Hey memsaab tumhare munh mein garma garm jalebi aur motichoor ke laddoo, par jalebi zara dhyaan se khana kyonki garma garam hai. Ab ashaayen kuchh bandh gayee hain ke ye bemail shaadiyan nahinl ho paayengi, itne saare zee parivaar ke log kuchh kammal to karenge nahin to unhe bulaane ka kya matlab.
maya😃😃😆