Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread - 14th Oct 2025
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 15th Oct '25
ASTHIN KA SAANP 14.10
KARWA CHAUTH 15.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 15, 2025 EDT.
Alia Bhatt is being roasted on Insta on Jigra BA post
Kajal,Vidya and Tanya ka Gharelu Kalesh
Dost Dost na raha
Sonakshi Sinha Pregnancy Rumours
Pankaj Dheer Passes Away
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 16, 2025 EDT
Rhea Chakraborty and her brother get their passports back
Originally posted by: surabhi01
agar roli ki jagah simar ka courier aaya hota aur kise ne roli ka naam likh diya hota aur simar ko is cheej ke baare mein pata chalta to simar ke under wohi bhavna hoti jo roli ke under hai are jub woh heater kalimirch ka roli pur bematlub ka blame laga sakti hai to is courier ke maamle mein kyo nahi.woh bhi roli ko aasani se maaf nahi karti woh bhi roli ko insult karne ke mauke talashti aur mujhe lagta hai ki agar simar ko pata chal bhi jaaye ki roli ne heater aur kaali mirch nahi rakha to bhi simar ko apne kiye pur afsos nahi hoga .
Mujhe toh Simar shuru se acchi nahi lagi...saloni ke features toh bahut sundar hai per Simar ke...khair.aapko pasand hai to hai. Mujhe toh shuru se hi Roli hi pasand hai uska character uske features.Originally posted by: surabhi01
maine jub yeh serial shuru shuru mein dekha tub mujhe simar ka character aur acting saat phere ki saloni ki tarah laga waise hi shaant aur kum bolne wali pur saloni simar ki tarah dumb aur hamesha roti hui nahi dikhayi di