Kuchh to hua hai ff
Roshni is very hungry
Her mother is angry from her and locked her in room
piyush is damn angry on this Roshni pleads her mom alot to open the door but all her efforts go in wain
Piyush goes to simar :so aap kuchh nahin kar sakti! Par main roshni ko aise nahin dekh sakta Wo andar kamre mein ro rahi hai aur yahaan aap sad ho kabse
kuchh to karna padega
Ek dost hone ke naate mujhe roshni ki help karni hi hogi
Simar :beta tu kuchh kha le raat ho gayi hai tune kabse kuchh nahin khaya
Piyush :maa roshni ne bhi to kuchh nahin khaya Main uske bina khana nahin khaunga
main jaa raha hoon uske paas
Simar :tu kaise jayega piyush
Uske room ke darwaje ki chaabi to malkin ke paas hai
piyush :are maa aap chill karo Aap ek kaam karo mujhe mera aur uska khaana dedo main usko khilakar hi khud khaoong
Edited by 34DAYA56 - 9 years ago