Bus sab ke dil me Humanity ho to life sub ki ban jaye everything will be fine.
🏏T20 Asia Cup 2025 India vs Pakistan, 6th Match, Group A, Dubai🏏
🏏T20 Asia Cup 2025 Ban vs Sri Lanka, 5th Match, Group B, Abu Dhabi🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai, 14th Sept '25 Episode Discussion Thread
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 14th Sep 2025 - WKV
KIARA THROWN 14.9
Two contradictory dialgues in single episode? Aurton se Rude nai hona?
When a lie is repeated hundred times…
Katrina won't announce her pregnancy, is she?
Bb top 5 - guess
Prayansh Aransh Anpi FF: Swapnakoodu
Cocktail 2 begins shooting with Shahid ,Kriti and Rashmika!
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 15, 2025 Episode Discussion Thread
What happened to Tiger Shroff? Why did he decline?
Which movie is your 1st choice on 2nd October?
Malla and ARS running crime list
Did Karishma deserve the best actress award for Raja Hindustani?
TRAUMA DRAMA 15.9
Sidvi FF: Chocolate (continued)
Conceiving of PL…
Bus sab ke dil me Humanity ho to life sub ki ban jaye everything will be fine.
Now know your Good/Bad qualities itni familiar kyon hai.
Originally posted by: Jaadoogar
No, everybody has purpose of life, beghair matlab ke kucch nahin hota, har cheez kamatlab hota hai woh alag baat hai ke purpose ko fulfill kia ke nahin
matlab maanein meaning 😉...purpose is different...jasein gandhi ji ka ek purpose thaa...martin luther ka purpose thaa.. and they fulfilled it to a extent...
Zarrori thore hai ke sab insaan ka purpose aisa ho jisse sabh log jaane.
nahi zarori nahi hein....as long as u know it thats what it matters...mein to ek eg dae rahi thee ki" purpose aur menaing mein kyaa fraq hota hein"..purpose is bigger then meaning...meaning can be for ur good and for the people around u...but purpose is much bigger.Purpose woh hota hein jissae aap aasmaan aur dhertii ko hila saktein ho.. ssager ki lehar ka rukh badal saktein hoo... how many of us can do that??? yes you donot have to be M. gandhi for that ...but still how many of us are truly capable of finding it and doing it...
Lagta hai aapne Krisshh kayee baar dekh liaa...😉
nahi dekhii..maenein peechlae 2 saal sae koi bhi nayi movie nahi dekhi
... Bina purpose ke insaan waisa hota hai jaise bin Jal macchli...Haan purpose ko pahchanne mein time lagta hai...Jab trees, animals, paththar aor pahaar, nadi aor saagar ka purpose hai to insaan ka purpose kaise nahin..
nadi , tress ka woh purpose nahi ..that is how they live...its what they are ...yeh to kudrat ka niyam hein ..ki trees , saager ko kyaa kerna hein.. khuda nae unko aasaa bana ya hein.. lekin insaan kae paas choice hoti hein..to find meaning and purpose??? and we are not that great to find purpose...all the time...ager meaning samajh lae ki humnae jeevan ko kiss tereh bitaana hein to itna hi kaafi hein..usually we go round and round to find purpose and end up loosing the meaning...😉
Accha sabse easy purpose fulfill kijiye aaj: One hour ekaant mein baithiye, and note down just 10 purposes of your life since childhood and see how much did you fulfill... You know jo red highlight kia aapne usmein bahut deep thought involve hai...😉
nahi mera koi purpsoe nahi hein...I still havnt found anything..
Main ne one hour bola thaa..itni jaldi thore pata chalega...Tabhi to one hour kaha thaa..
aree bola naa adhi zindigi nikal gayi hein 😆😆
ha kudrat nae mujhae
1.ek gher mein janam diya ..
2.beti banaya
3.behan banaya..
4. phir aagein biwi
aur ma banaya
...in sub per mera kuch khaas yogedaan nahi hein..it was done...
now ....you can say that may be half of my life is already done or may be more..aur abhi tak what have I done???in my books nothing??? not a single purpose...zamin asmaan to hila hein..😆😆..ha ager meaning jaan ker usko apnae buchae huayein jeevan mein dhaal sakoo to jiwan safal ho jaayein 😃
(Apply one hour formula)
1 hr?? chalo maan laetii hoo aapki yeh baat...😃
.Actually humlog IF mein baithe baithe sonchne lage hain ke life ka koi purpose nahin hai...
😆😆😆
my point of View... Updesh nahin de raha...😡😉
aapka POV ser maathein pae 😛...😆
Thank You😃
kabhi kabhi baat sun laeti hoo... mein bilkul gussa nahi hoti 😉
iska matlab yeh ke main ne ghussa hone waali baat kahi aor aapne mujhpe raham kiaa ke ghussa nahi huin...😉
😆😆😆
nahi aapnae mujhae gussae wala icon dekhaaya thaa ...deraanae ki koshish ki thee 😉
nahi baba assii baat nahi hein..usually it is the other way around ..loge gussa ho jaatein hein..mujhsae ..lagta hein aapka tolerence level bhi high hein..😉
Originally posted by: Jaadoogar
Paalavi jee aapne ek sentence mein sab kucch kah dia, this is the basic purpose of life...
achcha kaha aapnae....humanity sae hi baaki sub baatein evolve hoti hein..
( leo sae jeetna mushkil hein aur mein koshish bhi nahi kerti)...
Originally posted by: Jaadoogar
Ab bataye aapka yeh purpose hai na? Problem solved, Sareg aa jaao bhai ab apna ghar sambhaalo.😆
ha maan liya maenein..😡...aab gussa aa raha mujhae 😆
Originally posted by: Jaadoogar
Ab bataye aapka yeh purpose hai na? Problem solved, Sareg aa jaao bhai ab apna ghar sambhaalo.😆
matlab kyaa sareg kae seepaahi hein yaa lawyer😕 😉
Thanks, meri baat to sahi hai per Zee - Ismail Fan bolo nahi to maregi aapko.