Originally posted by: nautanki_anu
Hey Shona🤗,
Iss bhaidooj/behendooj ke shubh avsar par meri taraf se hum dono ke liye ek pyaara sa gaana joh khud maine likha hai:Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai,Ek hazaaron mein Shona ki behna hai,Saari umar hume sang rehna hai,Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai.Yeh na jaana duniya ne tu hai kyun udaas,Teri pyaasi aankhon mein Zoyaan ki hai pyaas,Aa mere paas aa keh jo kehna hai,Ek hazaaron mein Shona ki behna hai,Saari umar hume sang rehna hai.Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai.Bholi bhaali japaani gudiya jaisi tu,Pyaari pyaari jaadu ki pudiya jaisi tu,Rogie ka, Ne ka aur Shru ka kehna hai,Ek hazaaron mein Shona ki behna hai,Saari umar hume sang rehna hai.Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai!!!😆😆😆Kaisa laga behna?😆Tamatar aur ande toh tum chod hi dena. Chaplein maarni ho toh size 6 ki sundar si, formal aur 4 inch heel waali jodi hi maarna😆🤗😆
Aww this was so cute behna 🤗
par ye bataeye ki meri taarif mein that ya aap ki lhud ki taarif mein 😆
On a serious note I love this song 😳