Part_6
Ikhtiyar stared blankly at Razia, trying to let the facts in
Ikhtiyar; ye kesi mohobbat hai? apni mehbooba ka zawal?
Razia; mohobbat jab hadh se paar hojaye to wo junoon ban jati hai, junoon aag ki tarah hota hai, jitna
badhta hai utna hi jalata hai, aur akhir main sb khtam kr deta hai, Razia ne Malik k baar baar kehne pe
bhi unse niqaah na kiya, aur phir jab wo subedaar ban k Bhatinda chalegaye, toh Turk amiron ne
Malik k junoon ko hi Razia k khilaf istimaal kiya, ek habshi jisko Sultan ne bohot aala maqamat diye
uske saath unke afwayen phelai, Malik se ye sb bardasht na hua, aur isiliye unhone Razia Sultan k
khilaf jung ka ehlan krdiya, jung k baad us habshi ko Malik ne maar diya aur apni Razia ko apne saath
Qila Mubarak le gye, aur phir dono ka pyar phirse parwan chad gya aur dono ne shadi krli
Ikhtiyar; oh..toh jealousy was the case, aap ne toh hamen dara hi diya, wese aapko hum bta den
mohtarma, agar aapki afwa kisi k saath pheli na, toh hum bhi aapko utha k le jayenge, aap ka naam
bhi kisi aur k saath judna hamen gawara nahi
Razia blushed and looked away.
Ikhtiyar; acha hamen maaf krdijiye humne badtameezi ki aapke saath
Razia; koi baat nahi
Ikhtiyar; wese mohtarma...(he came close to her from behind and whispered in her ear) is crush ko
ab aur mat badhaiyaga, kyun k humara junoon bhi kuch khatarnaq hai, aapke is Malik se bhi aapki
mohobbat hamen gawara nhi
he left. Razia sat down on her bed and hid her face in her pillows. Shazia came to her after some time
and Razia told her what happened
Shazia; teri in khushiyon ko nazar na lage bas, lagta hai tumhen tumhare Malik Altunia mil hi gaye
aakhir...
Ikhtiyar went to the airport to pickup his brother, and while waiting he kept making irritated faces.
Zaroon; kya miyan, bhai a rha hai tumhara aise chidne ki kya zarurat hai, kitna pyar krta hai wo
tumse
Ikhtiyar; meri jooti, pyar wo sirf khud se krta hai, aa kyun nhi rha
Ittefaq; chod do Zaroon, ye apni fiqr ko ghusse ka naam de k bachpan se hum sbko bewaquf bna rha
hai, jaan basti hai iski Feroz main
then they heard a voice.
"ikhtiii" they turned their faces in the direction of the sound and saw Feroz running towards them
with his arms open, Feroz Mirza, Ikhtiyar's younger brother, was handsome, intelligent and cute. He
came running and hugged Ikhtiyar.
Feroz; ikhti mere bhai
Ikhtiyar; hatho saans nahi a rhi mujhe
he pushed him away
Ikhtiyar; aise koi airport pe krta hai? bade kab hoge tum?
Feroz; chalo chodo main bada na hua na sahi, pr humne suna hai koi hai jo bht bada hogya
Ikhtiyar; kya matlab?
Feroz; suna hai..hamari bhabhi ki entry hogai hai
Ikhtiyar looked at Zaroon and Ittefaq in anger, they lowered their heads
Feroz; inhe kya dekh rhe ho, ye nhi btate to kya mujhe pta nhi chalta, khair, kahan hain wo? kon hai,
hamen kab milwa rhe ho?
Ikhtiyar; kabhi nahi!!!!!!!!!!
Feroz; jao mat milao, hum khud mil lenge
they all went home, and Feroz was welcomed by his mother with open arms, Ikhtiyar was irritated as
they hugged.
Ikhtiyar; aap log ka hogaya ho toh khana lagwa den, humen bhookh lagi hai
Feroz; ami ye abhi tk humse jalta hai
Ikhtiyar; jale hamari jooti
Feroz was going to his room, when he tripped
Feroz; aahhh
Ikhtiyar ran to him.
Ikhtiyar; Ferozi...Ferozi tum theek toh ho na, ziada chot to nhi lagi?
worry lines were prominent on his forehead, Feroz smiled and hugged him.
Feroz; I love u Ikhti...
Ikhtiyar made a face again but hugged him back.
Turakshanda; mere pyare bete..sadqe jaon
After dinner, Ikhtiyar and Feroz lay together and talked.
Ikhtiyar; bht hi ajeeb si hai wo, pagli si, pr bht hi pyaari, itni pyari hai k main...main bta nhi skta
Feroz; aww..i wish u all the best , dekh lena teri shadi me main kese dance krta hun
Ikhtiyar; pr ek problem hai
Feroz; kya?
Ikhtiyar; wo..wo ek historical character ki deewani hai, aur esi wesi nhi...matlab..obsessed hai...and i
hate it
Feroz; yr ab tum bhi na
Ikhtiyar; main puri jaan laga dunga k wo us Altunia ko bhool k sirf aur sirf apne is Ikhtiyar ko yaad
rkhe
On the other side, Razia was drwaing a new sketch of ALtunia, and this time she drew a face, Ikhtiyar's
face as Altunia's
Razia; aap hi hamare Malik hain...hamen to yaqeen hi nhi hta k aap sach main hain Malik, sach main
hain
she kissed the sketch and held it close to her heart.
Razia; mere khwabon ka Malik