Created

Last reply

Replies

30

Views

2.5k

Users

5

Frequent Posters

-De.De- thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 17 years ago
#21
Main te mera dilbar jani
Buliyan te pyaar kahani
Sawan vich aya tofaan
Mausum hoya hai beimaan

Next: heartache 😳
maha_prakrti thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#22
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Pehle pahal jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha
Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi
Dilwaale mahnat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi
Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Main teri dil tera ye jaan teri
Tera mohabbat hai pehchaan meri
Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage
Tujhko hi bigde banana padega
Bichhde huey dil milana padega
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O ..
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
😭 (Dard ke saat gaya jaata hai)

Hmm..... What next??????

Yeah I know...... Competition Song 😊
mahi.bird thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
#23
Aa dekhen Zara .. kisme kitna hai dum ! Jamke rakhna Kadam ! Mere Saathiyaaaaaa....
Ooohhh!! Aa dekhen Zara .. kisme kitna hai dum ! Jamke rakhna Kadam ! Mere Saathiyaaaaaa....
"A" again !

ok next

tang keechna 😆

(@rithi you are right toh kya hua agar main nahi jaanthi ki woh lyricist kaun hai aur usne mujhe kabhi dehkna nahi .....right 😆 😆
see main kitni ache sab ko mujhse mille baghair pyair hojata hai 😳 )
Edited by brid - 17 years ago
maisoon thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 17 years ago
#24
ho balle balle......ho balle balle
ye sonaya dhe raang dekhlo
bina dor toun ye uddi pataan vekhlo
aj munday hoyaa inaa dhe malaang dekhlo
bina dor toun ye uddi pataan vekhlo
kuryaan kuryaan.....hokuryaan kuryaan
theekiyaan shuryan
uddiaan jawan hatt na aawan
inaa pudiyaan deh mare hua dang vekhlo....

incase ur wondering its from bride and prejudice-balle balle.....mujhe punjab likhne nahi aati 😃

next mood......raat

maha_prakrti thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#25
Hare krishna hare ram - 3

Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram

Hare krishna hare ram - 3

Tu, tu du tu tu tu tu tu
Hey, pa da pa da pa da pa da pa da da
(Duniya ne humko diya kya, duniya se humne liya kya
Hum sab ki parwah kare kya, sab ne hamaara kiya kya) - 2
Aah, aah, aah, aah
Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram

Hare krishna hare ram - 3

Chaahe jiyenge marenge, hum na kisi se darrenge
Humko na roke zamaana, jo chaahenge hum karenge
Aah, aah, aah, aah
Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram

Hare krishna hare ram - 2

😳 Hai.... Raat ka nasha chad gaye re 😉


(@Mahi:😆 Mahi ve... kisi bhi gap me apne aap ko kyun itnaaaaaa badhava deti ho....

@Amna: Nice song, Amna 😊 )

Next situation.... Dandiya songs 😃
mahi.bird thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
#26
Ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini
Chupke se dekhegi
Saajan ko sajini
Haan, ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini
Chupke se dekhegi
Saajan ko sajini
Chedegi shehnaiyee
Masti ki ragini

Chedegi shehnaiyee
Masti ki ragini

Ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini
Chupke se dekhegi
Saajan ko sajini

Paon mein payal hai
Maathe pe kum kum
Apni nazar woh utar le
Mod doon apne dil ki galiyaan
Mujhko zara woh pukaar le
Mehkegi tanhaai, yaadon mein apni
Mehkegi tanhaai, yaadon mein apni
Ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini
Chupke se dekhegi
Saajan ko sajini

Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Maine tujhe chaaha
Dekhengey jo hoga so hoga

Hoga so hoga

Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Maine tujhe chaaha
Dekhengey jo hoga so hoga

Hoga so hoga

Babul se kahiyoo
Ke mujhko na rokein

Babul se kahiyoo
Ke isko na rokein

Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Maine tujhe chaaha
Dekhengey jo hoga so hoga

Hoga so hoga

Aaj tu thaam le baiyyan meri
Sham tu mera, main hoon saiyyan teri
Aaj tu thaam le baiyyan meri
Sham tu mera, main hoon saiyyan teri
Meri maang tu bhar
Le jaa mere ghar
Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Maine tujhe chaaha
Dekhengey jo hoga so hoga

Hoga so hoga

Babul se kahiyo
Ke mujhko na rokein

Babul se kahiyo
Ke isko na rokein

Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini

Chupke se dekhegi
Saajan ko sajini

Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini

Doli, choodi, kangana
Hua na hua, tu mera hoga

Tu mera hoga

Ghoonghat mein chand hoga
Aanchal mein chandini

Doli, choodi, kangana

Ghoonghat mein chand hoga

Doli, choodi, kangana

Ghoonghat mein chand hoga

Doli, choodi, kangana

Ghoonghat mein chand hoga

@Rithi main tujhse baaht nahi karnogi 🥺

next diwali
maha_prakrti thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#27
aayee ab ki saal divaali muNh par apne khoon male
aayee ab ki saal divaali
chaaroN taraf hai ghor andheraa ghar mein kaise deep jale
aayee ab ki saal divaali

baalak tarse phuljhaDiyoN ko, (deepoN ko deevaaren -2)
maaN ki godi sooni sooni, (aaNgan kaise sanvaare -2)
raah mein unki jaao ujaaloN ban mein jinki shaam Dhale
aayee ab ki saal divaali

jinke dam se jagmag jagmag (karti thi ye raaten -2)
chori chori ho jaati thi (man se man ki baaten -2)
chhoD chale vo ghar mein amaavas, jyoti lekar saath chale
aayee ab ki saal divaali

Tap-Tap Tap-Tap Tapke aaNsoo, (chhalki khaali thaali -2 )
jaane kyaa kyaa samjhaati hai (aaNkhoN ki ye laali -2)
shor machaa hai aag lagi hai kaTte hain parvat pe gale
aayee ab ki saal divaali muNh par apne khoon male
chaaroN taraf hai ghor andheraa ghar mein kaise deep jale
aayee ab ki saal divaali

Next situation.... Holi 😛


(@Mahi ve mujhe pata hai tum kyun baat nahi karogi... Chat cafe aana, wahan samjhati hoon)
maisoon thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 17 years ago
#28
Rang barse bheege chunar wali rang barse
Are kaine maari pichkaari tori bheegi angiya
O rangrasia rangrasia
Rang barse bheege chunar wali rang barse

Sone ki thaali main jona parosa
Are sone ki thaali main jona parosa
Haan sone ki thaali main jona parosa
Are khaye gauri ka yaar balam tarse rang barse
Holi hai
Rang barse bheege chunar wali rang barse

next......paan song 😊

mahi.bird thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
#29
Hmm prr! Brr!
Arrey bhang ka rang jamaa ho chakaa chak
Phir lo paan chabaay
"Aaoo, hmm mmmm yum" ah haa!
Arrey aisa jhatka, lage jiya pe
Punar janam hoi jaay

O khaaike paan banaaras wala -2
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaaike .. Kaa taala
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala -2
O khaaike paan ... kaa taala

Arrey raam duhaai, kaise chakkar mein pad gaya hay hay hay!
Kahaan taang fasaai, main to sooli pe chadh gaya hay hay
Kaisa seedha saadha main kaisa bhola bhala haan haan
Arrey, kaisa seedha seedha main kaisa bhola bhala
Jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paalaa
Meethi chhunri se, meethi chhunri se hua halaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala

Ek kanyaa kunwaari hamari soorat pe mar gayi hay hay hay!
Ek meethi kataari, hamare dil mein utar gayi hay hay
Kaisi gori gori o teekhi teekhi chhori, waah waah!
Arrey, kaisi gori gori o theekhi theeki chhori
Karke jora-jori, kar gayi hamare dil ki chori
Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala -2
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala huh!

(waha Amna kya mood hai 😆 I love the song though)
(@rithi athi ho aisi mughe oeh aik song :dil mera todh diya usne 🥺 bora kyun manu 😭 )

next taj mahal
maha_prakrti thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#30
--MALE--
Phoolon mein jo khushboo hai kaise voh aati hai
Titli kahan se yeh saare rang laati hai
Hawa ko basuri banaati hai sangeet kaise
Koyal ne sikhe hai yeh itne pyaare geet kaise
Hai yeh ajoobe lekin ek aur ajooba hai
Dharti se, ambar se, parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai, oh
Pehli nazar mein hi jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai, oh

--FEMALE--
Phoolon se jo khushboo aaye ajooba hai
Titli jo saare rang laaye ajooba hai
Basuri ka yeh sangeet ajooba hai
Koyal jo gaati hai geet ajooba hai

--MALE--
Yeh bhi hairaan hai, aisa bhi ek ajooba hai
Ta da da da da da, ta da da da da da
Ta da da da da da da da

--FEMALE--
Ooh

--MALE--
Ta da da da da da, ta da da da da da
Ta da da da da da da da


--FEMALE--
Daali mein mahek hoti hi nahin
Kaliyon mein mahek aa jaati hai
Yeh bhi ajooba hi hai
Saagar se ghata jo uthti hai
Meetha paani barsaati hai
Yeh bhi ajooba hi hai

--MALE--
Jungle mein jugnu ko, dekho to yeh socho
Yeh roshni is mein aayi kaise
Tan mein jo hai jaan, voh kis tarah hai
Mann mein hai armaan, to kis tarah hai
Keh bhi do yeh bhi to, koi ajooba hai

--FEMALE--
Dharti se, ambar se, parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai, oh
Pehli nazar mein hi jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai, oh

--MALE--
Phoolon se jo khushboo aaye ajooba hai

--FEMALE--
Titli jo saare rang laaye ajooba hai

--MALE--
Basuri ka yeh sangeet ajooba hai

--FEMALE--
Koyal jo gaati hai geet ajooba hai

--MALE--
Yeh bhi hairaan hai, aisa bhi ek ajooba hai


Kehne ko saath ajoobe hai
Par shaayad log yeh bhoole hai
Ek aur ajooba bhi hai
Resham resham, chandan chandan
Tera maheka maheka yeh badan
Koi ajooba bhi hai
Aankhon ke neele darpan, honton ka yeh bheegapan
Yeh roop tera, ajooba yeh to hai
Baahon ki garmi, yeh bhi ajooba hai
Aankhon ki narmi, yeh bhi ajooba hai
Yeh chaman sa badan koi ajooba hai
Dharti se, ambar se, parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai

--FEMALE--
Pehli nazar mein hi jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai

--MALE--
Phoolon se jo khushboo aaye

--FEMALE--
Ajooba hai

--MALE--
Titli jo saare rang laaye

--FEMALE--
Ajooba hai

--MALE--
Basuri ka yeh sangeet

--FEMALE--
Ajooba hai

--MALE--
Koyal jo gaati hai geet

--FEMALE--
Ajooba hai

--MALE--
Yeh bhi hairaan hai jispe tum voh ajooba ho

--BOTH--
La la la la la la, la la la la la la
La la la la la la la la
La la la la la la, la la la la la la
La la la la la la la la 😳

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".