Originally posted by: asma18
Hii manu dii, 😊
Kaise ho aap. .aur hamare JIJU kaise hai 😉
yeah di. .aapne jiju ka naam nahin
bataya aur na aap ki love story share ki thoda kuch toh bata sakte ho na
maine padha ki jiju ne aap ka update padha hai .. 😳
I'm sorry dii
late comment kiya hai
par kya karon cold aur fever hogaya tha iss liye
Aage ka update padh nahin payi thi. ..medicine liya
abhi thik hai. ...
Ab thodi update ke bare main baat karte hai. .
😊
sab se pehle. ...A BIGGG HUG FOR YOU. ...
Di, kya hazme ki goli thi. ...sara dard chala gaya hai. .
kya bolon update k bare mein. ...
such a cute, sweet. ...LOVELY awesome update. 👏 👏
Jab padh na start kiya. ..
Bechari ishita ka koi friend nahin tha. ...par ishita k liye toh
ek special friend likha tha toh usse pehle koi ishita friend kaise
banta. ..hai k nai. .
Ishita intezar khatam hoa. ..
Aur hamara bhi
Dekho woh aagaya
Kon?
Wahi jis ka hume intezar tha .
Are kon?
Are wahi hamara RAMAN
😳
The other one was a boy.
A little taller than me, I could not see his face though.
His back was facing me and he was busy with some gadget which he was showing to the young Punjabi guy.
Hayy akhir kar raman aagaya hai. ...aur kitna
smart hai. ...aur baht innocent bhi . ...
...jab toshiji ne kaha girls se fight nahin karte hai aur uss ne
nanu se mama se pocha. ..aur maan gaya..
aur iss tarha ishra friends bane. ...
Simmi all so cute par lagta hai ishita aur simmi ki jald dosti nahin
hogi. ..simmi like alag hi mode mein hai. .
Ooh abhimanyu raghav yahan bhi. ...
8+4=12 and 7+5=12. Kya logic hai boss. ..
...photo time par ishita abhi k sath khadi thi. ..
Jab abhi ne ishita ko uss k sath dekh kar kaha ishita uss k
sath khadi hai. ...
raman ne jis tarha se dekha. .aur ishita ne kaha kya hoga ya. .
Laga ki kuch toh zaror hoga. .aur wahi hoa
Jab abhi ne ishita k shoulder par hath rakha. .
.laga kuch toh kare ga. ...
Aur jab ye kaha
"
Maine kaha na hath nikalo"Raman yelled and pushed Abhi's hand away.
Mujhe laga ab toh gaya abhi ka bachcha raman usse
nahin chode ga. ..
Par raman ne toh jo maine expect kiya tha uss bhi alag tha. .
...kya kaha Raman ne? ???
Ishita uss ki parter hai har jaga. Puri life ..aww how possessive n sweet
main toh blush karrahi thi. ...jaise uss ne mujhe bola ho ..
😳 whatever
lagta hai aage jaker abhi aur raman k pange honge ishita ko lekar
Aur toshiji ne bhi apni pyari bahu ko accept kiya ..mujhe ye
wali toshiji achchi lagi..
Aur ishita ne raman ko jake kaha ki uss ki shadi hogi raman k
sath hi rahe gi
aur ne raman ne ishita ko I LOVE YOU kaha aur gaal par kiss kiya
😳
Omg ye raman bahut zyada fast hai Itni si umer mein. .
kiss n all hun!
Aur ishita Itni innocent hai jake appa se kehdiya par
...wrong timing. .amma ne sun liya ...aur room mein bandh kardiya
😭
Jab ishita ne kaha "Raman " toh laga raman yahan kaise aaya
laga ki khidki se aaya hoga
hamesha aaise hi hota hai na aaise scenes mein 😉
par ishita ne dream dekha tha woh toh appa k sath thi. ..
.
ye khwaab pehle part se peche padha hai. ...
ab hoga bhi na. ...title jo hai
""""""Tum MERE KHAWBON SE JAA NA SAKE """""
ishra childhood , pure innocent love story start hogayi hai. Par
Par itna possessive raman ne ishita ko kyun Jane diya apni life se
aaisa kya hoa tha. .????
But I must say. .Di...aap me bahut hi beautifully likha hai. .
👏
Update padh te waqt puri tarha kho gayi thi. ...
Ye ishra bahut innocent hai aur cuteness toh overloaded thi
dil khush hogaya padh kar. .
dekho na showmein woh raman in dono
Apni cuteness se maar raha hai...
thnk you. Di .itne achche update k liye. ...aap k hazme
ki goli ne achche se kaam kiya ..par aaisi hi goli har update mein
mile toh kya baat hogi. ..jalan toh hogi hi nahin. ..kyun. ...
bhai ilaaj achche se hona chahiye na. ..time par goli log tabhi tohthik hho ge. ..
jab ye ye update padh rahi thi dil kiya k ye update khatam
hi nahin ho. ...like aur dikhao aur dikhao type. ...
par Di ek shikayath hai par zyada bad hi nahin hai. ..bad yahi k
aap ne mujhe PM nahin kiya. ...
Ye story aur aap. .khawabon kya dil dimag par chahiye hoye hai
Mere din aur raat ishra k khayalon mein hi guzar
jate hai. .
love you di . ❤️
Update soon eagerly awaiting. ...
Hey Asma!
Wah Wah! Kya baat hai...
Ye cmnt to ek update jitna lamba hai...
Believe me tumhara cmnt padhke aisa lag raha tha mujhe apni bachpan yad agayi...
bachpan me meri didi story books padha karti thi aur rath me hum sare bachhe unke paas jama hote the aur wo humein un kahniyon ki summary sunaya karti thi...aur nxt day usi par sawal jawab hua karta tha...dats one fyn memory of my childhood vry close to my heart...
tumhara cmnt padke mujhe yahi wali feeling ayi...
jaise ke tum kahni ki summary suna rahi ho..
thnk u mujhe mere bachpan ki yad dilane keliye...
Hazme ki goli ka khoob asar hua hai...janke khushi hui...
Maine apne buddy list ke sare logon ko pm kiya tha...phir aisa kaise hua k tumhe nahi mili?
Ayinda check kar liya karungi k tumhara naam select kiya ya nahi...sorry fr dat...
Wow...I loved the last few lines of ur cmnt...
Hamara pyar aise hi bana rahe...
thnk u lots of love
2