Originally posted by: coolhi1988
exactly krishu😆😆
Hmmm bdw mujeh zukam hogaya acahanak se
Originally posted by: coolhi1988
zukam hai.. achanak hi hoga na..
bata kar thode hi hoga...
haan ye acanak hogaya zukaam subha se bahut hi sneezes aarahe hainOriginally posted by: coolhi1988
zukam hai.. achanak hi hoga na..
bata kar thode hi hoga...
Kuch khaya nahi tha thandaOriginally posted by: .anjali.
kyu..thanda kha lia ya thand mein ghum li to hota hai..waise m askn..kaise huan mera bta k ata hai..muje lagatar 2-3 hrs tk mast chinke ati hain muje pta lg jata hai mai beemar padne wali hu😛
comment:
p_commentcount