FIRST OF ALL SRRYYY TO AL;L MY READERS . SPECIALLY TO RASHI , BECOZ OF LATE UPDATE . HERE'S THE NXT UPDATE------
CHAPTER - 4
DOBRIAL'S HOUSE-
MADHU(to servants)- kamre ki ache se safai karo aur dhyan rahe kamre ki har chiz srf golden ya fhir white hi rahe . aur... panchi interrupts...
PANCHI- mom itni arrangements karne ki kya zarurat hai uske liye. uske liye aap kmre ka interior kyun change kar rhi ho.
MADHU- shut up panchi...
MISHA- arrey birdie piya jin halato se guzari hai zaruri hai ki wo khush rahe . aur tum to janti ho interiors change karne k orders papa k hain. aur waise bhi wo hamari itni achi dost hai ...
PANCHI- meri nhi srf tumhari...
MISHA- ya my bst frnd ... tum itna jalkukdi kyun behave kar rhi ho...
PANCHI- mish mind ur language. main tumhari tarah pshyco logon se frndship nhi karti...
MADHU- stop u both...and panchi behave urself tumhe wo pasandnhi iska matlb ye nhi ki tum uski burai misha k samane karo. say srry to mish... common say srry...
PANCHI- srry mish...
MISHA-it's ok birdie...
MADHU - ok get ready u both... wo aati hi hogi... mish uska khayal rakhna...
MISHA-ok boss...(with a salute)
IN AIRPORT-
KABIR- there is dad (pointing sum1)
ABHAY- hey dad..
RAJBEER- aahh ... mere beton... hugging both of them... aur batao kaise ho... kabir bussines kaisa chal rha hai... then abhay interrupts...
ABHAY- common dad ... aate hi business ki baten mat karo ... let's go to home warna maa aaj hamri achi class le lengi...
everybody smiles. at the samr time, mr. dobrial wahin aate hain.
RAJBEER- hello mr. dobrial...
ARNAB(with a smile on face)- hello mr. rathore... nice to meet u...
ABHAY & KABIR- hello uncle...
ARNAB- hello beta... wooh... abhay u looking handsome han...
ABHAY- bt aap jitna nhi uncle(with a naughtiness). hey dad aap batein kijiye main aapka lauguage lekr aata hun.
RAJBEER- ok... so, yahan airport kaise...
ARNAB- han wo mr. dhanraj ki beti ko lene aaya hun. wo hamare saath rehne wali hai jab tak ki chand aa na jaye.
RAJBEER- ab kaisi hai wo... sachi bharosa nhi hota ki bhagwan aisa bhi kisi k sath kar skte hain. she's such a swt hrt , itni sundar aur achi ladaki k sath aisa hoga koi nai soch sakta tha...
ARNAB- ya ... bt kya karen kismat ka likha kaun mita sakta hai. par ab wo thik hai , bas pehle jaisi chekati pehkti nhi hai...
KABIR- i agree uncle... wo to jaan hua karti thi college ki , bst student in every field. sabko usse bahut umeedein thi. bt in 4 yrs me itna kuch ho gaya ki ...
wahan abhay lauguage lene ja rha hota hai tabhi uski takkar ek ladki se hoti hai. wo ladki abhay ko srry kehkar chali jati hai. abhay use dekh nhi pata bt uski aawaj abhay k dilon dimaag par cha jat hai. uska ek touch abhay ki body ko garmahat de deta hai jaise ki ab se abhay ki zindagi ki nai surwat hone wali ho ek nikalte hue suraj k sath. pehli baar use kisi ladki k touch ka aisa ehsaas hua hota hai. wo piche mudta hai use dekhne k liye bt tab tak wo ladki ja chuki hoti hai.
ARNAB- kisi ki aur isara karte hue . piya...piya...
here comes piya dhanraj... she look vry gorgeous by wearing thiS-
PIYA(inabsent mind)- hello uncle...she hugs him
tabhi media aakar arnab aur piya ko gher leti hai.
MEDIA1- miss piya dhanraj... aap dehradun sehar me wapas?
MEDIA2-itne saalon k baad achanak aap is sehar me kaise?
MEDIA3- kya dhanraj empire ka ek hissa yahan phirse khulne wala hai?
arnab piya ko protect karte hue car ki or le jata hai.
MEDIA4- miss piya ... aisa kya hua pichle 4 yrs me ki aapka pura pariwar aur business sab achanak se dehradun se chala gaya, kya aapke liye kahin gayi baten sach thi... batayiye miss piya..batayiye...
ye sawal piya k aankhon me aansoo la deta hai . tabhi piya aansoo bhari aankhon se media ki or dekhti hai aur usi waqt achanak se sare camera aur mike , cell kharab ho jate hain. arnab situation sambhalte hue...
ARNAB- hatatiye sab yahan se. beta r u ok... chalo lets go... madhu tumahara intezar kar rhi hogi. driver car start karo...
arnab piya car me baith jate hain aur ghar ki taraf chalte hain...
ARNAB- so piya... jaisa ki tumhare dad ne tumhe bataya hoga tum hamare saath rahogi.mainne tumhara admission mount college me karwa diya hai. tum misha k saath college join kar sakti ho.
bt piya jo tumne wahan kiya wo thik nhi tha , apne emotion's ko control karo. jo bit gaya bit gaya, use yaad karke dukhi rehne se to acha hai ki tum apni zindagi naye sire se jio. tumpe ek bahut badi responsibility hai(pointing to a ring which is in piya's rght hand index finger) , tumhe iska khayal rakhna hai sayad ye hi usike aakhri wrds the...
PIYA- srry uncle main aisa phirse nhi karungi , wo hamesha meri yaadon me hai main use diya wada zarur nibhaungi...
car jungle k raste se guzarti hai...
piya- driver... ruko ek min...
driver car rok deta hai, piya window down karke jungle ki or dekhti hai. uski aankhen num ho jati hain.
ARNAB- piya... kya tum abhi bhi apni unn yaadon me ho. bhul jao us din ko. ek sapne ki tarah bhula do us din ko. 4 yrs ho gaye us baat ko ...
PIYA(in a sad face)- kaise bhula dun uncle... wo meri zindagi thi , us ek din ne meri puri zindagi badal kar rakh di...
tabhi piya ko achanak se ghabrahat mehsus hoti hai. itna ki use pasine aane lagte hain bilkul us tarah jaise abhay k saath hua. piya ki ungliyon par ek wazan mehsus hota hai use. wo dard se chilane lagti hai. tabhi arnab driver ko jaldi wahan se nikalne ko kehta hai. aur car jungle se bahar aa jati hai.
ARNAB- piya r u okay... main jant tha isiliye main aur chand tumhe yahan aane se mana kar rhe the...
PIYA- it's ok uncle m fine... mujhe kuch nhi ho sakta chahe wo jitni bhi koshish karle. jo wo pana chahte hain main unhe kabhi hasil nhi karne dungi. kabhi nhi...
INSIDE THE JUNGLE-
STRANGER(with a cruel voice)-hahahaha... main jant taha tum zarur aaogi piya.wo aa gaya to tumhe to aana hi tha. ab aaega khel me maza... bahut intezar karwa diya tum dono ne hume...
plz read it and do comment and if u liuke it den lz hit the LIKE BUTTON.
------------------------------------------------------------------
Edited by Sanjha - 13 years ago