Originally posted by: Nandalala
Uff, yeh Gayatri phir se shuru hogayi: munna, munna, mera munna, mera munna phone kab karega?Mere phone ka kabhi itni bechani se intezaar nahi kiyaa...kash mein bhi Shimla gaya hota is kambaqt aurat se door...
😆 High command ka kuch karna padega...bahut bolti hai aaj kal 😆 😆 😆
10