Posted:
bahut tej barish ho rahi hai . asad road per bus chl ta ja raha . tabhi ek car rukti hai aur usme se rashid bahar aata hai. now rashid-asad infront of each other
they just glar each other
asad- kash meri rago me apka ganda khoon na hota . kash ki me apka beta na hota . aaj maine bhi wahi zoya ke sath kiya jo 17saal pahle apne ammi ke sath kiya tha bina kisi explanation ke use chod diya . uska dil tod diya . aur ye sub apki bajah se , appke gande khoon ki bajah se. kynki bewafy to meri rago me hai.
after a long silence
rashid- asad ruko. tumhe kuch bhi samjhane ka huq to mai barso pahle kho chika hue .lekin mai tumse ek baat kahna chahta hu. mujhe tum par tumse jayda bharosa hai. aur tumnemera bharosa kabhi nahi toda.
mujhe tum per tabhi bharosa tha jab barso pahle mai ayaan ko leke aaya tha mujhe pata tha dilsad ayaan ko pyar kare ya na kare tum use jaroor pyar karoge aur tumne mera bharosa nahi toda
asad- glar to rashid
rashid- jab 17 saal pahle mai tum sabko chod kar gaya tha. mujhe tum per pura bharosa tha ki tum apni ammi aur najma ki dekh-bhal bahut achhe se karoge aur tumne mujhe nirash nahi kiya. asad- head down
rashid - pata hai asad us raat gudiya factory me tumahari pistol ke samne se kyn nahi hata.
asad- gusse me, kyonki app jante the ki mai apko nahi maruga kyonki app ammi ki mohbbat hai
rashid- nahi, mai janta tha ki agar mujhe kuch ho jata hai to tum mere dushre pariwar dekh-bhak karoge.
asad- asad eyes filled with tears.
rashid - mai nahi janta ki tum kya soch rahe ho. mai nahi janta ki tum zoya ya tanveer me se kise choose karoge. mai bus itna janta hun ki tum jo bhi karoge wo best hoga mujhe tum per tumse jayda bharosa hai. aurtumne mujhe kabhi nirash nahi kiya . aur aage bhi nahi karoge
now asad just walked away from rashid with tears in his eyes