...G3 ke baare mujhe kucch nahi kehna...
akshara ne ab aasun bahaane kam karne chahiya..nd nk ko samjane ke liye acche plans bannane chahiye...varsha is useless use sirf ananya ke school ki chinta karni chahiye
5