Originally posted by: rajnish_here
some more
1-Maine jab chaha tab tab tum jaage,
wah wah wah wah
hamne jab chaha tab- tab tum jaage,
wah wah wah wah
kyuki aapke ghar ki ghanti hum hi baja kar bhage😆😆
2-LOVER BOY (standing at platform) : Yeh din, mahine, saal gujar jayenge mere yaar....... Jeena hai sirf mere liye is baat ka rakhna khayal.......!😭
GIRLFRIEND (irritated) : jab tak hai dil ko tera khayal... aur mera wallet hai malamaal.... yeh din, mahine aur saal toh U gujar jayenge mere yaar....!😊
par agar jeb ka bura hua haal... ya phir baap ne suja diya mera gaal...., toh majboori me karna padega, koi aur BAKRA halaal....! 🤣
3-Harbhajan to his wife,darling, kya main tera pahila pyar hoon,
Wife : Kardina sardar wali baat,spinner ko kabhi opening milti hai kya.😆
4-Sapna dekho to usse apna bana lo ya phir usme kho jaao,
dost banaao to usse apna bana lo ya usme kho jaao,
agar kuch bhi nahi kar sakte to bistar main let ke so jaao