Posted:
last story main iccha victim thi and tapsya culprit but iss baar kya ho raha hain guys
uttaran ki iss story me meeti sabse badi dumb hain. jab pahle mukta ne kaha ki shaadi mat karo to usne vishnu aka aakash se shaadi ki aur ab jab mukta kah rahi ki aakash use true love karta hain to ab vo usko divorce de rahi hain aur mukta ke vishnu se shaadi kar rahi hain ,
kya meeti iss baar ki bechaari vamp hain kyoki
1. pahle vo aman aur mukta ke beech me aayi
2. ab vo vishnu se shaadi kar rahi hain jaan booj kar jabki vo jaanti hain ki vishnu use pyaar nahi karta aur vo apne aap se decision kaise le sakti hain ki use vishnu se real shaadi karni hain ki naatak jabki ek baar bhi vishnu se poocha nahi bas faisla suna diya ki hume ye shaadi karni hogi
😡
i dont like this meeti crap...