PART 5:
"late again, ACP..."
Arjun was on fire again. They have outrun him again.
Ar: who are these people? How are they keeping such a tab on us?
Sak: aur ab Sree ko kaha legaye hai?
Arjun ran his hands through his hair and tried to breathe in to control his temper. "team pura ghar chan maro. Aur suraag milna hai. Chotu... ghar pe padosiyonse milo. Patha lagao ke yaha kissiko athe jathe notice kiya hai ke nahi. Sakshi, mujhe, Atif jo abhi abhi mara hai, uske pure details chahiya. Jald hi.
All get to work. Arjun, Liza and Aisha check the home for more details.
Later the team assembles in the hall, except for Sakshi.
Ch:sir, Atif ke ghar pe pehle wo akele hi rahthe the. kabhi kabhi ek-do jan aur bhi athe jathe hue dekha hai. lekin kuch mahine se waha kafi log athe jathe the. kisiko zyada shak tho nahi tha, lekin padosi keh rahe hai ke waha late night ko cars athe jathe the.
Ar: Atif ke bare me aur kuch.
Ai: Sakshi called some time back. Kaha hai ke koi zaroori bath patha chala hai. she needs to confirm a small part, aur bohot jald ayege.
Ar: kya waha ane wale logonke kuch naam...
Ch: naam tho nahi patha sir. lekin ek padosi ne do admiyonko bar bar waha dekha tha. Uske sketch ban raha hai.
Sakshi enters that time.
Sa: guys... news is not good.
Ai: kya hua?
Sa: kuch log revenge keliye nikla hai. Atif uske ek hissa tha.
Ar: matlab?
Sakshi takes some time to compose.
Sa: Atif yaha Mumbai me Engineering kar raha tha. Lucknow se hai. zyada dost nahi, bas akele akele hi rehtha tha. Uske college gayi thi. Waha se patha chala ke Atif ka sirf do hi friends hai. unme se ek hai Arman.
She stops there. All notice her silence.
Ai: kya hua Sakshi.
Sa: Arman... Rehan ka bhai hai.
Ai: Rehan?
Ar: wahi jisne Sakshi pe bomb lagaya tha.
Ch: wo leader? Jo hamare custody me hai?
Ar: haan wahi.
Ch: par ab iss case me Atif kaise aaya? Kahi usne bhi Arman aur Rehan ke saath join tho nahi ki?
Sa: ki hai... aur uss kaam ke beech wo mar bhi gaya. Aur shayad ab Sree Arman ke custody me hai.
Ar: tho in sabke master mind Arman hai. uska maksath hai hamare team ke barbadi aur apne bhai ka azaadi.
Ai: ab ye Arman ko milna hai.
Ar: its not going to be easy. If I am not wrong then its possible ye wahi hai jo burka me tha. He must be good in disguise. Ab wo kaise kaha milege... ye patha lagana hoge. Team, try to get more information about Arman. Uska asli chehra milna chahiye. Uske family ya relatives se bath karne ke koshish karo. Kisi bhi haal me.
All: yes sir.
Ar: aur ye dusra dost kaun hai?
Sak: Asad.
Somewhere else:
Arman: Atif ka death mere liye khatra ban saktha hai.patha nahi ETF kya kya patha lagaya hoga. (trying a phone) aur ye Asad kaha gaya?
He is frustrated. He looks over at Sree who was made unconscious again.
Arm: ek bath jaanlo officer... mere bhai ke baahar ane thak tumhe zinda rehna hoga. Uske baad na tum aur thera team jinda bachoge.
He goes away from that room and tries many calls. He knew no one would track this number as he had seen to it before hand. He was getting anxious as his team member and best buddy of all time, Asad was not responding.
Asad was with Arman from school days. Arman had always adored his brother Rehan. When he said that the way that he took would let him gain divine grace, it didn't take much time for Arman to accept that. And Asad was too with him, who took every step with him. but his bhai wanted him to finish his engineering studies. And from there he and Asad met Atif, who was a loner till then. And soon the trio was besties. Atif never knew when he started following his friends as such. He was glad to meet them and also Rehan. Rehan had arranged all sorts of training for them from time along.
When Rehan had planned to get out his 3 men from the custody of government keeping an ETF officer as bait, they were with him. but Rehan had asked to keep them under shade. None should know about their involvement. And everything would have been success if not the team had outwitted them.
When Arjun was beating Rehan in that shopping mall, they were there too. They stood helpless and watched it. as they were bound by the word given to bhai. And then they started to plan with every movement fixed.
Already Atif was dead. He couldn't lose his best friend Asad and he will never do it.
Meanwhile Asad was to meet the men for the final face off with the ETF at time. he was out to meet and finalize. He was still unknown to Atif's death.
***
In conference hall:
Ch:sir... sketches ban gaya hai. ye hai Rehan ka bhai Arman. Padosi ke kehne me jo sketches banaya hai, unme ek aur chehra mila hai. puchthach me patha chala hai, ye hai Asad, jo Arman ke sath college mien padthe the. wo theen bohot ache dost the.
Ar: iss Arman ko pakadne keliye hame Asad chahiye. Patha lagao wo kaha hai. jaha bhi ho... hume chahiye.
Ch: yes sir.
Sometime later:
Ch: Sir, Asad ka patha chal chukka hai.
Ar: lets go and get him.
Asad was spotted in a housing colony after meeting one among his men. Police on mufty had already surrounded the place in time on Arjun's orders.
After much chase, Asad was under custody.
Asad: ye app teekh nahi kar rahe ho ACP. Pachthaoge...
That receives him a tight slap from Arjun.
Ar: bohot hua hide and seek. Bol... Sree kaha hai? aur thera yaar... Arman...
He looks a bit shocked.
Ar: kyu ? shock laga? Tho ye bhi sunlo... Atif is dead.
That fumes Asad.
Ar: gussa araha hai? mujhe bhi... kafi din se... ab bol Sree kaha hai?
As:milne ka chance nahi hai. Rehan bhai aur Arman se panga liya hai. ab shayad hi milega.
Ar: dekhthe hai... bohot jald... Chotu... take him in custody.
In hall later:
Ar: Arman ke photo har jagah dalo. Jobhi information mile... unhe hame inform karne ko kaho.
A mail beeps in Arjun's monitor with tittle. "Sree... The end?"
He opens quickly. it was from an unknown sender. A video comes in. it shows Sree with a bleeding nose. Face shows violence.
Then another person comes on screen. It was Arman.
"Ab chehra chupane ke wajah nahi hai na ACP? Tho seedhe aya hu. Aapke officer ke haal dekhe hoga. Apko patha hai ke mujhe kya chahiye. Mere bhai, Rehan aur dost Asad. Dono. Undono ko leke aap aur apke puri team ko aana hoga. Jab thak sabko na mile... thab thak mien apke officer ko nahi chodunga. Koi ulta game math plan karna ACP. Warna... aap janthe ho... jagah; K. R docks mien. Kal sabere 5 baje. Aap logonke paas 12 ghante se zyada hai kaam karne keliye. Koi bhi galath kadam uthaya tho..."
He doesn't finish his line and just looks at Sree who looked weak. The video goes off.
All are silent for a while.
Sak: so a final face off. Sree ke badle Rehan aur Asad.
Ar: nahi Sakshi, wo dono Sree ke badle nahi hai. Sree bas ek mohra hai. wo hamare team me kisiko bhi nahi chodne wala.
Ai: aap aise kyu keh rahe ho Sir?
Ar: kyunki jaha se hume Asad mile hai, waha se patha lagaya hai ke wo kuch logonse milne aye the. they are some of his backup.
Ch: kuch log hamare custody me hai.
Ar:lekin kuch log abhi bhi bahar hai.
Li:tho ab kya kare?
Ar: backups hamre paas bhi hai.
16