Originally posted by: loveshanak
that was a sweet😊 and short 😡update Shiksha😆...but .loved it
especially the part where Khanak prays for Shaan and Shaan for Khanak.....lovely...looking forward for d next part...
🏏T20 Asia Cup 2025 India vs Pakistan, 6th Match, Group A, Dubai🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai, 14th Sept '25 Episode Discussion Thread
KIARA THROWN 14.9
When a lie is repeated hundred times…
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 15, 2025 Episode Discussion Thread
TRAUMA DRAMA 15.9
Cocktail 2 begins shooting with Shahid ,Kriti and Rashmika!
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 15th Sept 2025.
What happened to Tiger Shroff? Why did he decline?
Which movie is your 1st choice on 2nd October?
Malla and ARS running crime list
Did Karishma deserve the best actress award for Raja Hindustani?
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Oman, 7th Match, Group A, Abu Dhabi🏏
Anupamaa 15 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Kaun banege PL ke Mummy and Papa?
Conceiving of PL…
Sidvi FF: Chocolate (continued)
BALH Naya Season EDT Week #14: Sept 15 to 19
Katrina Kaif Is Pregnant
🏏T20 Asia Cup 2025: SL vs HK, 8th Match, Group B at Dubai🏏
Originally posted by: loveshanak
that was a sweet😊 and short 😡update Shiksha😆...but .loved it
especially the part where Khanak prays for Shaan and Shaan for Khanak.....lovely...looking forward for d next part...
PART 9
Shaan & khanak sat on the bench & talked for a long time. They were about to leave when khanak saw that at a stall there was a family in which there was a little girl of about 6 or 7 years & she was roaming & playing with her mother & father. The girl was holding her mother's & father's hands & was walking like a small baby walks & was enjoying a lot. Khanak stood still & observed them from a distance & tears welled up in her eyes & shaan kept walking because he didn't notice that khanak had stopped walking but after sometime he realized that khanak was not with him he looked at the back & saw khanak standing there staring at some people he went back to khanak & kept his hands on her shoulder & wiped her tears & both of them went & sat in the car
In the car
Shaan:- khanak tum theek toh ho na dekho please unke baare mein kuch mat socho, haan tum ek kaam karo tum mujhse baat karti raho theek hai
Khanak:- relax shaan main bilkul theek hoon bas woh us time pe mujhe mom aur dad ki yaad aa gayi thi par ab main bilkul theek hoon
Shaan:- pakka
Khanak:- haan baba pakka
Shaan:- promise na khanak tum mujhse jhooth toh nahi bol rahi na tum pakka promise theek ho na
Khanak:- haan shaan pakka promise main bilkul theek hoon aur bhala main tumse kyun jhooth bolungi
Shaan:- ok
Now it was 9 at night so shaan asked khanak if she wants to have dinner outside only
Shaan:- khanak ab 9 baj gaye hai toh ab hume dinner kar lena chaiye
Khanak:- haan
Shaan:- toh tum dinner kahin restaurant mein karna chahogi
Khanak:- mujhe problem nahi hai kaise bhi chalega
Shaan:- toh theek hai aaj main tumhe Mumbai ke best restaurant mein lekar chalta hoon & woh mera favourite restaurant bhi hai
Khanak:- cool
Shaan drove to his favourite & the best restaurant of Mumbai
In the restaurant
The waiter came to receive them
Shaan:- a table for 2 please
Waiter:- yes sir
Then the waiter took them to the inside of the restaurant where there were all romantic couples seated & the place was also very romantic. There were red & white balloons all over the place & it was dark with a little bit of moonlight coming & very dim light on the top of every table & the table had a candle in the center. The waiter made shaan & khanak sit & he lighted the candle which was in the center of the table & so it was shaan & khanak's candle light dinner. The waiter then left & firstly for some time shaan & khanak looked at each other & then the waiter got the menu cards gave it to them & left from there
Shaan:- tum kya lo gi khanak
Khanak:- mujhe kuch bhi chalega
Shaan:- bolo na khanak tumhe kya pasand hai
Khanak:- mujhe sab kuch pasand hai shaan tumhe jo pasand hai woh order kar lo
Shaan:- nahi
Khanak:- matlab????
Shaan:- arre mera matlab hai aaj meri pasand ka nahi sab kuch tumhari pasand ka hoga
Khanak:- and kya main pooch sakti hoon aisa kyun?
Shaan:- nahi
Khanak:- ab nahi ka matlab kya hai shaan
Shaan;- nahi matlab tum nahi pooch sakti
Khanak;- shannnnnnnnnnnnnnn
Shaan:- khanakkkkkkkkkkkk
Khanak:- shaan please
Shaan:- khanak please
Khanak:- shaan main yahaan se chali jaungi agar tumne mujhe aur irritate kiya toh
Shaan:- ok jao par yeh toh batati jaao ki maine tumhe kahaan irritate kiya
Khanak:- tum mujhe itni der se irritate hi toh kar rahe ho, mere sawaal ka jawaab nahi de rahe
Shaan:- kaunsa sawaal
Khanak:- shaan bano mat
Shaan:- khanak bolo na kaunsa sawaal
Khanak:- maine tumse poocha tha na ki aaj sab kuch mere pasand ka kyun order karna chahte ho
Shaan:- oh woh sawaal, aise hi
Khanak:- theek hai main ja rahi hoon tum akele hi dinner kar lena
Khanak got up to leave but shaan held her hand & got up from his seat.
Shaan:- khanakkkk, main toh mazaak kar raha tha, chalo ab yahaan betho
Shaan made khanak sit down on the place where she was sitting & sat on his knees in front of her & held her hands & said :- khanak, main toh tumhare saath mazaak kar raha tha aur tumhara question tha ki & shaan starts acting as if he is thinking what her question was & then khanak became angry & pouted at him & was about to get up but he stopped her from getting up by holding her shoulders & made her sit down by holding her shoulders & said;- haan baba yaad hai tumhara question kyat ha, tumhara question yeh tha ki main aaj tumhare pasand ke khane ka order kyun de raha hoon right
Khanak nodded her head in a yes & said
Khanak:- haan par ab answer toh karo mere question ko, khanak said in a very cute way making a very cute face
Shaan just laughed seeing her expressions & her way of talking
Shaan:- ok baba toh tumhare question ka answer yeh hai kyunki aaj tum pehli baar iss restaurant mein aayi ho aur usse bhi zyaada important baat ki aaj tum mere saath aayi ho tumhare shaan ke saath aur jab bhi tum mere saath hogi tab main tumhare liye woh time itna special bana doonga ki tum apni poori zindagi mein kabhi bhi mere saath bitaya hua waqt nahi bhoologi, shaan said in a very romantic & flirtatious way but with lots of intensity in his eyes
Khanak was just lost in his eyes & the way he was expressing his feelings
Khanak (held shaan's hand):- shaan tum meri life mein jo importance rakhte ho woh tum bhi nahi jaante , shaan ka hona khanak ki zindagi mein bahut ahmiyat rakhta hai aur shaan ke saath spent kiya hua har moment khanak ke liye waise hi special ho jaata hai shaan ke hone se hi special ho jaata hai aur shaan ko khanak apne marne ke baad bhi kabhi nahi bhula paayegi.
Shaan & khanak were lost in each other's eyes & in the background rang badalti odhni's title song was playing & after the song got over the waiter came & their intense moment was disrurbed
The waiter came & said sir aapne apna order decide kar liya hai kya
After listening to the waiter shaan went & sat back on his knees & told the waiter to come after 5 minutes so that they could decide the order. The waiter agreed to them & went
Shaan:- so khanak tum kya khana chahogi
Khanak told shaan what she liked to have & the waiter came after 5 minutes & shaan told their order to him.
The waiter took the order & left & shaan & khanak started talking in general about the life of Mumbai & delhi but shaan decided not to talk much about delhi as he knew khanak would be upset thinking of delhi.
The waiter then came with their dinner & served them.
Shaan & khanak started eating their food & after finishing their food shaan signaled the waiter to come & clear up the stuff & get the bill
The waiter got the bill, shaan paid the amount
Shaan:- chale khanak
Khanak:- haan chalo
They left from there.
cute one... waiting for the next part