FF-Maan's confession&Geet's revelation-53last part - Page 84

Created

Last reply

Replies

1080

Views

309870

Users

144

Likes

4155

Frequent Posters

dewdropred thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago

*******************************************************************

Thank you all friends for all the lovely & encouraging comments you all have posted …. Please let me know how u like this update …. Critise if u don't like any thing … comments are always a welcome … as they are my vitamins to write the next update …. Plz hit the like button if u all like this post …

******************************************************************

 

Part 41:-

Rajji looks so lost … as though …. Only her body is present in front of Geet …. But her soul is else where …. Geet and Rajji are now alone in maaneet's bedroom … geet's parents are with dadima …. Maan ,Pia ,adi are checking on the arrangements made by event managers … vicky has not reached home yet …

Geet softly – rajji … rajji …

Rajji does not answer …. Geet yells …

Geet – rajji …

Still No response … Geet then shakes rajji while taking her name

Geet - rajji …

Rajji – haan di … kya di … aap nae tho mujhae dara hi diya tha …

Geet – maine tujhae dara diya … tune mujhae dara diya …

Rajji – maine …

Geet – haan … tu kis kayalon main koi hui hain …

Rajji stammerring …. searching for an answer …

Rajji - kuch nahin di … main kisikae bhi kayalon main nahin koi hun …

Geet – kya … kisi kae kayalon main …. Matlab …

Rajji twisting her duppatta in her hand & biting her tongue under her teeth … thinking wht did I just say … did I just say what I thought I was saying …

Rajji to herself – "yeh maine kya keh diya … di sae … "

Rajji – kuch nahin di … mera matlab tha ki main kisi kayalon main … koi nahin hun …

Geet – tu kya samajh thi hain … ki mujhae kuch patha nahin chal rahan hain …

Rajji – kya di …

Geet – tere chehrae sae sab saaf saaf patha chal rahan hain …

Rajji – kya … kya pata chal rahan hain … di

Geet – yehin ki tu mujhsae kuch chupa rahin hain …

Rajji – kuch nahin di …

Geet – tujhe kya lagtha hain ki … maine apne baal aise hi dhoop main safed kiya hain …

Rajji – aap kae baal tho kaale hain … safed kahan hua hain … kya aap dye laga rahen hain apne baalon pae … hoshiarpur main tho kaale thae … delhi main aanae kae baad kuch hua kya …

Geet – rajji … wo kahawat hain … aur main apne baalon ko dye nahin karthi … samjhi tum …

Rajji – oh teek hain …

Geet – ab seedi seedi batha mujhae … ki baath kya hain … tu kya chupa rahin hain …

Rajji stammering – na .. nahin … di … main aa … ap sae ku … ch nahin  chu … pa rahin hun …

Geet – acha … tho phir … tu teek sae kyun nahin …. Bol pa rahin hain … teek sae bol …

Rajji – nahin di … dekho … main teek hun … ab teek sae bhi bol rahin hun …

Geet – tu chup chap mujhae sachayi batayegi ki nahin …

Rajji – bathathi hun … di … wo … naa … wo …

Geet – kya … baath … hain … rajji … tu bait idhar …

Geet asks rajji to sit on the sofa along with her … rajji helps geet while geet was taking her seat …

Rajji – di … sambhal kae …

rajji too takes her seat next to geet …

Geet – ab bol …

Rajji – di … wo … naa … mujhae …

Geet – kya … rajji … yeh baath ko kha kyun rahin hain …. Jo bolna hain teek sae bol na … mujhae tension ho rahin hain …

Rajji – di … aap tension math laena … main teek hun …

Geet – tho phir bol …. Na …

Rajji – wo ladka naa mujhae roj khaethon main milthae tha …

Geet opening her mouth – kya … ladka … aur … khaethon main … rajji tu pagal tho nahin ho gayi hain … tera dimaag teek tho hain … naa … rukh …  

Geet keeps her hands on rajji's head & checks the temperature …

Rajji – di main teek hun …

Geet – tu teek hain … tere baathon sae tho mujhae aisa nahin lagtha hain …

Rajji - haan di … wo roj … apna … guitar laekae aatha tha … aur … khaeth main baith kar … bajatha tha … aur main usko gaathae hua sunthi … thi … hum dono roz bas ek dusrae ko dekhthae thae …

Geet sarcastically – phir … bas … ek dusrae ko dekhthae thae …

Rajji – haan … bas … aisi … hi … chal tha tha …

Geet – aur …

Rajji – aur kya …

Geet in a serious tone – phir kya hua …

Rajji – kya hona hain … kuch nahin hua …

Geet – agar … kuch nahin hua … tho … tu aise koi koi kyun hain …

Rajji – main koi koi …. Nahin di …

Geet – jhooth … math bol … saaf dikh rahan hain …

Rajji does not answer …. Her twisting her duppatta's is still on … she twisted it so much that … the duppatta might rip any minute because of her finger nails …

Geet – acha yeh tho bata ki … wo … kya kartha hain …

Rajji – gata hain … bajatha hain …

Geet with a stern look – rajji … uss ake alava … wo kya kartha hain …

Rajji – maalum nahin …

Geet – acha … aur … wo kahan rehtha hain … hoshiarpur main …

Rajji – maalum nahin …

Geet – yeh bhi maalum nahin …

Geet – kya wo hoshiarpur ka hain …

Rajji – uskae dekhae tho aisa nahin lagtha hain ki wo hoshiarpur ka hain … pata nahin … kahan ka hain …

Geet – wah … lagtha hain …. Yeh bhi teek sae maalum nahin hain tumhe …

Rajji – haan di … nahin di … malum hain naa …

Geet – kya malum hain …

Rajji – ki wo acha hain … gora hain … lamba hain … dikhnae main acha hain … acha gata hain … uss ki sab cheez ache hain …

Geet – oh … tho wo acha hain aur uss ki sab cheez ache hain …

Rajji – haan di … wo bahut acha hain …

Geet - uss ka naam kya hain …

Rajji – malum nahin di …

Geet – maalum nahin … tumhe uss ka naam bhi malum nahin hain … wah … wah …. Tera tho jawab hi nahin hain …

Rajji – diii …

Geet - kya tum dono nae kabhie baath bhi nahin kiya kya … ek dusrae sae …

Rajji – haan … nahin …

Geet – kya .. haan … nahin …

Rajji – matlab … hum dono bas ek dusrae ko dekhthae thae … par kabhie ek dusrae sae baath nahin ki … sirf aankhon aakhon sae hi …

Geet clapping her hands ….

Geet – oh ho … tho … aankhon hi aakhon main ishara ho gaya … hain naa … wah ri meri behna …

Rajji – diii …

Geet – tho wo abhi bhi … udhar hoshiarpur main hain …

Rajji – nahin di … achanak wo gayab ho gaya …

Geet – gayab ho ga ya …

Rajji - haan … di … wo achanak sae … khaethon main aana hi bandh kar diya …

Geet – shayad tujhae dekh dekh kar usse tere chehrae sae bore ho gaya hoga naa … issi liyae bhaag gaya hoga …

Rajji – dii … aise math kahon … wo mujhae acha lagtha hain …

Geet – rajji … tu pagal tho nahin hui hain … acha lagtha hain … tu uss kae baaren main janthi hi kya hain … ki who tujhae acha lagnae lage … uss nae aise kya kiya hain ki tujhae wo acha lag rahan hain …

Rajji – kiya tho kuch nahin … par di … wo bahut acha hain …

Geet – sirf wo tujae acha lagtha hain … ya aur koi baath hain … tujhae usse pyar tho nahin hua hain …

Rajji – maalum nahin di … par agar main usse nahin milthi tho mujhae acha nahin lagtha … aap isse pyar ka naam dengae ya koi aur … iss kae baaren main nahin janthi …

Geet – tu bhi naa … tu naa uss ka naam janthi … hain … wo kahan ka rehnae wala hain …… wo kya kartha hain …. yeh sab nahin janthi … in sab sae badi baath … tum dono nae ek dusrae sae kabhi bhi baath bhi nahin ki … na hai … na hello … aur tujhae usse pyar ho gaya … bas uss ki awaz sun kae … aise thodi chaltha hain …

Rajji – di … main bas yeh janthi hun ki mujhae wo bahut pasand hain …

Geet – pasand ya pyar … tujhae wo pasand hain …. Par yeh kabhi socha ki wo tujhae pasand kartha hain ki nahin …

Rajji – di … wo bhi mujhae pasand kartha hain … mujhae dekh kae wo bhi muskuratha tha …

Geet – paed par bandariya ko dekh kar bhi sabi hansthae hain … muskurathae hain … iss ka yeh matlab nahin hain ki pyar / pasand hain …

Rajji – di … aapnae mujhae bandariya bola …

Geet – aur nahin tho kya …

Geet – dekho rajji … abhi teri umar hi kya hain … tu sirf 16 years ki hain … pehlae apni padayi pae dyan dae …

Rajji – tho kya hua di … main padh tho rahin hun naa …

Geet – tho kya hua … tu padh rahin hain iss ka yeh matlab nahin ki tu kuch bhi karen …

Rajji – diii … please …

Geet – kya … please … darji … brij veerji … dono ko bhul gayi … kya … agar unko patha chala tho tera kya haal hoga ….

Rajji – brij veerji tho abhi bhi jail main hain Na …

Geet – tho kya … par darji tho hain na …

Rajji – di … aap janthae nahin hain … darji bahut toot gaye hain … aap kae jaane kae baad … koi … unko maantha nahin hain gaon main … koi unko poonch tha nahin hain …. Abhi … bahut chup sae ho gaye hain … shayad wo abhi badal rahen hain …

Geet – acha … shayad badal rahen hain … par badle nahin naa …

Rajji – haan … di … dekho naa … issi liyae abhi hum idhar aaye tho bhi unhone kuch nahin kahan …

Geet – tho darji ko pata hain ki … tum log mujhsae milnae aaye ho …

Rajji – nahin di … yeh nahin kahan hain … bas kahan hain ki hum Delhi jaa rahen hain …

Geet – oh tho … abhi bhi darji sae meri baathein chupaya jaa rahan hain …

Rajji – haan di … papaji aur chachaji tho unkae samnae kuch bolnae ki himmat tho nahin karthae abhi bhi … maa aur chachi ji kae baaren main tho aap janthae hain …

Geet – haan ….

Geet – rajji … tu uss ladkae ko bhul jaa … waise bhi abhi teri umar kya hain … yehin tere liyae aur sabkae liyae acha hain …

Rajji -  dii … aise math kahon …

Geet – kyun naa kahun … naahin tum dono ek dusrae kae baaren main kuch janthae ho … yeh pyar hain ya kya hain yeh bhi nahin janthi ho tum … aise main … iss relationship ka koi future nahin hain …

Rajji – dii … please …

Geet – kya … please … aur tu hi bol rahin hain ki wo gayab ho gaya hain …

Rajji – haan …

Geet - agar wo kahin jaa rahan tha … tho wo tujhsae mill sakhtha tha …. Tho kyun nahin mila  …  tho tumhi bolo … kya main kuch ghalat keh rahin hun …

Rajji – shayad uss nae try kiya hoga … par milna hua nahin hoga mujhsae … ya di … shayad koi majboori hogi di …

Geet – tu abhi bhi usi ki taraf daari kar rahin hain … tujhae meri baath samajh main nahin aa rahin hain ….

Geet – rajji … Tu sabse pehlae apni padayi pae dyan dena … aur yeh pyar hain kya hain yeh bhi nahin janthi …. mujhae tho meri padayi complete karnae ka mauka bhi nahin mila … par main chahthi hun … ki tum … tumhari poori padayi complete karo …

Geet - main baath karungi … paapa ji sae … ki wo … chacha ji sae tere aagae ki padayi kae baaren main baath karnae kae liyae … ho sake tho tu idhar delhi aakae mere paas rukhja … idhar apni higher studies complete karlo ….

Rajji – dii … aap galat nahin keh rahin hain … main aap ki baath samajh thi hun … aur main bhi apni padayi complete karungi … par iss dil ka kya karun di ….

Geet – rajji … agar wo tujhae sach main chahtha hain / pyar kartha hain … tho phir wo tujae milega … par … tu mujhae promise karr ki tu teri padayi poori concentration kae saath karegi aur complete bhi karegi …. Aur higher studies bhi karegi … apni pairon pae khadi rahegi …

Rajji – teek hain … di … main apni studies pae concentrate karungi … main aap ko promise karungi … par main usse bhulungi nahin …

*****************************************************

Pia comes inside along with Tito … geet & rajji halt their conversation …

Pia – kya chal rahan hain …

Geet – arey pia & tito … tum dono ab tak kahan thae …

Pia – kuch nahin bhabhi … bas aapki baby shower ki tayyari chal rahin hain …

Geet – acha … tho sab neechae hain …

Pia – haan … bhabhi … sab neechae hain … aur aap jinko shayad miss kar rahin hain … wo bhi busy hain … sab pae chilla rahen hain … uffo yeh bhai bhi na … he wants every thing perfect … for his sweet perfect wife …

Geet – ab Mr. perfect ko … sab arrangements perfect nahin mile … tho wo kisi ko bhi chain sae baitnae nahin daengae … main janthi hun na unko … maine bhi tho kaam kiya tha unkae under …

Pia – haan … bhabhi … tussi great ho … aap ki jagah pae koi aur hothi … tho apna boriya bistar baand kae kab kae baag gayi hoti … unke gusse ko dekh kae …

Geet – pia … kisi aur ko main unkae paas bhi aane nahin dungi … aur maan kae baaren main aise nahin bolo … wo bahut achae hain … haan bas gussa unka naak pae rehta hain … bahar sae aise kadak hain … par andhar sae kitnae soft hain wo main janthi hun …

Maan enters now …

Maan – kis ka gussa naak pae rehtha hain …. Aur kaun soft hain …

Geet – kisi ka nahin …

Maan – acha tho … ab mujhsae baathein bhi chupaya jaa rahan hain …

Geet – kuch nahin maan … aap bathayiye … aap ka kaam khatam ho gaya …

Maan – haan … almost ….

Geet – achi baath hain …

Maan – aur yeh kya … yeh poora paltan … tumhara aaju baaju kya kar rahan hain … tumhe yeh log aaram karnae dae rahen hain ki nahin ….

Geet – yeh tho abhi aye hain …

Pia – kya bhai … ab hum humare bhabhi sae baath bhi nahin kar sakh thae hain … kya … boliye …

Maan - haan haan … kar sakhthae hain … kyun nahin … kar sakhthae hain … par ab jitna baath kiya … bahut kiya … ab joa neeche … dadima tum sab ko neechae bhula rahin hain … jao … sabhi …

Pia – main … janthi hun … bhai … main janthi hun … yeh sab bahane hain … aap kae …

Maan – ab jao yahan sae … meri geet ko aaram karnae do …

Pia – chalo rajji …. bhai humein hamari bhabhi sae baath hi nahin karnae dae rahen hain … hum iss baath ka badla laengae jaroor laengae … yeh janthae nahin … ki hum kya kar sakh thae hain … inkae saath main … humara number bhi ayega jaroor aayega …

Rajji,pia & tito all walk out of maaneet's bedroom …. Rajji ,pia & tito are descending the stairs & take their seats in the hall on the sofa … dadima asks them if they want to have some snacks or something … but rajji ,pia & tito refuse for that & they all decide to watch TV … while dadima & geet's mother go inside the kitchen & geet's father already left to meet Mr.Manchanda …

**********************************************************

Meanwhile Maan is with geet … maan is lying on the bed … geet is in front of the mirror …

Maan – hmmm … bahut thak gaya hun …

Geet – acha … aisa kaun saa teer mar liya aapnae ki aap ithna thak gaye hain …

maan was about to say something …. But geet does not stop … maan keep's quiet …

geet - oh yaad aaya … subah sae sab kae upar chilla chilla kae thak gaye hongae naa … tho aaram kariye …

maan – geet …

geet – haan main geet hun … boliye …

Maan lying sideways & keeping his left hand under his head & so that his elbow is lying on the pillow …

Maan – geet … tumhe kis nae kahan ki main subah sae sab pae chilla rahan hun …

Geet – kisi ko bolnae ki jaroorat hain kya … kya main aap ko janthi nahin hun …

Maan – acha … tum tho mujhae bahut achi tareekae sae janthi ho … you are correct … aaj kal tum par chilla nahin paa rahan hun naa … iss liye wo kasar dusron par nikaal rahan hun ….

Geet – wo hi tho … main bhi wohi soch rahin hun …

Maan – geet ab tumhari tabiyat kaisi hain ….

Geet – main teek hun maan …

Maan – waise … udhar kar kya rahin ho … kabsae dekh rahan hun … mere paas aake baito tho sahin …

Geet is in front of the mirror … looking at her self & her belly …

Geet – kuch nahin ….

Maan – oh tho yeh dekh rahin ho ki tum kitna moti hogayi ho …

Geet – kya … ab main moti ho gayi hun aap kae liyae …

Maan – isi liyae tho tum apne aap ko mirror main ghur rahin ho …

Geet  – oh ab main moti hun aap kae liyae ….  aap shayad wo sare din bhul gaye …

Maan – kaun sae din …

Geet – wohi jo aap mauka nahin chodthae thae …

Maan – main kaun saa mauka nahin chod tha tha …

Geet – wohi … mujhae apne baahom main utanae kaa … bhul gaye …. aap nae mujhae kitnae baar apnae baahom main utaaya … agar main moti hoti tho kya aap mujhaae utaa thae thae …

Maan – uss waqt … tho tum kaante ki tarah sookhi sookhi thi … ab moti ho gayi tho … moti hi bolungaa naa …

Geet faking as though she was crying … rubbing her eyes with her hands … like a baby … and checking maan with her half open eyes …

Geet – huuun …. Huuuun …. ab main moti ho gayi hun …. Huuuun … isi liyae aap ka pyar kam ho gaya hain mere upar … huuuuun …. Huuuuun ….

Maan gets up with a jerk …

Maan to himself – "maan what did you say … forgot geet's mood swings … now go & console her … run … nahin tho maan singh khurana tumhara khair nahin hain aaj …"

Maan runs near geet …

Maan – sweet heart main mazak karr rahan tha … please geet rona band karo … please please … main maafi mangtha hun …. Tum moti nahin hui ho …. Tum abhi bhi waise hi ho …. Bas thoda si moti dikhthi ho …. Jyada nahin ….

Geet still faking as though she was crying … rubbing her eyes with her hands … like a baby … and checking maan with her half open eyes …

Geet – huuun …. Huuuun …. Abhi bhi wohi bol rahen hain ki main moti hogayi hun …. Huuuun … main janthi hun … aap ka pyar kam ho gaya hain mere upar … huuuuun …. Huuuuun ….

Maan – nahin geet … aisa nahin hain … tum chahe tho main abhi bhi tumhe apni godh main utaa kae … idhar sae hall tak lae jaa sakhtha hun …. Tum bilkul bhari nahin ho … thodi ho phir bhi manage kar lungaa …

Geet still faking & having a laugh inside …

Geet – acha …. Ab main bhari bhi ho gayi hun … aap kae liyae …

Maan to himself – "yeh baath ko kahan sae kahan lae jaa rahin hain …"

Maan on his knees … & both his palms placed together as though he is praying to geet …

Maan – please maaf karo … please … mera sach main wo matlab nahin tha …

Geet – acha … tho kya matlab tha aap ka …

maan still on his knees … & still same position …

Maan – geet … believe me … main tho bas mazak kar rahan tha …

Geet – acha mazak kar rahen thae …

Maan – haan …. Geet … tumhe maaloom hain naa ki main tumsae kitna pyar kartha hun … tum isse bhi jyada moti ho jao phir bhi mera pyar tumhare liyae kam nahin hoga … balki aur jyada badega … tum jitna moti ho jaogi … mera pyar uthna badega …

Geet – dekha … abhi bhi mujhae …. Mote hone ka thana maar rahen hain …. Aur aap ka pyar bade issi liyae main moti ho jao kya …

Maan – nahin meri maa … tu bilkul moti nahin hain …. Main hi mota hogaya hun … tumhara haath ka khana khaa khaa kae … ab tho maaan jao … ki main mazak kar rahan tha …

Geet is laughing now … maan is surprised to see her laugh ….

Geet – mazak karna sirf Maan Singh Khurana ko hi nahin Geet Maan Singh Khurana ko bhi aata hain ….

Maan – kya … yeh sab mazak tha …

Geet – haan … aur nahin tho kya …

Maan – tumhara rona dhona …

Geet – haan …

Maan – geet …

Geet – kyun …. kya main mazak nahin kar sakhthi kya …

Maan gets up … & then Maan coiling his hands over her shoulders …. While geet has her hands on her belly … maan shaking her nose left & right with his right hand … while his left hand is still on geet's shoulder touching her neck …

Maan – meri shararthi biwi … jaroor kar sakhthi ho … kyun nahin … agar tum nahin karogi tho aur kaun karega … bolo …

Geet is again looking at herself & her belly in the mirror … maan is looking at her & himself both in the mirror …

Maan – geet … janthi ho …

Geet – kya …

Maan - tum yeh roop main bhi kitna sundar lag rahin ho … mujhae tho tum roz ek nayi naveli dulhan lagthi ho … lagtha hi nahin ki hamari shadi ko 6 months ho gaya hain …

With her hands on her belly … Geet is looking at him … Maan touching her chin with his right hand … & left hand over her shoulder … Maan pulling her face towards his face ….

Maan – ab iss shararat ka tumhe bhar payi karni padegi …

Geet – bhar payi …. Kaise …

Maan – batatha hun …

Maan slowly pulls Geet face towards him … geet knows what he has in his mind … she is blushing while maan tilts his head a bit & then kisses geet passionately but softly on her lips … & then maan hugs her carefully … & both stay like that for some time … still watching each other in mirror for some more time … then suddenly …

Geet – maan ….

Maan – kya hua … maine kuch …

Geet – nahin …

geet felt the baby kicking her …. inside once again … the baby is constantly kicking her now & then … but when ever the baby kicks geet … geet wants maan also to feel the baby along with her if he Is around her …  so geet takes maan's hands & keeps it on her womb …

Geet – mehsoos kiya aapnae …

Maan – haan ….

maan then kneels down & kisses geet's womb … & keeps his cheek & ear on geet's womb … & talks to their baby …

Maan – pari beta … bahut hi jald aap aapki paapa ki godh main hongae …. Paapa sae khelengae … baath karengae … paapa aap ka intezaar kar rahen hain … jaldi sae aa jao beta …

Maan notices that the baby was again kicking inside …

Maan – geet …. Wapas … kiya ….

Geet – haan … haan … maan … main janthi hun …

Maan – lagtha hain … aaj meri beti bahut kush hain …

Geet – acha … ab sirf … aap ki beti …

Maan – aur nahin tho kya … sirf meri beti hain …

Maan gets up … Geet gives maan a side hug & Maan then helps geet to come & sit on the bed …. He too sits next to her …

Maan – thodi daer aaram karo geet … chalo laet jao …

Geet – main teek hun … abhi main laet na nahin chahthi …

Maan – geet main tumhara khana idhar mangwa laetha hun …

Geet – nahin … iss ki koi jaroorat nahin hain … hum neechae hi jayengae … sab aaye hain ghar main aur aap yeh kya baathein karr rahen hain … hum sab kae saath hi dinner karengae ….

Maan – par geet … yun baar baar upar neechae jaana …

Geet placing her right hand on maan's cheek ….

Geet – maan … main teek hun … waise poora pariwar kae saath khana khana acha lagtha hain … dadima ,maa ,papaji,Pia ,rajji ,tito …. Sab hain na … tho in sab kae saath main apna dinner karungi … samjhe aap … aaj tho main vicky ko bhi neechae laekae aavungi …

Maan – teek hain … par tumne mera naam tho bola hi nahin …

Geet – uff pho main tho bhul gayi … aap ko ….

Maan – geet …

Geet – aisa kabhi hua kya …. Ki main aap kae baigar apna khana kabhi khaya hua ho …

Maan – nahin … aisa kabhi nahin hua … hamesha hum dono saath main khathae hain …

Geet – agar main apna khana aap kae saath nahin khathi … tho khana tho mere gale sae neechae utar tha hi nahin … agar mujhae khana khana hain … uskae liyae aap ka mera paas hona bahut jaroori hain … samjhae aap …

Maan – jantha hun sweet heart …

Maan felt so much happy that he hugged her again … & kissed her on her forhead … then her eyes … & nose … & cheeks …

*******************************************************************

Pia gets bored sitting on the couch for a long time & browsing TV channels asks Tito & Rajji too accompany her to the garden ….

Now they all are walking towards the entrance of khurana mansion ….

Next They are walking out of the hall towards the garden as Pia suggested to have a stroll in the garden …

Vicky is coming from the right side & was about to turn the corner …. He drops his car keys … bends down to pick it up …

while vicky bends … Pia ,Rajji ,Tito turn to their left … which is in opposite direction to where vicky was …

vicky picks up his keys & heads towards the hall … Vicky has a hit & miss with Pia ,Rajji & tito … he does not see them …

All he sees that … Pia is with 2 others … but he does not care … as to whom she is with & he straight away heads to his room …

Pia ,Rajji & Tito strolling in the garden … Vicky is in his room … cleaning & Tuning his guitar … Pia's conversation is on with Rajji & Tito …. Rajji is not that much into the conversation … she is just present over there … so the actual conversation is going on between Pia & Tito ….

Pia – vicky bhai bhi hamare saath hotae tho acha hota ….

Tito – vicky bhai … wo kaun hain …

Pia – vicky bhai … ghar main sabse chote bhai hain … bahut din baad ghar laute hain …

Tito – oh … hum unsae milae nahin aaj tak …

Pia – koi baath nahin … dinner pae tho mulaqat ho hi jayega …

Tito & Pia 's conversation is on … Rajji is not at all interested in the conversation … while the conversation is on …. Vicky in his room sitting on the window playing his fav. All time tune … which he plays every day without fail … while he practises …. Rajji is in the garden … she hears the music … she thinks that she is hallucinating … closes her ears … as soon as Rajji closes her ears Vicky too stops … as he too remembers some thing …

Rajji to herself – "rajji tu pagal ho gayi hain …. Tujhae wohi dhun kyun sunayi dae rahan hain … di ki baath yaad rakh … "

Pia – rajji tumhe humari baathein achi nahin lag rahin hain kya … ki tumne apni kaan band kar liya ….

Rajji – nahin aisi baath nahin … ek makki mujhae bahut tang karr rahan tha … iss liyae band kiya … tum batao …

Pia is now having conversation with rajji & tito … rajji in between is saying yes & no …

***************************************************

Meanwhile … In maaneet's bedroom …

Geet – maan main dekhthi hun ki vicky aaya hua hain ki nahin …

Maan – kyun kya hua … aa gaya hoga … tum kyun pareshan ho rahin ho … tum aaram karo geet … subah sae baag daud kar rahin ho … phir classes ko bhi gayi … tumhare chehrae sae saaf pata chal rahan hain ki tum thak gayi ho … ek kaam karo … thodi daer kae liyae rest karo …

Geet – nahin … maan …. Abhi rest nahin karungi … Aaj tho main usse baath karkae hi rahungi … ki mamla kya hain …

Maan – kya … maamla hoga geet … bas apni struggle ki wajah sae pareshan hoga …

Geet – tho aap kuch kyun nahin karthae … uss ki help kae liyae …

Maan – agar uss main talent ho tho …. Usse kisi ki help ki jaroorat nahin padegi … usse bhi maalum honi chahiye … ki sab sone ki thali main parosa hua nahin miltha hain … karnae do struggle usse … ek aam insaan ki tarah … kitnae log struggle karthae hain … iss field main … tumhe koi idea hain …

Geet – idea hain … issi liyae main aap ko bol rahin hun …… kya jaroorat hain … usse … jab aap hain tho …

Maan – nahin geet … life main sab cheezein asani sae milthae tho insaan ko uss cheez ki kadhar nahin hothi … be it name ,fame , fortune,success,love … pehlae usse kaam ki kadhar karna jaroori hain … agar in sab sae usse apni zimmedari ki ehsaas ho jaye tho isse acha aur kya baath ho ga humare liyae … bolo … hum bhi wohi chahthae hain na ki wo apni life main kuch bane …

Geet – maan … usse jo ho rahan hain wo kar rahan hain naa … par … aap nae dekha nahin ki wo kitna khoya khoya rehtha hain … aaj kal …

Maan – geet usse struggle karne do … chahe tho uskae himmat badao … par main uss ka help aur koi dusri taree khae main nahin karungaa .... usse jo karna hain apni bal bhutae pae karna hain … yeh nahin ki wo Maan Singh Khurana ka bhai hain … iss wajah sae … usse break milae …

Maan – agar wo apna life main settle ho jaye tho mujhae bhi tho kushi hogi … ek baar wo apna jo career ho uss main settle ho jaye … tho acha hain …. aur agar wo …. any time Khurana constructions join karna chahe tho … he can join us any time …

Geet – so tho hain …. Par aaj main usse baath kiyae bina nahin rahungi ... mujhae lagtha hain … koi aur baath hain … agar aap ko aisa nahin lagtha tho aap rehnae dijiye … main aap ko nahin bol rahin hun aakae baath karnae kae liyae … main jaa rahin hun ….

Maan – nahin geet … aur koi wajah nahin hogi … tum baekaar main pareshan ho rahin ho … aaram karo thodi daer … mere paas baito …

Geet – abhi ithni daer aap kae saath hi tho thi … aap ka kya hain … sirf office ka kaam dekh thae hain … main tho office ka kaam kae saath saath ghar ka jimmedaari bhi utaa thi hun …

Maan holding both her cheeks in his hands ….

Maan – issi liyae tho keh rahan hun … aaram karo … sweet heart …

Geet – aaram nahin … mujhae vicky sae baath karni hain … aur waise bhi yeh mera aur mera bhai ka mamla hain … aap beech main math aayiye … aap bahut thak gaye naa … aap aaram kariye … main abhi aathi hun … phir hum neechae jayengae …

Maan – tum kab meri baath maanthi ho … end main tho mujhae hi tumhari baath maanni padthi hain … teek hain jao … kisi kae roknae sae tum kabhie ruki kya …

Geet – maan … ab bahut hogaya … aap ki baath maine bahut baar maani hain …

Maan laying down on the bed …

Maan – haan dikh rahan hain … jao tumhara pyara bhai ya devar tumhara intezaar kar rahan hoga … jao …

Geet is smiling while leaving their room … as she knows maan's anger was not real … goes to vicky's room … while maan lays down on the bed as he is quite tired …

**************************************************

dewdropred thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago

*******************************************************************Thank you all friends for all the lovely & encouraging comments you all have posted …. Please let me know how u like this update …. Critise if u don't like any thing … comments are always a welcome … as they are my vitamins to write the next update …. Plz hit the like button if u all like this post …

******************************************************************

 

Part 42:-

vicky again starts playing his guitar …. The same thing happens again … Rajji hears the music again … she closes her ears again … this time as geet enters vicky's room … vicky stops playing his guitar ….

Vicky – baudi … aap yahan …

Geet – vicky chalo neechae chalthae hain … abhi nakul ko pooncha tho pata chala ki tum apnae kamre main ho … neechae sab masti karr rahen hain … tum idhar akaele kya karr rahen ho … sab kae saath baito tho sahin … tumhe acha lagega …

Vicky – nahin baudi … main yahan pae teek hun … bas aap nakul ko bol dijiye ki mera khana idhar room main bhej nae kae liyae …

Geet – vicky … aaj aisa kuch nahin hoga … roz ya phir daer sae aate ho … ya khana apne kamre main khate ho … hum sab jab khana khate hain tab tho tum rehtae hi nahin ho ghar main … janthae ho kitnae din hogaye hain … sab saath main khana khaye hua hain …

Vicky – baudi … please …

Geet – main aaj kuch nahin sunungi … aaj mere family members aaye huae hain … tho tumhe chalna padega … aur yeh muh latka kae kyun rakha … tumne …

Vicky – kuch nahin baudi … main teek hun …

Geet – kya kaak teek ho … tumhe kya lagtha hain ki mere samaj main kuch nahin aa rahan hain … tumhe konsi baath satha rahin hain …

Vicky looking out of the window …

Vicky - kuch nahin …

Geet – meri taraf dekho ….

Vicky looks at her …

Vicky – kuch nahin … baudi …

Geet – vicky batao tho sahi … tumhara bhaiyya nae bhi tumhe permission dae diya hain … tumhari career kae liyae … ab aur konsa problem hain …

Vicky – baudi … aap sab ki problems kae baaren main hi sochthae rahengae … kabhi apni baaren main bhi tho sochiye … main teek hun … mujhae kuch nahin hua hain …

Geet – mere baaren main sochnae kae liyae tumhare bhaiyya hain na … tho mujhae phikar karnae ki koi jaroorat nahin hain …

Vicky – haan … baudi … wo bhi hain …

Geet - waise vicky koi ladki ka problem tho nahin hain ….

Vicky kind of blushing

Vicky – baudi … aap chahthae hain naa ki main aaj sab kae saath dinner karun teek hain main dinner karungaa … chaliye … chalthae hain ….

Geet – vicky tumne meri baath ka jawab nahin diya … iss ka matlab kya hain …

Vicky – baudi … chodiyen naa … neechae chalthae hain …

Geet – teek hain … tumhari marzi … jab chaho tab hi batana … ab chalo … aur maan ko bhi inform karna hain ki neechae chalnae kae liyae … aaj bahut thak gaye hain … shayad bhukh bhi lagi hogi … jaldi dinner karkae aaram karna hain unhen … abhi tho room main aaram farma rahen hain …

Vicky – rukhiye bhabhi … abhi bhai ko call kar tha hun …

Geet – vicky tum bhi naa … ek hi ghar main rehthae hain … phir bhi yeh nahin ki room main jaa kae bulao … iss kae liyae bhi phone use karna hain ….

Vicky – ab hain tho … use kar sakhthae hain na …

Vicky calls maan … & asks him to come down as per geet's orders or meet them in the corridor … over there pia ,Rajji & tito also decide to walk back to the mansion … dadima ,rano & mohinder are already present in the hall …

Dadima – kya baath hain … lagtha hain aaj kisiko bhuk nahin lagi hain … sab kahan pae hain …

Pia – dadima … hum yahan hain …

pia enters with Rajji & Tito …

dadima – kahan gaye thae aap sabhi …

pia – bas dadima … yuhin garden main ghumnae gaye thae …

dadima – pia … aap aur rajji jaake dining table par saara dinner arrange karwa dijiye … maan aur geet ka aane ka time hogaya hain …

pia – jee dadima …

tito – main bhi jaunga …

dadima – teek hain sab jao ….

Tito ,pia & rajji both walk towards the dining hall … vicky & geet also leave vicky's room & are now walking in the corridor & are going towards the hall … vicky is walking ahead of geet as maan joined her … vicky is descending the stairs … geet also starts to descend the stair as soon as she was about to descend the first step … she is still in the first floor  …. she kind of trips because of the carpet which is on the stairs …. as maan was next to her he holds her hand tightly and pulls her towards him & saves her from falling … geet gets scared and hides herself in maan's arms … maan hugs geet … with tears in his eyes …. maan notices that geet is also crying … vicky , dadima & geet's parents every one run towards her … maan's eyes are filled with tears …

maan – geet … geet … tum teek ho naa …

vicky – baudi …

dadima & geet's family – geet … aap …

geet slowly opens her eyes – main teek hun …

maan yells at geet with tears rolling down his cheek

maan – maine tumhe mana kiya tha na neechae jaane kae liyae … aur bola tha ki tumhae … humare room main hi dinner karnae kae liyae … par tum meri baath kab manogi … tumhe tho sab kae saath khana tha naa … apna khayal tho tum rakhti hi nahin … geet … aur mujhae bhi rakhnae nahin daethi …

geet wiping maan's tears …

geet - maan … main teek hun … aap phikar math kariyen ….

maan – haan … teek ho … dikh hi rahan hain … agar main tumhara paas nahin hota … tho … tho kya hotha … tumne yeh socha … kya tumnae mere barem main socha … agar tumhe kuch ho jatha tho …

geet – mujhae kuch nahin hua hain … jab tak aap mere paas hongae mujhae kuch nahin hoga …

maan was about to say something … dadima stops him …

dadima – maan … ab bas bahut hogaya … geet kae upar chillana band karo …

dadima – geet & maan … aaj sae aapka room main neechae shift kardae thi hun … maine pehlae hi kahan tha ki shift ho jao … par mujhae mana kar diya tha … par ab main sunungi nahin …

dadima shouts – nakul … nakul …

nakul comes running on hearing his name …

nakul – jee dadima …

dadima – nakul … sare staff ko laelo … aur abhi kae abhi maan aur geet kae room main sae un dono ki jaroori saaman laeke neechae waali room main shift kardo …

nakul – jee dadima …

geet – dadima … main teek hun …

dadima – nahin geet … jab tak aapki delivery nahin hoti … aap dono neeche hi rahengae … wohi teek hain aap dono kae liyae …

maan – geet … ab aaram sae neechae chalo …. Mera haath pakad kae … tum tho chalthi phirthi disaster queen ho … atleast mujhae tho yeh baath yaad rakhni chahiye thi … ki tumhara haath pakad kae tumhae lae jao …

Geet – kya kahan aapne … main chalthi phirthi disaster queen hun …

maan – aur nahin tho … kya … jab office join kiya … yaad hain tumhe ki tum … kitni baar mere godh main giri thi …

Dadima ,geet's parents & vicky all are staring at maan & geet … with a naughty expression on their faces … while smiling at both of them … geet was staring at maan & she  was like watch your words & see where you are … you are around dadima & my parents & your younger brother… maan & geet both blush … maan tries to cover his words …

maan – wo main keh rahan tha ki … wo geet … aur main …

Everyone break into laughter … as they all go downstairs … After reaching the hall …

Dadima – pia sab ready kar diya aap nae …

Pia – jee dadima … sab ready hain … sab aa sakthae hain

Dadima – ab chale dinner karnae …

Everyone walks towards the dining hall … rajji , pia & tito have arranged the food on the dining table … dadima , maan ,geet ,geet's family ,vicky all take their seats on the dining table … dadima & maan are facing each other … whereas geet is sitting next to maan on his right hand side ,vicky is sitting on maan's left hand side … geet's parents sit next to dadima ,on the same side as geet ,tito sits next to vicky ,pia & rajji are left … as they both are serving them …

Dadima – pia … kya hua … ab kya baki hain …

Pia – bas ho gaya dadima … water aur dessert baki hain … abhi laathae hain ….

pia brings water …. Rajji has the dessert … in her hands … vicky's head is bent down as he is checking an SMS from his friend …. He does not notice that rajji is in the same hall as he is …

geet – pia , rajji … tum dono bhi bait jao main serve karthi hun …

maan – koi jaroorat nahin hain … tum baito geet … pia , rajji tum dono bhi bait jao … hum sab apne aap serve karlengae …

pia – bhai hum baad main khalengae … pehlae aap sab khayiye ….

Maan is busy with geet holding her left hand with his left hand under the table & talking to her … geet's parents busy talking with dadima … Pia & rajji are serving soup in a bowl for every one … next place parathas in every ones plate … vicky's head is still bent down checking his SMS & sending SMS ... he is not even looking at who is serving … rajji too is not looking at his face as she is serving to geet's parents ,then geet & maan … while pia is serving to dadima , vicky & tito … they then serve palak paneer & dal makhani to every one …

Dadima – pia , rajji … ab tum dono bhi bait jao …

Pia – jee dadima …

rajji & pia are about to sit … vicky coughs & needs some water … as rajji was close to maan & had water jug in her hand … she pours water in a glass & hands over to vicky … places the glass in front of him …

rajji – yeh lijiye …

Rajji after serving water to vicky comes & sits calmly next to geet … she still does not see vicky's face …. as when he was coughing he bend his head down & was coughing … vicky lifts his head to say thanks to her & is shocked to see Rajji in front of him … he wants rajji to notice him … but rajji is not even looking at him … he coughs again so that rajji notices him … inspite that his glass has water in it … he does not drink it … maan & geet look at each other …  thinking what happened to vicky …

Maan – vicky …. Kya hua … khaas kyun rahan hain … have your water … tumhara paas hi tho hain ….

Vicky – jee bhai …

As soon as rajji hears his voice she too lifts her head … to see whose voice was that … which sounded familiar to her … & is shocked to see vicky in front of her … they both share glances at each other … dadima remembers that they have not introduced vicky to geet's family formally so she introduces vicky as her youngest grandson … & she introduces geet's family to vicky too … vicky & rajji's faces which were dull until now … light up at the sight of each other …

Vicky to himself – "main kitna bewakoof hun … jab baudi ko dekha tha uss waqt kyun nahin samjha ki rajji ki shakal thodi bahut baudi sae milthi hain … oh baudi you don't know …. Unknowingly what you & your family did to me … I am greatful to you baudi …"

Every one finish their dinner & decide to relax in the hall … vicky too joins them … & sits along with them all … dadima ,Geet & maan are surprised as vicky never joins them after dinner … maan helps geet sit on the couch … geet & maan are sitting in 1 couch …

Dadima – kya baath hain vicky aaj aap idhar dinner kae baad … aap tho dinner kae baad practise karthae hain naa …

Vicky is staring at rajji while answering dadima …

Vicky - nahin dadima … aaj nahin karungaa … aaj hamara poora family kae saath time spend karna chahtha hun …

geet & maan are looking at each other's faces as they never saw vicky chit chat with them after dinner … as most of the time he has his dinner alone …

Dadima – teek hain … beta … aap ki marzi …

While the conversation is on … maan & geet listening to dadima & rano discussing about geet's baby shower …. Vicky stealing glances at rajji … rajji is hiding behind pia …. & playing hide & seek with vicky … sometimes bending forward & backward …

Vicky to himself –"ab main rajji ko akele main kaise milu kaise baath karun…"

Rajji to herself - "vicky … aapnae mujhae ithnae din tarsayaa … naa … ab aapki baari hain … aap bhi dekhiye main bhi aap ko kaise tarsayungi … ithni aasani sae aap ko mere paas aane nahin dungi … "

Simultaneously maan is holding geet's left hand with his right hand & covered their both hands with her saree palloo … so that no one notices it …. He is running his fingers on her hand … up & down … geet is blushing … but can't pull her hand off as maan is not only running his fingers on her hand but also holding her hand with his thumb & pinky while running his remaining 3 fingers on her hand ….

Rajji to herself - "par rajji … vicky nae tho aise kuch kahan bhi tho nahin … ki tum usse apne paas aane nahin daene kae liyae … pehlae uss ki dil main kya hain yeh tho jaan lo … ithnae bada ghar ka ladka hain … upar sae di ka devar … wo kyun tujhae pasand karega … issi liyae tho uss nae kabhie bhi tumsae baath nahin ki hain ….tere liyae acha yehin hoga ki tu usse dur rahen …  "

geet notices that vicky's face is shining … geet touches maan's shoulder with her right hand & signals him to check vicky's face … maan is surprised to see that all of a sudden vicky is smiling like a fool …

Maan softly to geet – isse kya hua hain … yeh abhi thodi daer pehlae tho aisa nahin tha …

Geet too softly – wohi tho main aap ko kabsae samjhane ki koshish kar rahin hun … par aap ho ki samajh thae hi nahin … jaroor kuch aur chakkar hain … pata karna padega …

Just then nakul comes & informs dadima that maan's new bed room is ready … maan tells dadima that they will go & take rest as he is tired & probably geet also needs to rest … maan helps geet to get up & while walking maan still holds geet's hand in his hand … but remembers something … so he stops & turns …

Maan – pia ,vicky,rajji & tito …

pia ,vicky,rajji & tito – ji …

Maan - aaj sae geet tum sab ki zimmedaari hain … jab main nahin hota hun … geet kae saath … tho … main chahtha hun ki tumhe sae koi ek … hamesha geet kae paas rahen … samjhe tum sab … aaj jaise wo steps sae girnae waali thi … main nahin chahtha ki future main aisa koi bhi incident ho …

Geet – aap bhi na ..

Maan – chup geet … bilkul chup …

Pia , vicky ,rajji & tito – je bhai …(je jiju)… hum bhabhi(baudi,di )ka kayal rakhengae …

Maan – teek hain …

Maan leaves with geet … geet's parents have a smile on their face as they know how much maan loves their daughter & how he takes care of her …

Dadima – maan tho geet ko ek choti bachi jaise treat karthae hain …

Rano – haan beeji … hum bhi wohi soch rahen hain …

Dadima & geet's parents are talking about maan & geet … while Rajji also takes permission to leave & takes pia along with her … tito too follows them … while leaving rajji was turning back again & again & looking at vicky while she left along with pia & tito ….

Vicky to him self – "gadhe soch kya rahan hain … rajji tujhae baar baar dekh rahin hain … tu soch kya rahan hain … tu bhi chal uss kae peechae … baath kar usse … "

Vicky too takes leave of dadima … vicky leaves … now that every one left except for geet's parents & dadima … dadima too asks geet's parents to go & rest & they all leave the hall & go back to their respective bedrooms …

***********************************

..shreyaa.. thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago
Res!
WOW.
Awesome Update
Loved ittttt
Awwww Maan is soooo caring..
Love him soo cute
Hhehe Loved the moti scene
haha maan teasing geet but instead maan phas gaya geet ki chal mein lol
I am loving Rajji and Vicky..
sooo cute
Aww Maaneet holding hands soo sweet
Loved the update
Thanks for the double update
Love it...
Cant wait for vicky and rajji meeting..
Continue soon

Edited by maangeetcrazy - 13 years ago
bluedreamz953 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
WOW!
Double update!!
Great yaar
Thanks
Loved it
mitzi11 thumbnail
Posted: 13 years ago
wow what treat & long long once super fantic update i knew Vicky & Raji in love pls cont soon  
Hinal.94 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 4
Posted: 13 years ago
really loved the updates
hope geet soon finds tht it is vicky who rajji was talking about
preethia thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
double update...thnx it was nice.....caring maan loving to see more caring maan in this ff
Ilovemsk thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
Love love loved it xxxxxxxx xxxxx
cherieLover thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 3
Posted: 13 years ago
wow

i really want to see how vicky and rajji meet

update soon

and thank uuu soo much for double update

shah10 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 13 years ago

awsome..love it.

do continue plz.
thx