Raabert Moona - They R Realy Good Friends, Friendship Ek Bohat Hi Beautiful n Pure Relationship Hota Hai, n Apart From Friendship Ek Aur Relation Hai Dono Ka Jishka Naam Hai 'Asad', Asad Is A Common Man Between Them Jish Se Woh Dono Apne Jaan Se Bhi Jayda Pyaar Karte Hain,
Zoya - Asad K Liye Zoya K Pyaar Pe Shak Mat Karna, Ayaan K Liye Zoya K Pure Dosti Pe Daag Mat Lagana, Kiuki Woh Zoya Hai, Aur Ushe Rishtoon Ki Kadar Hai,
Ayaan - Woh Shireen Nehi Hai Bas Thoda Immature Hai, Kabhi Apne Bachpaan Ki Dost Humeira Ka Pyaar Nehi Samajh Paya Sayed Asad Ka Pyaar Bhi Samajh Na Paye Aur Zoya Ko Dil De Bethe, Akher Pyaar Karne Ka Haq Tho Sab Ko Hota Hai, Per Apne Pyaar Ki Kurbani Dena Sabke Bas Ki Baat Nehi.
Asad - Both Zoya n Ayaan R His Personal Property. Asad Unka Protector, Well Wisher Hai, Asad Ko Pata Hai Unke Liye Kya Sahi Hai Aur Kya Galat. Regarding His Own Feelings We Cant Trust Him Becoz He Is Emotionaly Damaged But Regarding Ayaan n Zoya We Can Trust Him, Woh Unke Saath Kuch Galat Nehi Hone Dega,
God's Gift - Ayaan Means God's Gift, Ayaan AsYa K Life Mein God Ka Gift Hai Jo Unhe Kabhi Todega Nehi Jodega, Asad Zoya R Saulmates, Infront Of AsYa Ayaan's One Sided Love Is Nothing, Ayaan Serf Ek Jariya Hai Zoya Ko 1st Gaffur n Then Ushki Manjil Asad Tak Pauchane Ka Thats It.