It is a pleasnat afternoon and ram,Sita and Lakshman are involved in their daily routine. As ram and Lakshman are discussing something, Sita is watering the plants around their hut in the small clearing of the dense forest. She suddenly felt something glittering in front of her. And she saw beautiful golden deer at some distance.she tried to reach it but it ran far away. She remembered her childhood fantasy for the deer and is deeply lost in its beauty. She could not hear her husband calling her.
R: Sita. Kya hua. Tum kaha kho Gaye?
S: swami. Dekhiye. Vaha. Sone ki mrigh!
Ram could see her excitement. In her eyes.for the first time he felt his wife is so childish.
S:kitna sundar mrigh Haina swami?
R: haan. Sundar hai. Tumhe chahiye?
S: aap mujhe vo lakar denge?
R: avsya. Sita. Tumne itne varsho se kabhi kuch nahi manga ? Aaj me Teri ichha avasya poorn karlunga.
S: satya. Jumped Sita as a child in joy.
R: haan.
Ram went to catch the deer but it ran away. Sita is eagerly waiting for him looking at the direction he went.
S: swami ko itne dher kyu hogaye?
Suddenly Sita heard a load and desperate cry. It was his. Her swami. Before Sita could think,she heard it again.
Sita...
Lakshman...
A fear ran down her spine. It is her swami cry.
Swami!!!! Shouted Sita as she opened her eyes and got up with a jerk. She is in her bed sweating profusely and breathing heavily. She looked the surrounding and then realised that it's her dream. She is alone in her tent. They are on their way to Ayodhya halted near Sarayu fo r night.
Sita stood up and ran to ram's tent. She did not notice that Urmila is not there in the room. She could not stop the tears rolling from her eyes as the desperate cry echoed in her ears.
She entered ram's room and found him sleeping on his bed with the same serene and calm face.
She ran to him and stood beside the bed crying.
S: mujhe kuch nahi chahiye swami. Aapki atrit. Aap ke Bina Sita. Ka koi astitav hi nahi. Mai jeevith nahi rah paungi aap ke Bina..
She shut her mouth with her hands so as not wake him up but could not resist her tears rolling down the cheeks and just collapsed on the ground. Ram felt something on his hand and opened his eyes to see Sita crying vigorously.
R: Sita. Kya hua. Aap ro kyun rahi hai?
He asked holding her and make her stand.
She just speak a word in her agony and hugged him tightly and started crying remincing her dream.
Ram did not understand what is wrong but he let her cry to lighten her. He hugged her firmly assuring her he is with her always.
After sometime...
R: Sita. Kya hua. Aap theek hai? He made her sit on the bed and asked sitting beside her.
S:(wiping) ji. ...she is still shivering in fear.
R: (taking her hand in his) aap ne koi bura swapna dekha?
S: (surprised). Aap theek hai na swami. Mein e tho. Aap aap ki pukar ...suna. ... With her eyes filled with tears.
R: Sita. Mujhe kuch nahi hua? Mai theek hoon tum hare samaksh hi hoon.
S:kadachit mere swapn. Me. Tho.
R: Sita... Har swapna Satya Ho aisa avasyak nahi.
Sita composed herself.
R: vaise aisa Kya dekha aap swapn me. .
S: hum van me hai. Aur ve mrigh aap mrigh ke pic he. Gaye. Aur. Aur aap ka pukar. ...
R:Sita vo bas ek Swapna the kuch nahi.
S: ha. Kadachit Mei bhaybheet hokar. Aap ke paas aagaya. Aap mujhe kshma kijiye. Raghunandan. Mere kaaran aap ki Nidra bhang hue hai. ,
R: aap kshma math mango ye sitae. Mai aap ki pati hoon. Aap ko Purna Adhikar hai apna dhukh mujse bhatne ka.
S: ji.
R: vaise me aaj ek nayi roop dekha aapki. Aap ko sadiv ek samajdar avem samvedansheel sthree ke roop me dekha. Paranthu aaj aap alag hi hai rajkumari.
S: Mei bhinn nahi. Mei bhi ek Sadhuram navvadhu hue jis ki abhi vivvah hua ..Jiske liye apni swami pura sansaar hai.
R:(rising her chin)aap ka swami sadiv aap ke sath hi hai.
she blushed and turner her face away.
R:avem mai ne Pratham bar aapki nethron me aap me liye prem deka!đ
S: Pratham?
R: aap tho sadiv apne mata ko dekhte Huey mujse vaarthalap karti hai?
S: ji Dashrath Nandan. Arthaath?
R: ji Aap mujhe ankhe mila kar bath tho nahi kar the. sadiv apni mata bhoomi ke Disha me dekhkar vaarthalap kati hai.
S: ji. Ji vo. Vo. Hum aap se nazar nahi mila sakthe hai. đđ
R:ji kyu?
Ye bhi Mithila ki koi rithi hai?đđđ
S:(blushing)aap se tho hum batho me nahi jeet sakti?
R: ji. Aap me uttar nahi diya?
S: aap mujhe chidarahi hai swami!
R: ji nahi. đđ(Dragging her closer) aap ki swami bas aap se kuch prashn ka Uttar maang Raha hai.
S:ji. Vo. Dashrath Nandan. Aap. Aap. Ka Anuj kaha hi. .?(relasing herself from his strong hands)
R: Lakshman. .
S: devarji kaha gaye. Ve tho sadiv aap hi ke saath reh ta hai na?
R: mujhe gyath nahi.
S: ha. Main me bhi dhyaan nahi diya. Urmila bhi kaksh mai nahi hai.
R:đđ mera bhai Aur aap ki behen. Hum se bahut age hai,,,!
S: tatparye. .
R: ek. Aap jo mere Disha me dekna me bhi Sharma Jati hai. Avem. Aap ki behen to mere bhai ke sath vihar Karne bhi gaye.
Sita blushed. And they both went in search of Lakshmila...
Tbc. ...
Edited by Bdaygirl - 9 years ago