A new taaza taaza lunch time kalaam
Oh Suhana, bholu ki bholi
Tu hawaldar ko kiya na booli!
Shukar kar Khair Mana
hawaldar tha thoda khiska hua
jo woh hota asli wala
drawing room ki ( drawing room is the nick name of interogation room)
tum dono ko sair karata.
Oh Suhana Bholu ki Bholi
Tu samajhti khud ko Robin Hood ki Pooti( grand daughter)
Thanay Ki safai say tujh ko kiya hai bhai
Tu wahan kiya apnay honey moon pai aai.
Parta jo us mai ka haath tujhay
Yaad aajata tujhauy apni naani ka bhai.
Shwetha where are you?? waiting for your master peice.
And one more thing I want to say thanks to all Indians who were at the CWG yesterday for giving a very warm welcome to my country men and women ( Pakistan) thank you India , thank you very much, and it was a fab job , baknay do goron ko Delhi did an excellent job.