Salam & Namastay Everyone...I m Sameer.....
Khushboo ki tarah ap k pass bikar jayengay,sans bankar ap k dil mai utar jayengay.
zara mehsoos karnay ki koshish to kijiyea,door ho kar bhi ap k pass nazar ayengay.
Hum nay soucha tha shayed hum hi chatay hai apko,par ap chanay waloo ka to kafla nikla.
dil nay kha shikayat kar khuda say,par kya kartay woh bhi ap ka chanay wala nikla.
Yaad kartay hain tumhain tanhai mai,dil dooba hai gammoo ki gehrai mai.
hamai mat dhoondna dunya ki bheer mai,hum milengay tumhai tumhari perchai mai.
Dil mai umidoon ki shama jala rakhi hai,hum nay apni alag dunya basa rakhi hai.
is umeed say k aooge ek din tum,hum nay apni nazar tum par jamai rakhi hai.
Bari hasrat thi k teray qadmoo mai jaan niklay.
bewafa tum nahi badnaseeb hum niklay.
Pyara sa ehsaas ho tum,har pal meray pass ho tum,
janay ek aaas ho tum,maan ka ek vishvaas ho tum,
shayed is liyea kuch khas ho tum...
Nishanay pay jo lagay usay kehtay hain teer,dil mai jo utar jaye usay kehtay hain tasveer.
aur NEHA jaisy humsafar mil jaye,to usay kehtay hain taqdeer.
Mohabbat k phool kabhi murjaya nahi kartay,hanstay chehroo ko rulaya nahi kartay,
jin ki sansai chalty hoon ap say,unhain itna tarpaya nahi kartay.
Hasna hamara kise ko gawara nahi hota,har musafir zindagy ka sahara nahi hota,
miltay hain bhuhat loag is tanha zindagy mai,par koi NEHA say payara nahi hota.
Dard-e-tanhai say faryad to kar saktay hain,
hum tujhe paa nahi saktay par yaad ko kar saktay hain.
Lafz jab tak wazoo nahi kartay haum teri ghuftgu nahi kartay,
tu mila hai un bewafoon ko jo teri arzoo bhi nahi kartay.
Najanay phr kab milonga tum say bichar kar,kyu itna pyar kya dewana samaj kar,
najanay kis more par khara kar dya anjan samaj kar,pal mai paraya kar dya begana samaj kar.
NEHA chahe mujh say door rahay,lakin woh meray dil k kareeb hai,
mere NEHA jaisy bhi hai,lakin mera naseeb hai..
Jis din say juda woh hum say howay.....is dil nay dharakna chor dya...hai chand k mou utra utra...taroo nay chamakna chor dya...
woh pass hamaray rehtay hain...berut bhi bahar ajaty hai...ab lakh baharay ayen tu kya...phoolo nay mehakna chor dya...
hum nay yea dua jab bhi mangi...taqeer badal dea KHUDA...awaz aye k hum nay...taqdeer badalna chor dya...
hamara koi sathi bhi nahi...ab yaad koi baqy bhi nahi...ab phool khilay zakhmoo ka kya...ankhoon nay barasna chor dya...
Chaha to bhuhat tha par woh mila hi nahi,lakh koshish ki par ya fasla mita hi nahi,
har ek tera na milnay ka sabab poucha,har ek nay kha woh teray liyea bana hi nahi,
mai tamam tar koshish k bawajood usay har gaya,aur woh usay mil gaya jis nay usay manga hi nahi...
Koi aunchi se saza do mujhe,chalo aisa karo bhula do mujhe,
bichroon tum say to mout ajai,dil ki gehrai say dua do mujhe.
Kabhi to ki hogi suraj nahi chand say muhabbat,tabhi to chand mai daag hai,
mumkin hai k chand nay ki hogi bewafai,tabhi to suraj mai itny aag hai.
Na janay kyu abhi ek ansu ankh say jhalka,dil ko shayed tumhary yaad aye,
chahat hai itni tum say milnay ki,hastay howay ankhain bhar aye.
Ek husan tha,aur ek thi mohabbat,
dono ek dosray say bhuhat pyaar kartay thay,
ek din woh doono jeel k kinaray bhetay thay,
k achanak mohabbat ki nazar chand par pari,
aur woh pagal chand ki tareef kar bhete,
husan ko yea bath pasand nahi aye,
aur husan nay mohabbat ki ankhain nooch lee,
us din say MOHABBAT ANDHI AUR HUSAN ZALIM HOGAYA..
Apni wafaon ka yaqeen delaon kaisay,terar dil ko apnay kareeb laon kaisay,
zindagy weran si nazar aty hai,is weran mai bahar laoon kaisay,
teri yadoon ko senay say laga rakha hai,apni yadoon ko tujhe tak pounchaoo kaisay,
is dil mai tere tasveer saja rakhy hai,dil cheer k tujh ko dekhoon kaisay,
yea zindagy teray naam laga rakhy hai,ab zindagy ko apnay naam laoon kaisay..
Meri har ada mai chupi thi teri muhabbat,tu nay mehsoos na kia yea aur bath hai,
mai nay har dum tere hi khuwab dekhay,mujhe tabeer na mili yea bath aur hai..
Woh mil jatay hain kahani ban kar,dil mai bus jatay hain nishany ban kar,
jinhain hum rakhtay hain apny ankhoon mai,kyu nikal jatay hain woh pani ban kar..
Ek hasi jo hasa dea
Ek ansu jo rula dea
Ek aarzu jo jaga dea
Ek chahat jo samaj lea
Har aahat jo jaan lea
Ushe rishtay ka naam hai
MOHABBAT....
Koi shaam aty hai tere yaad lea kar,koi sham jaty hai tere yaad dea kar,
mujhe to intezar hai us shaam ka,jo aye tujhe sath lea kar.
Dard sehnay ki adat se hogai hai,ghum say hamary dosti hogai hai,
khushiyan ab nahi rehty meray kareeb,tanha rehnay ki adat see hogai hai.
Woh ruthay is qadar k manaya na gaya,door itnay hogay k pass bolaya na gaya,
dil to dil tha sahil nahi,likh diya naam to mitaya na gaya.
Tum mujhe chaho aur mujh say pyar karo,
mai kaheen bhi jaoo tum mera intezar karo,
meary hi wastay ghar mai charaga karo,
aur meray hi wastay dil ko beaqarar karo,
meray liyea aisa khiza ko meray liyea mosam-e-bahar karo,
apnay jazboo ko mujh tak pounchany k liyea,
zuba say na sahi ankhoo say izhar karo,
kabhi darwazay k peachay khari hokar,
kabhi khirki say chup kar mera dedar karo,
tum kuch bhi karo mai bus itna chaho,
k tum kahee bhi raho bus mujh say pyaar karo...
Yaad mai tere ankahin bharta hai koi,sans k sath tujhe yaad karta hai koi,
mout sachai hai ek rooz sub ko any hai,tere judai mai har rooz marta hai koi,
Manzelain bhi us ki thi,rasta bhi us ka tha,ek mai akela tha,kafila bhi us ka tha,
sath sath chalnay ki souch bhi us ki thi,phr rasta badalnay ka faisla bhi us ka tha,
aj akela kyu hoon dil sawal karta hai,loag to us k thay kya khuda bhi us ka tha..
Na janay woh kaisay log thay jin ko pyaar to pyaar mila,
hum nay to sirf kaliyaa mangi,humai kantoo ka har mila..
beadard zamanay mai humdard koi na tha,
dil toarnay walay bhuhat thay lakin dil joornay wala koi nahi tha..
Woh chand hai magar Neha say pyara to nahi,Neha k bagair Sameer ka ghuzara to nahi,
meray dil nay suni ek mehte si awwaz,kaheen Neha nay mujhe pokara to nahi..
Kashtiyoon ko kinaray bhi mil jatay hain,loogon ko saharay bhi mil jatay hain,
dunya mai zindagy say pyara kuch nahi,par kuch loag zindagy say pyaray bhi mil jatay hain..
Shayeri zuban say ki nahi jaty,dard to woh senay mai hota hai,
jab kise ko kise say mohabbat hoty hai,phr us shayeri ka maza hi kuch aur hota hai..
There was a blind girl who hate herself becoz of being blind.She hate every 1 except he boy friend.One day girl said that if she can only see the world she will marry her boy friend,1 day some 1 donated eyes on her & then she saw every thing including his boy friend,her boy friend ask he,"now that u can see,will u marry me?,the girl was shocked when she saw her boy friend is also blind,& she refuse 2 marry him,her boy friend walk away with tears & said,"JUST TAKE CARE OF MY EYES DEAR......
KOI RUKI HOWI DHARKAN SAY POUCHAY
KITNA TARAPTA HAI YEA DIL MOHABBAT K AGAY..
ONLY 4 NEHA
SAMEER