
Nigaahein mila ke yoon mera chain lena
Sata ke mohabbat mein yoon dard dena

Mujhe dekh ke aise palkein jhukana
Shararat nahin hai to phir aur kya hai
Kaho na kaho mujhko sab kuchh pata hai
Haan karoon kya mujhe tum batati nahin ho
Chupati ho mujhse yeh tumhari khata hai