She's savage.
She doesn't take shit from anyone.
She lives her life to the fullest!
She has three daughters and an awesome son!
Yes, you guessed it right!
(Nahi kiya guess toh very bad)
Welcome one and all to the
APPRECIATION THREAD
of
KUSUM 'SARARA' KOTHARI
Meet Kusum.
Ramji ka sab se pyaari bhakt, pehle laga unko chahiye tha sab ka rakht.
Voh alag baath hai ki voh thi badi sakht, bana chahiye na varna banjati takht.
Ramji hai bada pyaara, isiliye samdhi Preeti ko banaya dulaara.
Sakhi banaya isiliye badala Preeti ka nazaara, aur toh chutkiyon mein banaya Rati ko dukhiyaara
Ramji ka jaana inki zindagi ka ka saar,
Saath behno thi, ek bhai tha, par kono diya nahi diya pyaar
Aisa hi hota hai ladkiyon ki saath aksar, par Kusum ki soch itni ghehri, bilkul ek samandar.
Meet Kusum.
She’s a Mom of four lovely kids, one boy and three girls.
She’s a mother-in-law.
She’s the best friend of her samdhiji Preeti.
And most importantly, she is the biggest ...
I mean the big-big-biggest fan of K.T.
Her childhood passed like a typical woman’s.
Ghar ka kaam pe jhaada focus,
Khaana banao, chai banao, saaf karao.
Phir Shaadi,
Patni-dharma nibhana.
Phir Bachche,
Matro-devo bhava.
Phir Vidhava.
Kabhi kabhi jab kayaalon mein doobna chahti, toh taash ko bahar nikhalti ...
Aur yaadon mein kho jaati thi, bas ve, inke voh, and un dono ke paate.
Phir aayi Preeti,
Bahuranii ki Maa.
Thi bohut naazuk, bohut poorane khayalwadi.
Ghar se nikhal diya bete ne,
Aur chali aayi Beti ke ghar.
Isme bhi sharam, toh Kusum ne lagaya chakka.
Daata, bohut daata, phir samaj mein aayi ...
Kusum ladke ki maa nahi,
Sab se pyaari yaar hai.
K.T. ke baare mein hum kono nahi baatayenge.
Varna humari Kusumri sharam ka maare laal hojayegi.
K.T. ki sabse badi fan hai,
Dialogues har same zubaan pe.
Ramji ka dialogues aate hai somvaar to shanivaar;,toh swagat hai, Kusumji ka naya parivaar!
Write up by: guenhwyvar (Shyam)