Next morning. ...
Ayodhya's royal family arrived in Mithila and were received grandly by Janak...
Ram hugged his mother tight...having missed her motherly embrace and scent a bit too much...
K: mujhe tumpar garv hai putra...tumne apne liye sarvottam ardhangini tatha Suryavansh ke liye bhi uttam kulvadhu dhundi hai...
She said kissing his forehead. ...
Ram could only smile and blush at the compliment. ...
Bh: ha bhai...ab hamara toh vismaran hojssyega aapko...haina?
Ram shook his head laughing and hugged his brother. ..as the twins hugged each other...
After taking his other 2 mother's and father's blessings they settled inside...
****
Ram's chamber...
Bh: bhaiyya aap jaante hai...jabse mata Kaikeyi ko aapka patra prapt hua...tabse ve tayyariyon mein hi vyasth hai...
Sh: unhe toh keval aap hu mana sakte hai...
Ram smiles at the praises...
L: uh...vaise bhaiyya...ek prashna puchu? rusht toh nahi honge na?
R: vachan deta hu lakshman...
L: uh...aap...bhaabhi..ko..vivaah ke pashchaat kis naam se pukarenge?
R: ( perplexed) haan? kis naam se pukarunga ka kya taatparya hai? jo unka naam hai usi se se pukarunga...Sita!
Bh: ( slaps his forehead) Bhaiyya! hum jaante hai...parantu...aap vivah ke pashchaat unke swaami honge na...toh aap prem se unhe koi naam nahi denge?
Ram is looking utterly shocked and dumbfounded at this statement. ...
He had never even thought of all this...
R: ( strict voice) yah sab tum kaha se seekhte ho?
L: ( pout) bhaiyya aapne vachan diya tha narusht nahi honge!
R: ( smiles) main rusht nahi hu Lakshman...parantu...tum...sab...
Sh: achcha hum aapko kuch vikalp dete hai...ummm...praanpriye, jaan, Sitae, athva Priye?
R: Shatrughna...unke mata pita ne unka attyant manbhsavan naam rakha hai phir use badalne ki kya avashyakta?
Bh: jisprakaar mata Kaikeyi ke rusht honepar...pitashree unhe Priye kehkar sambodhit karte hai..usiprakar jab bhaabhi aapse rusht hongi tab aap unhe sambodhit kisprakar karenge bhaiyya?
He asked teasingly. ...he asked winking at others as he noticed Sita standing behind Ram with a tray...
R: ( tries to turn back) mujhe aisa aabhaas horaha hai...mano Sita yaha...
L: ( panics) uh..nahi bhaiyya..bhaabhi yaha kaise hongi...
He says passing a pleading look to Sita...
Ram believes him...a bit hesitantly. ...
Sh: ab bataiyye na...
R: ( sighs) toh tum log nahi manoge! uh...main Sita ko...vivaah ke pashchaat Priye kehkar sambodhit karunga...santusht?
Sita's eyes widen and the tray is about to slip off her hands...
L: bhaabhi!
Lakshman says..catching the tray on time...without spilling its contents. ...
S: ( blushing badly) uh...v.vo...yeh..m..maa ne aapke liye...vishesh payy ( drink) bheje hai...
R: ( highly embarrassed) uh..m..maa ko dha..nyawaad kahiyega...Sita...tatha hume yah dene ke liye aapka bhi..dhanyawaad...
The other 3 are ready to burst out laughing seeing this...
Sh: bhaabhi bhaiyya ne kaha ki vivaah ke pashchaat ve aapko Priye bulaayenge...aap bhi praannaath bulaiyega!
Sita tries to smile but is too shy...
S: uh...achcha...
She tries to be casual. ...fidgeting with her bangles awkwardly ...
Meanwhile Ram is on the seat...almost covering his face with a palm...on his forehead. ...
As soon as Sita leaves the trio burst out laughing leaving an embarrassed to the core Ram...
The Endđł