Originally posted by: beautiful16
haan wohi mere nazar mein bhi bas gaya hai... ab ye pics kab upload honge?? 😃
hina kya bhukkad ki tarah jalebi kha rahi thi yaar... fir mere munh paani aaya ye karan kuch khaa bhi hai k nahi?? dikha nahi na 😆
nahi yaar..woh saans se khush hota hai...Baby-babu ke saath hi khaata hai...🤣
10