I invited the cast of the Temple of Doom (TD) for an evening of shaeri. Their first reaction was "who is reciting" When they heard it was me, they were very reluctant to hear me out. I reasoned with them saying that if we can suffer TD why not they? Finally they relented..
So pesh hai…..
My first shaeri is dedicated to Inder who is also known as the Bunder!
Jis waqt khudane tumhen banaya hoga
ek suroor sa us ke dil pe chhaya hoga
pahele socha hoga tujhe jannat men rakhle
phir usse Zoo ka khayal aaya hoga
My next shaeri is dedicated to Disha's little sister Rano who things she is better!
Twinkle twinkle little Star 
You should know what you Are 
and once you know what you are 
Mental Hospital is not too Far
Meri agli shaeri DK ke liye pesh hai. This is like a recital by DK after his death:
Mere marne ke baad mere doston ye aansoo na bahana
ager meri yaad aaye tho seedhe upar chale aana
However, anyone viewing TD today feels the same way too!
This is for our effervescent Satwik who is having a field day (pun intended) with a bird in the hand and one in the Bush. Mein biwi ki baat kar rahi hoon. Satwik yehi baat Disha se kaheta hoga
Tu chaand maange mein chaand dedoon
Tu taaren maange mein taare tod doon
Bas ek baar tu han kahen tho mein pehli waali ko chod doon
This shaieri is dedicated to our dear Vedant. Both DK and Ved seem to be falling for the same person eternally. Vedant apni bhai DK se yehi kahe raha hoga:
Do pal ki bhi khushi na mili tho kya 
Hum umar bhar gum ke sahare jeelenge
Hum ko girl friend na milli tho kya
Hum aapki girl friend ke sahare jeelenge
Meri agli shaeri pesh hai Pori ke liye jinhonen do bhaiyonko pyar kiya:
Pyaar ki seedi pe chad tho gaye hai 
magar yeh nahi dekha ke neeche ghehri khai hai 
tumko offer de tho diya hai 
Par yeh nahi socha ki tumhare peeche khada mera bhai hai
Finally hum pesh kar rahe hai humari pyari Guha's ke liye kuch. Guha ji aap ki Serial bahut achhi hai jiski hum roz deedar karte hai. Isiliye aap ki khaas jaga hai humari dilon men. Tho lijiye aap ke liye kuch pesh hai:
aap ki TD ko miss karna roz ki baat hai. 
aap ki TD ko yaad karna aadat ki baat hai. 
aap ki TD se door rehna kismat ki baat hai. 
magar aap ki TD ko jhelna himmat ki baat hai