Aakhir ek ladki ka is dunya mein kya maan?
Kabhi na milta use ek beta ka samman,
Pada hote hi judhjata pita ka naam aur shaadi ki baad pati ka naam,
Uski na hoti khabi apni pehchan.
Aakhir ek ladki ka is dunya mein kya maan?
Jab ladke waale karte dehaj ki pehel bichari ladki ka thoot ja that sapno ka mehal.
Aakhir uska doosh kya hai,sirf yeh ke wo ek ladki hai.
Ladki hai Bhagvan ki sabse pyaari bachi,
Uske baatein hain pyaari,uske aankhain heh sacchi,
Uska dil hai komal jismein bhari hai mamta,
Uska vajood hi hai pyaary aur shamta.
Ushi mein to hai yeh saari dunya samai,
To phir kyoin kahin ki ladki hai parai.
While i was reading this i was think about nair.
though it is not related to lrl it reminded me of nair so i thought i should post it here.
Hope u like it.