kKrish ki yea problem tempory hai na uska apna baby kabi na kabi dekhaya ge na k nahee ap taak humko yeh toh pata hai ke sereial main krish apni ander ki kaami ko jantey hi teek kar lay ta hai jaab usey pata chalta hai aur woh yeh problem b khudi solve karey ga jaldeee hi zabardas love story hai lakin apko nahee laghta k unko itne barey zulam pay dekh kar hum ko buhat bura laghta hai
Ab yeh anna chayeh ke krish ghar waloo se zabardast fight karey or pratgya ko humesh k liyeh us k liyeh us ka khud ka ghar bana lay aur apna treatment k lieh khud watan se out chala jae aur treatment kar k wapis aayeh aur pratgya ko us ko miss kare eik samar ki khatr leap huwa tha acha na hota un ka apna baby hota shaktiy toh na acha baap hai na acha bhai na acha beta aur na hi adrash deseve karta hai baap baney ka sukh or yeh adrash abi toh wapis aya hai ise phir kesey dubai bajh saktey hain
Meera ka track buhat mazeee ka tha us ka aur pratgya ka amna samna krish ko lay kar bara mazza ata lakin phir jaab meera achnak chali gae toh bura laga lakin pratgya ka pregnant hona toh phir ziyda mazeee ka tha lakin app ne toh itna rola diya yeh saab dekha kar jo b message dena hoo adrash shakti tanmEy ko use kar liyeh kar krish aur pratgya ko naheee plzz
ab man infertility message toh mill hi gaya hai na ab yeh messagge kioun nahee deta kk test main koe mistake hue hai aksar clinic main mistake ho jati hai aur logh umeed hi har jatey hain kesi aur barey hospital main test hi nahee karatey hai jesey pratgya umeed hi har gaeee hai k woh kabi maa naheee ban sakteee serial main pratgya ne hi kaha tha kris k ghar waloo se k eik aurat taab taak complete nahee hoti jaab taak woh maa na baney aur usne yeh b kaha tha k krish jaab apney parooh main nahEe khara ho jata taab taak woh yeh nahi soch sakteee so us ka b drEam tha na maa bana ab kuch positive dekhooo plzzz