15th Nov
"kya kare baa... Pyaar Mein choti baatein karna Anuj Kapadia ne kabhi sikha hi nahi!"
"Arrey jayee baa Anupama naa kabhi galat thi aur naa kabhi ho sakti hai"
"Mere liye.. Mere liye Anupama kya hai.. Agar ye batana maine shuru kar diya... Toh Yeh waqt khatam ho jayega par meri baatein khatam nahi hongi baa.. Iss liye Phir kabhi...
Aaj bus aap itna samjh lijiye ki main Tilak lagake Anupama ko Devi bana sakta hun par uski maang bharke usko biwi nhi! "
" Rishte ke baare mein kya tha aapne...
Bina rishte ke pyaar ke jawab mein.. Bina pyaar ka rishta kabhi koi jawab nahi hota baa.. NEVER EVER! "
" NEVER EVER "
Edited by itsRitzi - 2 years ago
comment:
p_commentcount