Posted:
few days back I was watching sarabhai vs sarabhai so in maya sarabhai lingo
such a downmarket stuff without any logic completely pedestrian
in roshesh lingo qubool hai jaise koi saas bahu ka taana baana phans gaya jisme asad aur zoya ke pyar ka fasana. daadi hai sar dard toh tanveer bani jodo ka dard. ayan ki rahasyamayi chot toh sheerin ka pagalpan.
in monisha lingo " gul pehle tu mujhe mahine bhar ka anaj free mein de phir dekhungi tera show."
ippknd characters lingo :
asr: aman , qubool hai what the what the
nk: khushi ji mujhe Kabul hai nahi dekhna.
manorma mami: hello hi bye bye phati saari what are you seeing, qubool hai
kkgsr: hai re devi maiyan hume qubool hai se bachana. aaj mausam nahi hai suhana week day ka hai zamana what the what the
sorry no offense to anyone, it is just for fun.
85