Chapter 45
Asad was bought to consciousness by a helpful waiter who made him reach his home.dilshads heart pained seeing her two children in such agony.asad became more recluse nd immersed himself in work after zoyas miscarriage.zoya too became a living dead who would eat ,sleep and breathe without Any emotions.
After 15 days another tragedy fell upon zoya when the news came that her youngest and most beloved Mami ,mama and nana passed away in a accident.
The Khans reached there to pay tribute to the dead and first time after her miscarriage zoya reacted.she cried and cried till she was exhausted.it seemed all her pain was coming out today.dilshad was glad to see zoya showing some emotions.whereas asad felt as though he was stabbed with her each scream.after doing the last rites the men returned.aftr having dinner a deep discussion started as to who will take care of zoyas mami's son ayaan who was just 6 months old .her other two mami's declared openly that they won't take care of any other orphan giving pointing looks towards zoya.but before zoya could speak it was asad who spoke sternly
Asad:kisiko bhi pareshaan hone ki zarurat nahi hain.aajse ayaan mera..looking towards zoya hamara beta kehlaayega.hum ise legally adopt karna chahtey hain .
Zoya:haan Mami aap log fikar naa kare mai yahan ek aur zoya ko panapne nahi dongi aap logon ke saath ise rakhna matlab iski zindagi barbaad karna hain.said zoya angrily shocking her mamas nd mamis as she raised her voice for the first time.hearing her her mamis answered venomously.
Mami one:waah waah dekh rahe hain aap maryam ke abba yeh ladki jisko hamne pala. Posa bada liya rehne ko aalidhaan chat aur khane ko Khana diya aaj yeh kehti hain ki hamare saath Rehna sazaa ke barabbar hain.bilkul apni maa par gayi hain woh bhi ehsaas faramosh aur yeh bhi.usko toh apne galtiyon ki sazaa milgayi.jiske saath bhaagi thi usine maar dala use.tujhe bhi maar dalta agar abbujaan na aatay samay par .
Zoya was shocked her Abbu killed her ammi??,but weren't they dead??how can her Mami say somethin like that about her dead father:BAS KIJIYE MAMI ITNA MAT GIRIYE MUJHE DARD PAHUNCHANE KE LIYE MERE MARHOOM ABBA KE UPPAR ITNA GHATIYA ILZAAM NA LAGAAYE she said in a loud anger tone.
Mami 2:awaaz niche kar ladki,jis abba ke itne gungaan kiye jaarahi haim na woh beshara aadmi aaj bhi zinda hain.apni dusri biwi aur beti ke saath ayyashi kar raha hain.aur usne tere ammi se shadi sirf jaidaad ke liye ki lekin jab abbujaan ne tere ammi ko jaydaad se bedhakhal kar diya usne bhi tere ammi ko apne zindagi se bedhakahal kardiya.agar hamari baat ka yakeen na Aata ho toh jaa Bhopal ke mashoor insaan ghafoor farukhi ka pata laga aur usse yeh sawaal kar wo hi tera Abbu hain.
Zoya slumped on the floor muttering yeh nahi ho sakta,yeh sach nahi hain.her mamas felt bad for her but were unable to do anything as their wives were glaring at them asad supported zoya along with a shiocked najma and dilshad.
Mami one:yeh tamasha ghar ke baahar jaake karo aur ISS musibat ko bhi lejao aur hame chain se jeene do she said handling a crying ayaan to asad.asad glared angrily at them and left with dilshad and najma bringing a shattered zoya behind.
As soon ayaan saw asad he stopped crying and gave him a very beautiful smile.making asad smile instantly.he could clearly see his little brother in little ayaan nd his readily acceptance to asads warmth provided him with solace with he was lacking from ayaans death.
When the car was nearing Bhopal.zoya ordered the driver to take them to farooqi mansion.
Dilshad:par zoya wahan kyun???
Zoya:mujhe apme sawaalon ke Hassan chahiye ammi abhi ISI asar .mujhe mere ammi ke liye insaaf chahiye she said in a flat tone.all kept quiet knowing well that zoya has a right to seek answers.ayaan had slept by now nd asad carefully left him in his seat asking driver to take care of him following the ladies inside.
Farooqi mansion
Zoya came inside and saw everyone having breakfast.shireen immediately got up nd made her way towards zoya .
Shireen:phir aagayi tum .are mera beta cheen kar chain nahi Mila Jo phir aaagyi.
Zoya:aapke bakwaas sunne nahi Aai hoon mai,mai yahan Mr ghafoor farooqi se Milne aayi hoon unhe bulaiye she said syernly.
Shireen:tum hoti...
Zoya:kaha na aapki bakwaas nahi sunne mujhe .aapke bete ki maut Allah ne likhi thi bekaar mujhe uski mout ka ilzaam deke pareshaan mat kijiye.agar aapke bete ko gaadi chalani nahi Aata toh mera kya kasoor.Jo dekho ilzaam diye jaa raha hain she shouted angrily.
Razia:utna sab karne ke baad bhi zubaan ladate huwe sharam nahi aati ladki.tere wajah se ayaan Mara aur tere hi karan aaj mere bacchi zinda laash bani huwi hain.dekh ise na kuch bolti hain,naa kuch mehsoos karti hain.she said showing humeira who was sitting like a statue staring in space.
Zoya:phir wahi ilzaam koi mujhe batayega mera kasoor kya hain she said getting frustrated.
Shireen:tumara gunaah yah hain ki tumne mere bete ke jazbaat ke saath khilwaad kiya .use pyar bhare khat likh kar uske man mein apne liye pyaaz jagaya.aur jab use pata Chala ki tum asad ki.biwi ho to tutgaya mera baccha.utna udaas hogaya ki apni zindagi khatam karli.
Before zoya could answer ,humeira spoke first time after ayaans death making everyone happy but her next words shocked everyone and took away asads land beaneth his feet.
Humeira:woh khat Maine likhe the phupu zoya ne nahi.ya Allah is ek galat fehmi ne nikhat mera ayaan cheen liya kyun kiya mainr aisa.kyun directly nahi kahi Maine ayaan se apne dil ki baat .kyun zoya se khat likhwaye Maine taaki meri handwriting se ayaan ko pata nahi Chaley.kyun Allah kyun maine itni badi galti kyun ki shouted a guilt nd pain ridden humeira slumping on floor making razia heartbroken seein her daughter in soo much anguish.
Asad was competely distraught:ya Allah yeh kya kiya Maine. Apni zoya par Maine bharosa nahi kiya .kaise sudharunga apni galti mai ..
Zoya:agar yeh tamasha khatam hogaya ho to mujhe Mr farooqi se milna hain ..
Farooqi:kya baat karni hain tume dekh nahi rahi ho mere beti ki kya halat hain.he asked angrily.
Zoya:aapki beti aapke karmon ki sazaa bhugut rahi hain Mr farooqi.merr ammi kobhhi aise hi.aasun diye the aapne.seeing his confused face she said oh bhool Gaye kya mai yaad dilati hoon.mere ammi yaani aapki biwi zainab.kuch yaad aaya.ghafoor went pale hearing it.mai bas yeh kehne Aayi hoon ki mere ammu ke khoon ka badal mai zaroor longi.aapko apne karmon ki sazaa zaroor milegi.yaad rakhna.she turned to go but stopped hearing ghafoor.
Ghafoor:zoya meri bacchi...he said emotionally.
Zoya angrily turned:khabardaar agar aapne apni gandi zubaan se mujhe apni beti kaha toh.aap toh insaan kehlaane ke layak nahi hain .shauhar aur abba toh door ki baat hain .apni sazaa ke liye tayyar rahiyega Mr farooqi she said and left .
Precap:repenting asad ..unforgiving zoya...
Note:the thing for which zoya couldn't forgive asad was her miscarriage nd nothing else.
Edited by farru786 - 10 years ago
124