Part 11
Asad's POV
Asad is resting on his bed. He is thinking abt all d times he insulted n hurted Zoya by her clothes, way of living n being modern. He recalls calling her bad example for girls. He recalls himself teln her on their 1st meeting dat no one ever talked to him in dat way wid Zoya retorting dat dats d reason he became mannerless. He also recalls Zoya teln him dat if he does not hv d manners to talk then he sud just shut up. Zoya ka kabhi na kabhi to mujhpar gussa hona hi tha. Main itna educated aur successful businessman hokar aisa stupid old-fashioned thoughts kaise sochta tha. Main itna regressive behave q karta tha aur sab par vahi thoughts daalta tha. Aaj Waseem ki vajah se use vo regressive aur irritating Asad yaad aa gaya aur vo mujhpar itna gussa ho gayi aur usne mujhe thappad bhi maar diya. Jarur mujhse firse koi galti ho gayi hogi.
Zoya's POV
Zoya is resting on her bed thinking abt d times wen Asad used to play pranks wid her her n wen Asad told Dilshad dat Zoya sud be in her usual jeans wen d guy comes to see her cuz he wants d guy to like Zoya as she is. Ye maine kya kar diya? Asad par q gussa kiya maine? Vo to sachmuch badal gaya hai fir bhi maine uss par Waseem k vajah se bahot gussa kiya aur uss par galat ilzaam lagaaya. Usine to muje kaha tha ki muje mere normal kapdon me ladke aur uske gharwaalon k saamne aane ko. Muje use thappad nahi maarna chaahiye. Uski to koi galti thi hi nahi. Use kya pata hai ki mera ek chhota bhai tha jiska kuch ata pata nahi hai.
Asad's POV
Main Zoya ko aaj tak jitna bhi hurt kiya hai, jitna bhi insult kiya hai aur kal k statement k liye kal usse maafi maagunga aur convince karunga ki main pehle jaisa nahi nahi hu.
Zoya's POV
Main aaj Asad par galat ilzaam lagaane k liye aur use thappad maarne k liye kal usse maafi maangungi aur hum dono firse pehle jaise friends ban jaayenge.
Both Asad n Zoya r shown on d split screen.
In d morning, Akram comes to Asad's house for some office work. Asad n Akram sits in d hall. Zoya wakes up n gets fresh. After bathing, she wears a red T-Shirt n black jeans mini-skirt wid black leggings underneath it.
"Main abhi baahar jaakar Asad se maafi maang leti hu kal k liye," said Zoya.
She goes outside her room. She does not know dat Akram came in d house. Zoya comes near d hall entrance n is shocked to see Akram sitting wid Asad.
"Sir, aaj kal ki ladkiyon ko to bilkul manners nahi rehta hai. Khaas karke NRI ladkiyan. Unhe to apne mulk k culture k baare me kuch pata hi nahi rehta hai qki vo foreign me jo rehte hai. Ab aap Zoya Farooqui ko hi dekh lijiye. Use to apne culture k baare me to kuch bhi maalumaat nahi hai isliye to vo humesha jeans pehenti hai. Agar uske khud k ammi abbu hote to shaayad usme tehzeeb aur tameez jarur hoti thi," said Akram.
"Ye Akram kya bole jaa raha hai?" thinks Asad wid uninterest.
He is then shocked to see Zoya watching their convo near d hall entrance wid angry n hurt expressions on her face.
"Ya Allah, ab kya hoga?" thinks Asad in panic.
"Akram, tum jao. Hum office ki baaki baat baad me karenge," said Asad.
"Okay Sir," said Akram n went away.
Asad goes to Zoya but she luks @ him angrily n goes away 4m him.
"Zoya, meri baat suno," said Asad.
"Muje jo sunna tha maine sun liya," said Zoya angrily still walking away 4m him.
He follows her @ d corridor. He catches her hand n spans her around to face him to make her listen to him. Dilshad sees them n stops to find wats going on.
"Zoya, meri koi galti nahi hai," said Asad.
Zoya pulled her hand n said angrily, "Galti meri hai ki main ye soch rahi thi kit u sachmuch badal gaya hai. Par main bewakuf thi. Tune Akram ko jaanbujhkar bulaaya na mujse kal ka badla lene k liye qki maine tuje bahot sunaaya aur tuje thappad maara. Main tujse kal k liye maafi maangkar firse friendship karne aa rahi thi aur tu vaha Akram k saath meri buraai kar raha tha. Tum dono modern ladkiyon ki buraai kar rahe the ki hume manners nahi hai. Par asal me manners kise nahi hai vo saaf nazar aa raha tha. Tum dono ne mere adopted hone ka bhi mazaak udaaya hai. Tu Akram k thru mujse chhutkaara paana chaahta hai."
Asad n Dilshad r shocked to hear wat Zoya.
"Ye ho kya raha hai inn dono k beech," thinks Dilshad worriedly.
"Zoya, tu muje galat samajh rahi hai. Maine Akram ko nahi bulaaya. Vo khud aaya office k kaam k liye. Maine socha kit u so rahi hai aur apne room me rahegi isliye use thode der rehne du. Maine tere baare me kuch galat nahi kaha. Sirf Akram hi vo sab baatein kar raha tha. Muje bhi uski baatein acchhi nahi lag rahi thi," said Asad.
"Enough Asad," said Zoya in an angry n hurtful voice, "Main tujse kal k thappad k liye maafi maangti. Maine gusse me maara tha. Muje aisa nahi karna chaahiye tha. Kabhi kabhi maafi maangne se na koi chhota hota hai aur na kisi ki izzat ghatti(reduce) hai. Haan, main jeans pehenti hu. Kya ye gunaah hai? Ab muje kya iske liye faansi honi chaahiye? Kya main jeans pehenkar characterless ho gayi? Agar tu mujse badla lena chaahta hai to kal k thappad k liye tub hi muje thappad maar le. Main tere saamne hi khadi hu.(Asad gets shocked wen she told him to slap her as revenge) Tu muje thappad maar le par mere past incident ko use karke mujse badla mat le qki dushmani me bhi sharafat hoti hai. (Asad gets shocked n hurt to hear d word 'dushmani') Tuje pata hai ki Akram ne mere saath kya kiya tha. Kaise usne mere peechhe gunde bhejte the mujse nikaah jabardasti karne k liye. Muje itni nafrat hai tuje? Khuda na kare aisa ho par tere paas 3 behne hai. Unke saath aisa hota to? Agar tuje mujse itni nafrat hai to main kal yaha se chali jaaungi aur main apna mission kahi aur rehkar poora karungi. Meri khudki bhi self respect jise main kharaab nahi hone de sakti hu. Muje na ab se kisi chotte ladke se bhi friendship karne ka mann nahi karega qki vo baccha bade hone par baaki ladkon jaisa hi ban jaayega."
"Main aapko thappad nahi maar sakta hu aur na maarunga. Maine aapse koi badla nahi lena chaahta hu. Plz, aap ye ghar chhodkar mat jaaiye. Aap muje galat accuse karke hurt kar rahi hai n mujpar vishwaas karna h nahi chaahti hai," said Asad calmly.
"Tune bhi pehle mere saath yahi kiya hai," Zoya retorted calmly.
Zoya goes to her room angrily. Dilshad comes to Asad.
"Ammi, aap yaha?" asks Asad shockingly.
"Asad, mere room me aao. Fir hum baat karenge," said Dilshad.
They go to Dilshad's room n sits on d bed.
"Asad, tumhaare aur Zoya k beech me kya hua hai? Vo tumse itna gussa q hai aur usne tumhe thappad q maara?" asks Dilshad.
Asad tells her abt yesterday's incident excluding abt Zoya attacking Waseem n Zoya talking abt to take revenge on her dad n his other wife.
"Ya Allah, Asad ne Zoya ko aisa q keh diya ki Alaah ne use bhai nahi diya hai? Use nahi pati ki usne kya kaha hai aur usse Zoya ko kaisa laga hai," thinks Dilshad shockingly.
"Ammi, Zoya muje galat samajh rahi hai aur ye nahi vishwaas kar rahi hai ki main badal chuka hu," said Asad sadly.
"Asad, agar tum Zoya k saath pehle hi polite aur normal act karte to ye sab nahi hota tha. Tum usse jaakar firse maafi mango aur use convice karo ki vo ghar chhodkar na jaaye," said Dilshad in a calm voice.
Asad regrets his past mistakes of always hurting Zoya.
"Main Zoya se jarur maafi maangunga aur use ghar chhodkar na jaane k liye convince karunga," agreed Asad.
"Zoya muje bahot mysterious lagti hai. Agar main Zoya se firse friendship karke uske close ho jau to main uske baare me aur bhi bahot kuch jaan sakta hu," thinks Asad.
Asad goes to Zoya's room n knocks. Zoya comes near d door n says angrily, "Chalo jao yaha se. Leave me alone."
She shuts d door on his face leaving Asad hurt.
In d afternoon, Najma n Dilshad were not in d house. Zoya was sitting on a sofa in d hall. She was wearing a red black leather hood jacket over her T-Shirt. Asad sees Zoya sitting in d hall.
"Zoya, muje kal shaam se hi ignore kar rahi hai. Vo Waseem ka gussa mujhpar bhi nikaal rahi hai. Usne kal mujse bahot buri tarah baat kiya," thinks Asad sadly.
Zoya does not notices him. Asad goes inside n comes back wid a cup of coffee. He goes to Zoya wid a cup of coffee in his hand.
"Zoya, ye lo coffee," said Asad.
Zoya lukd @ him n then ignored him.
"Coffee hai zeher nahi," said Asad in a rough voice wid attitude.
Zoya stared @ him wid evil eyes n got up wid a start. She snatched d cup n kept it on d table before her.
"Muje teri fake sympathy nahi chaahiye, Asad," said Zoya angrily, "Tuje to bahot khushi huvi hogi na jab kal mera insult hua. Teri bhi soch Waseem aur uske parents ki tarah jo hai. Jab main iss ghar me aayi thi to tune muje mere kapdon se judge kiya tha. Maine tujse bonding karne ki koshish ki thi par tune mere yaha aane se pehlewaali puraani baatein beech me laayi. Iss ghar me sirf tu hi tha jise mera yaha rehna pasand nahi tha. Main tujse bahot nafrat karti thi qki tu bahot bada idiot tha. Tum sab ladke na ek hi jaisa hote hai. Na kabhi kisi ladki ko khush dekh sakte hai aur na kabhi kisi ladki ko khush rakh sakte hai. Tum sab kabhi nahi chaahte ho ki kabhi koi ladki kisi cheez me tumse aage badhe aur vo apni khud ki identity banaaye qki isse tumhaare ego ko hurt hoga. U all r just Male Chauvinistic Pigs. Tum sab k sab ladki haters ho."
"Aur aap kaun ho? Aap ek ladka hater ho," retorted Asad angrily, "Kuch ladke kya kameene nikle aap to sabhi ladkon ko aise hi samajhne lagi. Main maanta hu ki maine bahot badi galti ki hai aur maine aapko bahot hurt kiya hai lekin main iske liye bahot guilty hu. Mujse khud par sharam aa rahi hai. Maine aapse kayi baar maafi bhi maangi hai. Lekin aap ye accept karna hi nahi chaahti hai ki main ab pehle jaisa nahi raha aur ab main badal gaya hu qki ye maankar aap apne ego ko nahi hurt karna chaahti hai. Aapka ego aapko maanne hi nahi de raha hai ki main badal gaya hu qki aap ye maankar haar jaayengi. Aapko to humesha jeetna pasand hai aur aap jeetne k liye egoistic aur heartless ho gayi hai."
"Asaddd," screamed Zoya n raised her hand to slap him but she stopped it midway.
She recalled slapping him in anger yesterday n did not wanted to do it again.
"Ruk q gayi tu, Zoya?" asked Asad grabbing both her hands n trying to make her slap him but Zoya is resisting by not letn him do dat, "Maar na muje. Muje rok q rahi hai? Jitna chaahe utna thappad maar le muje. Saara gussa nikaal de apna taaki tuje sukoon mile. (in a little bit hurtful tone)Main tujse ek baat kehna chaahta hu, Zoya. Kuch ladkon k vajah se tu saare ladkon se nafrat karne me itni andhi mat ho jaana ki tuje ye bhi na dikhaayi de ki kaun tujse genuinely pyaar karta hai aur tu jaisi hai tuje vaise hi tuje pasand karta hai."
'Mitwa' sad version plays in d bg. Zoya stared @ him wid a little bit shocked expression wid his last 2 statements. She is still trying to free her hands not letn him even once to slap himself wid her hands.
"Wat d hell, Asad? Ab tera tameez aur tehzeeb kaha gaya? Chhod mera haath," said Zoya angrily pusing him off very hard causing Asad fall hard on d floor.
His forehead got hit wid a leg of d table n he started bleeding.
"Ahhh," cried Asad in pain while lying down.
"Asaddd," cried Zoya in panic as she saw him lying on d floor n bleeding 4m his forehead.
"Asad, I am so sorry. I did not meant to hurt u," apologized Zoya.
"Zoya, plz muje galat samajhna band karo. Maine aapke baare me Akram se koi buraai nahi ki thi. Main aapke adopted hone ka mazaak nahi udaaya tha," said Asad in a hurtful tone.
Zoya's eyes softens n she extends her hand for him. Asad gives her hand n she pulls him up helping him to stand up.
Scene shifts to Zoya,s room where Zoya is putting bandage on Asad's wound.
"Zoya, I am sorry. I was so rude," apologized Asad.
"No Asad, I am sorry. Maine aapko gusse me kuch jyaada hi keh diya. I sud not hv done dat," apologized Zoya, "I am really fed up, Asad. Kal uss Waseem aur uske gharwaalon ne to had hi kar diya tha. Kitni giri huvi soch thi unki. Agar aisa hi chalta raha to log khaas karke ladkiyan khud ke hi desh se nafrat karne lagengi jaha par abhi log bahot narrow-minded hote hai. Jaha par ladkiyan abhi bhi gender discrimination face karti hai. Jaha log kapde se kisi k character ko judge karte hai."
"Shaant ho jao, Zoya," said Asad to calm her, "Acchha hua aapne kal jeans pehna tha jisse un logon ka true nature jaanne me aasaan ho gaya tha. Muje bhi Waseem aur uske ammi-abbu par bahot gussa aaya tha. Aap khud ko kisi k liye bhi change mat kijiye khaas karke jo bhi ladka aapko dekhne aaye qki vo aapko vaise hi accept karna chaahiye jaise aap hai. Main aage se dobaara aapse aisa kuch nahi kaunga jisse aapko hurt ho."
Zoya is amazed to see Asad understanding her n hugs him. Asad hugs her back. He has a discomfort luk on his face as he recalls seeing Zoya @ d mazhar n then sadly recalls Zoya teln yesterday dat she is not interested in getn married n she vl reject every guy who vl come in her way after torturing Waseem n throwing him out of d room. They broke d hug.
"Asad, kya soch rahe ho?" asks Zoya lukn his discomfort face.
"Kuch nahi. Zoya, kal se job hi humaare beech hua muje acchha nahi laga," replied Asad n asks, "Kyu na hum aaj saath me mall chale? Aapko kuch shopping karni hai?"
Zoya gets happy as he asks dat.
"Sure Asad, hum abhi thode der me chalte hai," replied Zoya happily.
Asad n Zoya goes to mall on their respective bikes. They park their bikes n went inside d mall. They started walking around d mall. Asad seeing a basket game going @ place in d mall where 2 people in a team r required to play. Some people r gathered to watch d mini-basketball game dat is going to happen after some time. He thinks abt seeing on Zoya's FB where she mentioned on her profile page dat she loves playing basketball.
"Zoya, vaha basketball chal raha hai. Kya hum bhi usme part le?" asked Asad.
"Asad, vaha to sirf ladkon ka team aa hai," replied Zoya.
"Aisa kuch rule to nahi likha hai board pe ki sirf ladke hi team bana hai. Isliye hum khel sakte hai," said Asad.
"Okay, lets go," said Zoya wid a smile.
Asad n Zoya goes to d organizer of d game.
"Hum dono inn do ladkon k against khelenge," said Asad.
"Tumhaare team me to ladki hai?" asks Rohan, 1 of d guys 4m d rival team amusingly.
"Koi baat nahi hai agar inke team me ladki hai to," said d organizer n turns to Asad-Zoya, "Game 20 minute ka hoga. Jo jeetega use vo trophy milegi."
Asad and Zoya vs Rohan and Ankit
D game started wid d referee throwing d ball in d air. Rohan gets d ball n starts bouncing it 2wards d basket. Asad blocks him n catches d ball. He bounces d ball while running n makes a basket. Asad n Zoya gets happy while Rohan n Ankit r shocked.
Asad-Zoya: 1(Asad makes the basket)
Ankit takes d ball n tries to bounce d ball 2wards Rohan. Zoya blocks him n takes d ball. She runs while bouncing d ball wid Ankit n Rohan running after her. Zoya passes d ball to Asad. Asad bounces d ball but he is blocked by Rohan n Ankit. Rohan takes d ball n runs 2wards d basket. Asad n Zoya runs after him but they gets bumps into each other.
"Sorry," said Asad n Zoya 2gthr.
Rohan makes d basket. Asad n Zoya gets disappointed.
Rohan-Ankit: 1(Rohan makes the basket)
D games goes tough between both d teams. Zoya gets d ball n she runs wid 2wards d basket. Rohan n Ankit tries to block her but she runs 4m them n makes a basket.
Asad-Zoya: 2(Zoya makes the basket)
Both d team r hvng tough time trying to make d mistake but after some time, 20 minutes gets over n so d game.
"D winner of dis match r Asad and Zoya," declared d organizer.
Asad n Zoya gets happy n hugs each other. Rohan n Ankit r unhappy. D people gathered claps for Asad n Zoya. D organizer hands them d winning trophy.
"Muje bahot maza aaya, Asad," said Zoya wid a smile.
"Muje bhi bahot maza aaya, Zoya," said Asad wid a smile, "Abhi shopping karne chalte hai."
They enter a Shopper's Stop. Clothes of many kinds were available there.
"Aap jo lena chaahti hai le lijiye. Main apne liye kuch lekar aata hu,"said Asad n went to 1 of d men's clothing counter.
Zoya shops for shorts, short skirts n dresses. Haseena n Chand who enters d shop spots Zoya as they goes to a traditional clothes counter. Haseena was shocked to see her in a mini-skirt.
"Chand, ye vahi ladki hai jise maine Asad Ahmed Khan k ghar dekha tha. Ye uski biwi lagti hai par usne muje kuch bataaya hi nahi tha aur muje apne ghar se nikal diya," said Haseena.
"Baaji, jarur ye baat bhi humse chhupaaya jaa raha hai. Chalo, pata karte hai. Isne kapde to dekho kitne chhote pehne hai," said Chand.
They went near Zoya n were shocked to see her buying shorts, short skirts n short dresses. Their eyes became wide.
"Suniye," said Haseena.
Zoya lukd up n were shocked to see Haseena n Chand. She ignored them n kept on shopping.
"Aapke shauhar aapko ye sab pehenne dete hai kya?" asks Haseena.
Zoya lukd up annoyingly.
"Maine aapse pehle bhi kaha hai ki meri shaadi nahi huvi hai aur main jo chaahe vahi pehenti hu," replied Zoya annoyingly.
"Hume to laga ki aapki shaadi huvi hai," said Chand n asks, "Aap aise kapdon ka shopping q kar rahi hai?"
"Dats none of ur business, okay," replied Zoya annoyingly n asks annoyingly, "Aap dono ko bhi ye sab kapde apne liye ya apne betiyon k liye lena hai kya?"
Haseena n Chand r asked to hear wat she asked. Asad is finished wid his shopping. He is cumn near Zoya. He sees Zoya wid Haseena n Chand n gets shocked. He stops nearby n sees their argument widout being seen.
"Nahi, humaare ghar me aise kapde koi nahi pehenta hai," replied Chand.
"To fir aap dono yaha kya kar rahe hai?" asks Zoya firmly, "Aur mere peechhe q pade hai?"
"Vo hum aapke baare me jaanna chaahte the," replied Haseena wid a smile.
"Main aap dono ko nahi jaanti hu," said Zoya firmly, "Aap dono apna shopping kariye na."
"Par hume aapke baare me jaanna hai," said Chand wid a smile.
"Enough, u both r testing my patience," said Zoya angrily, " Abhi tum dono yaha se kalti lo varna main tum dono ki aisi band bajaaungi na ki tum dono ko orchestrawaale uthaakar le jaayenge aur fir vo log tum dono ko bajaate rahenge. Samjhe?"
Haseena n Chand gets scared n goes to d traditional counter. Asad gets shocked to hear d 'band' dialogue. He hears a female child's voice in his mind saying d same 'band' dialogue.
"Baby Elephant," says Asad in shock.
"Ye dialogue to Baby Elephant ne kaha tha," says Asad.
"Kya yahi Baby Elephant hai ya koi coincidence hai?" asks Asad to himself, "Dono ka naam Zoya hai. Muje pata lagaana padega."
Asad goes to Zoya who finished her shopping.
"Zoya, vo dono tumse kya keh rahe the?" asks Asad, "Main thodi baatein suni."
"Baahar chalo, bataati hu," said Zoya.
They lukd @ Haseena n Chand who were doing their shopping. Haseena n Chand had not seen Asad. Asad n Zoya went to Dominos. Zoya tells him everything.
"Y d hell dat Bhaiseena thinks ki hum dono pati-patni hai?" asks Zoya annoyingly.
Asad is shocked but amused by wat she asked.
"Ye unki galatfehmi hogi," replied Asad wid a laugh.
"They both r hell bent on knowing abt ur n Ayaan's relation," said Zoya.
Their pizza n diet coke comes.
"Ye dono kuch jyaada hi udd rahe hai. I hope Nikhat ka nikaah Imraan se na ho," said Asad.
Precap: #Next day, Ayaan is caught by Feroz n taken to d police station. He asks Ayaan abt his relation wid Asad. Asad comes n rescues him. Zoya tells them dat Feroz is definitely acting on someone's order.
#A guy named Rizwan comes to see Zoya but is rejected by Asad cuz he was self-centred n teln Zoya not to wear moder clothes.
#Asad talks rudely wid Zoya wen she offers to help him in d kitchen. Asad feels guilty for hurting Zoya by talking rudely wid her but realizes dat he is in love wid her.
#Asad apologises to Zoya for his rude behaviour.
#Asad gets another hint of Zoya being Baby Elephant wen Najma talks abt how Zoya is a year younger than Asad n how she wud hv been studying lower by 1 class 4m Asad wen Zoya corrects dat she is only 5 months youngers than Asad n she skipped nursery so she n Asad wud hv been in same class. Asad decides to find whether Zoya is only Baby Elephant who became friends wid Asad, Ayaan n Najma.
#Asad recalls his childhood days wid Baby Elephant n her younger brother who unknown to him r none other than Zoya Farooqui n her her younger brother Haider. He recalls d time 20 years ago, wen Baby Elephant, her brother n their mom came to live wid them for few days n became their friends after fighting wid them. He smiles @ d memories.
Like for PMs😊
Edited by angel_juhi04 - 11 years ago
124