hi no good replies , koi baat nahi i hope after this part , i expect a lot
OK LETS START ... BOTH ZOYA AND ANWAR LEAVE , BUT ASAD IS STILL STANDING THERE THINKING "DID SHE REALLY LEAVE , AND SHE REALLY MEANT WHAT SHE SAID , SHE HATES ME REALLY ... AUR MUJHE KYUN ITNA FARAK PAD RAHA HAIN Y Y Y YEH LADKI MUJHE CHAIN SE JEENE NAHI DEGI ARRRH "
JUST THINKING , THINKING AND THINKING HE ENTERED THE HOUSE
"Arey asad , woh log chale le gaye ... asad tum theek ho ... isey kya hua ASAD MEIN TUMSE BAAT KAR RAHI HOON ... AREY ASAAAD..."
"BHAIJHAN ... AAP KO KYA HUA AB "
TANVEER GOES NEAR ASAD AND SHAKES HIM SLIGHTLY
"Jammy aap theek ho "
"ha... an haan mein theek hoon ... ammi mein apne kamre mein jaa rahan hoon agar koi cheez ki zaroorat ho toh mu... mujhe bhula ligiye ga "
"Haan zaroorat hain "
"kya ammi , kuch chahiye kya aapko" asad asked suprisingly
"haan tumhari zaroorat hain " dilshad says seriously [hiding her smile]
ASAD WHO WAS SHOCKED AND WORRIED ASKED "Kya hua ammi sab theek hain na , aap aisi kyun baat kar rahi hain ... ammi is everything fine " [in a very concerned voice]
TANVEER AND NAJMA COME NEAR DILSHAD
DILSHAD, WHO COULD NO MORE HANDLE HER LAUGH , BURST LAUGHING
"Arrey mein tho mazak kar rahi thi , darasal ANWAR hum sabko unke yaha invite kiya hain , dinner ke liye , tho agar thum free ho tho hum jab chalenge , waise thum hein free hona hi padega , hume jaana hi padega ZOYA keliya hain na ASAD "
"HAAN AMMI ZAROOR JAYENGE " Jana tho padega , how can she do this to me how can she ignore me , ASAD AHMED KHAN janna tho padega hi aur mujhe maafi bhi maangni hain jane anjane mein unhe bahoot dukh pahonchaya hain
"haan ammi bilkul jayenga'
"khala , abhi zoya gayi hain par hum tho abhi se usse bahoth miss kar rahe hain , hum bhi chalenge"
"arey thum hein liye bina kaha jayenge , hum sab jayenge theek hain ab chalo jaldi se tayar ho jaoon , ASAD KUCH TRADITIONAL PEHANO HUM OFICIALLY UNKE GHAR JA RAHE HAIN NA "
"JI AMMI "
IN ZOYA'S NEW HOME
"Aaapi " gives a sweet hug to her aapi
"yeh kya zoya dheko kitni patli hogayi ho"
"aur aap kitni moti " ha ha ha
"Zoyaaa idhar aao ek lagaungi na , tho akal thikane ayegi "
"nahi aapi sorry sorry ab chodho bhi "
THEN ANWAR ENTERS
"Zeenat use chodo , pehle use kuch khilao , kal dopehar se kuch nahi khayi hain yeh motarma"
"kyaaa! par kyun zoya"
"ALLAH MIYAAN ! WHAT'S WRONG WITH U GUYS , Mein khaloongi aap fikar mat khijiye "
"FIKAR NA KAROON PAR KAISE , zoya yeh sab kya hain humne tumhe yaha isliye bheja hain kya , thaki tum apni halat kharab karo "
"ofooo aapi itna senti math bano plz zzz , i cant digest all this drama"
"aha my PRINCESS is back ..." said a cheerful anwar hugging zoya
"Arey anwar main tho poochna hi bhool gayi , aapne unhe invite kar liya ..."
"haan kar di , aur zoya thume kisi ko invite karni hain tho abhi karlo"
"par kaise invitation jiju"
"woh ham logon aaj raat yaha dinner party plan ki hain "
"kya aapne pehle kyun nahi bataya ..." in a very dramatic way
"Zoya ab koun drama kar raha hain ... khair chodo tum pehle kuch khalo aur jaldi tayyar ho jao"
"ai ai captain " zoya said in her own style , EVERYONE LAUGHED HAPPILY
AFTER SOMETIME , IN ZOYA'S HOUSE THE DOORBELL RINGS
ZOYA COMES OUT RUSHING IN A BEUTIFUL RED ANARKHALI
"MEIN dhekthi hoon "
SHE OPENS THE DOOR
"Phoopi , najma , tanveer ... aayiye na andar , " she guides them to hall
"arrey wah zoya naya avtar , naya ghar , waise kehna padega bahoot achi hain tumhara ghar"
said a chirpy najma
" thank u najma , she hugs everyone , but searches for the missing person "
MEAN WHILE ANWAR AND ZEENAT ALSO COME AND GREETS EVERYONE , ANWAR LOOKS HERE AND THERE AND ASKS
"KHALA ASAD KAHA HEIN "
"MEIN DARWAZA BANDH KARKE AATHI HOON AAP LOG BAITIYE NA " A DISSAPOINTED ZOYA SAYS
"NAHIN AYENGE , MEIN HI PAGAL THI ZYADA UMEED KAR RAHI THI , AUR AYENGE BHI KYUN MR.JAHAPANA KHADOOS SIX PACKS ..."
WHILE CLOSING THE DOOR , SHE FELT A FAMILIAR TOUCH ON HER HAND , SLOWLY THE DOOR OPENS AND ZOYA IS STUNNED,TO SEE ASAD IN THAT LAAL SHERVANI [like the one he was wearing at mangalpur] ASAD IS MESMERISED TO SEE ZOYA IN RED FINALLY ASAD BREAKS THE SILENCE
"Aap ko kya laga nahi avunga " gets close to her "itni bhi bura nahin hoon mein ms.fa ... ZOYA"
"AREY AAP LOG AGAYE , ANDAR AAO NA ' says zoya
ASAD TURNS BACK AND IS SHOCKED TO SEE THE PERSON STANDING THERE
"AYAAN , TUM YAHA KYA KAR RAHE HO " A SUPRISED ASAD ASKED
"woh woh BHAIJAAN"
"Mein ne bholaya hain , rabart kaise ho , aur yeh hain aapki humeira begum"
"monaaa ... bas kigiye"
"kaise ho humeira "
"hum theek hain , aap hamein janthi hain, aur yeh rabart koun hain"
"haan woh kya hein na , jab meine rabat ko call kiya tho , meine kaha ki woh kisi aur ko laye apne saath thaki party mein thoda maza aye , tho unhone kaha ki woh aapko leke ayenge "
"wait wait , thum rabart ho " a angry asad asked
"haan bhaijaan , mein aapko sab kuch samjha doonga"
"u better do that '
"humeira , thumhe jalne ki boo nahi aa rahi hain"
"nahin tho kyun mona"...
"arey mera naam ZOYA FAROOQUI HAI mona nahin"
AND ALL THE FOUR GO IN CHATTING ALL THE WAY , AS AYAAN ENTERS DILSHAD IS SHOCKED AND GIVES A "YEH YAHA KYA KAR RAHA HAIN" WALA LOOK TO ASAD , THEN ASAD GOES AND EXPLAINS TO DILSHAD
"ammi yeh zoya ke dost hein tho"
"thats ok asad i can understand"
"Arey wah sab log agaye , pls have ur seats , zoya tum bhi baito , zeenat aao ACTUALLY WE HAVE A GOOD NEWS TO SHARE "
"Kya jiju , jaldi bolona "
"hold on princess..." anwar and zeenat look at each other and anwar suddenly says
"ZEENATH MAA BANE WAALI HAIN , IAM GOING TO BE FATHER AUR PRINCESS TUM MAASI BANE WAALI HO ..." 😃 A VERRY HAPPY ANWAR SAYS
EVERYONE IS HAPPY HEARING THIS , ZOYA IS JUMPING LIKE A KID , GOES TO ZEENAT AND ANWAR AND HUG'S THEM HARD
"aapne pehle kyun nahi bataya , phoopi aapne suna iam going to be maasi THAK U ALLAH MIYAAN "
EVERYONE GOES FORWARD AND WISHES THE COUPLE 😊
I KNOW THODA ZYADA HOGAYA PAR THATS MY SCRIPT 😛
4