Saari Dunya k Veer Jee,
kia kismat aap ne pae hai,
har larki aap ne behen banai hai,
Naam hi itna Bradrana hai,
k har behen k lab pe yehi trana hai,
VEER mera kitna syana hai,
Hawa main iss ka ashyana hai,
iss k baalon ka dushman zmana hai!!!
waise bhi yahan wig ne kia kaam dikhana hai,
Tind hi bari chikni hai, tabla ye zara purana hai,
Tel laga k iss ko Veer ne chamkana hai,
rehne do saathyo,
Ganjay pan ka zmana hai!!