Asad knocked zoya's room hesitantly and zoya opened the door lookin at asad emotionlessly.asad felt sharp pain in his chest seeing his ever smiling zoya with such a stone face .
Asad asked hesitantly:kya main andar aasakta hoon.
Zoya :aapka ghar hain aapki marzi she said casually and went inside.she sat near ayaan and patted him to make him sleep.
Asad kneeles down near zoya ,took her hand in his and said with tears:mujhe maaf kardo zoya Maine tume bahut takleef di hain I'm really sorry.Magar ayaan ki mout ne mujhe andha bana diya tha.tumari masumiyat jaante huwe bhi mai apne aapko tume takleef pahunchane se rok nahi paaya.mai kya karta zoya mai hamesha se aisa hi tha .Abbu ke hame chodke jaane ke baad mai apne AAP ko sakht banalia tha.ammi aur najma ke alawa kisi se pyaar nahi karna chahta tha.magar ayaan ek aisa insaan tha jisse mai Sabse zyada pyaar karta tha aur uski mout ne mujhe naa jane kyuj utna andha kardiya ki sach jaante huwe bhi mai apne aapko Uss sach ko qubool karne ke liye mana na paaya.I know zoya yeh reason mere galtiyon par parda dalne ke liye kaafi nahi hain.Magar mai bas ek mauka chahta hoon sirf ek maika hamari zindagi phir achi karne ka .hamari duniya ko phir khoobsurat banane ka.he said pleasdingly.
Zoya heard him without any expression nd got up removing her hands from his and stood near the window nd said calmly:asad jab ek baar koi mar jaata haina toh chahe AAP laakh koshish karlo woh zinda nahi hosakya.usi tarah meri andar ki rooh mar chili hain.aur AAP chahe kuch bhi karlo woh ab zinda nahi hosakti.Maine AAP par apne AAP se zyada vishwas kiya tha .apne AAP se zyada pyaar kiya tha,shayad tayi galti thi meri Jo Maine aapko apne aapko utna chot dene ka haqq diya.aur aapne mujhe USS jagah chot pahunchai jahan bahut dard hota hain.aaj Maine apne sasre rishte khodiye hain aur aaj yeh kadwa sach bhi jaana ki mere baap ne meri maa ka katl kiya.aaj mai aise andhere mein ghiri huwi hoon ki kisi bhi taraf ujala nazar hi nahi Aata.mere jeene ka maksad sirf ayaan hain.aur kuch nahi.aajse mai sirf ayaan ki maa hoon aur kuch nahi.mai aapko maaf nahi kar sakti kyunki aapko maaf karna se mere marhoom bacche ke saath nainsaafi hogi isiliye plzz AAP jaiye yahaan se.
Asad:zoya...
Zoya:plzz AAP jaiye mai ISS asar kuch sochne samajhne ki takat nahi hain.
Asad:theek hain zoya Magar mai waada karta hoon apni aakhri saans tak mai tumari maafi ka intezaar karunga .he said the room saying that.
After that day asad everyday tried to gain zoyas forgiveness but zoya dint budge .it seemed asthough she had steeled herself nd had decided not to feel any emotions anymore as it oly hurt.asad everyday kept flowers near her bed which zoya regularly threw in dustbin.he made breakfast for her which was left untouched.he bought her favriote dresses which were left untouched in the cupboard.he asked forgiveness everyday which was royally ignored.the oly thing which connected zoya and asad was ayaan.this little soul was oly capable of providing their burning souls some relief.they were seen together oly when ayaan fell ill or when they had to take him to hospital for vaccination.in between this najma got married to imran which was the oly time asad saw zoya smiling after long.after aasiya got married nd shifted to Bhopal.zoya and aasiya decided to start an event management company as the home which was once zoyas heaven made her feel suffocated.this was their routine from 2 nd a half years.but even today asad tried to gain forgiveness and even today zoya ignored him like a stranger.many a time she also spit venom on him referring to their child's death making the wounds of asad fresh .asad was also behind zoya when she decided to punish her father.he was the one who worked day and night to gather proofs against ghafoor .eventually ghafoor nd razia were declared culprits nd were imprisoned for 14 years.this was the oly time when zoya looked genuinely happy .
Precap:asads accident..
Note:guys today is my haldi nd nikah tomorrow.I'm not sure when il be able to update again.but il surely try to finish this story whenever I get time there is oly two or three chapters left .thank you for ur love,appreciation nd patience will try to see you soon.
124