Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar Kisi Ko Dekhna Ho Gar
To Pehle Aake Maang Le Meri Nazar Teri Nazar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar Ye Ghar Bahut Haseen Hai
Ye Ghar Bahut Haseen Hai Ye Ghar Bahut Haseen Hai
Yahan Mahak Wafaaon Ki Mohabbaton Ka Rang Hai
Ye Ghar Tumhara Khwaab Hai Ye Ghar Meri Umang Hai
Na Aarzoo Pe Qaid Hai Na Hausle Pe Jung Hai
Hamaare Hauslon Ka Ghar Hamaari Himmaton Ka Ghar
Yeh ghar bahut haseen hai
Jagjit Singh
Apna pehla ghar mil ke sajana
Uski har cheez to apni pasand se lagana
Choti choti baat ke liye ladna
Aur phir jaldi maan jaana
Inn lamhon ko jisne jiya hai
Woh hi jaante hain ki yeh zindagi ke sabse haseen pal on mein se ek hain
I am loving this Kumud
She is what I had always thought she would be
Teekhi tez yet loving and generous
Their cute cute fights
Their roothna manana
The way Saras was teasing her about the couch
The fight over the TV, the car, the mata ki murti!
All that was super delightful
Saras planing to feed his kumudiya idlis
Poor dears, no privacy on a Sunday afternoon in Mumbai sheher
The best scene of course was the sexy bai
Line maroing on Saras , and jealous Kumud
Another dil ki tamanna fulfilled
Ratnanagri main kusum ji was back
Good to have back Shiney, hope you are well now!
Anushka takes her revenge
With the itching powder
And poor kabir is decidedly so uncomfortable
Wonder why he didn't tell everyone that anushka had played a trick on him
The bachchon ka khel continued
So another great day in Mumbai
You all have to see it
It was so adorably cute!
The little trivial simple pati patni wali fights
Were super delightful!
Waise Prashant ji can just walk into their house or what?
Mannerless!
Aur uss deewar mein aisa kya hai?
Aur Saras, I thought you guys were here for 6 months
Why are you taking cable connection for 1 year
Waise I thought in Mumbai you had to have a set top box?
Cable? Abhi bhi?
10/10 to the writer who wrote the Mumbai part - finally you got Saras and Kumud's relationship right!
Also10/10 to the little 3rd grader who wrote the RN part
Good work from the little kid who thought up the whole khujali powder thing!